Asalamu Alaikum .mera ye sawal hain sub say k mostly even k sub ki thread or post main just 4 thread ka zikar hota hain sub khety hain daily 4 thread kary laken mai to 5 thread karlyti ho . To ye kya hain ??? Mtlb minimum kitny thread kar skty hain ek din mai 4 ya 5???
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим