hamesha mini lot lagana chahye ya standard b zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear ap jub forex trading start kren tu start me mini lot k sath trade lagayty rahe aur aur apny acount ko build krty rahy jub ap k acount k captical barah ho jaye tu ap lot ziada kr sakty hn lekin phr bi had se bari lot nai rakni chaye as se ap ko big loss bi ho sakta h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      agar aapko f roex me trade karna aata hai to hi aapko standerd lot me trade karna hai agar aapko trade karna nahi aata hai to aapko risk nahi lena haia ir aapko mioni lot me trade karna haiaur agar aapke accountr me capital bahut hi bada hai to hi aapko bade lot me trade karn ahai chhaiye nahi to nahi karna hai
      • #33 Collapse

        my dear ap ki baat sahi agar ap ka account balance km hai to ap ko us hisab se km lot size k sath trading krni chaiye but agar ap ka account balance big hai to ap big lot size k sath b best earning kr sakte ho
        • #34 Collapse

          yes, we all the traders should work with the minimum lot size but we should also focus on our profit as well at the same time because if we keep the lot size low then we might not able to make huge profit.
          • #35 Collapse

            dear ap ko start me mini lot se he trading krni chahye phr ayesta ayesat lot ziada krty jana chahye standard lot lagana zarori nai h y ap p depend krta h k ap ko market ka kitna knowledge hasil ho gaya h
             
            • #36 Collapse

              jub aap ko itmad ho aur hasiyat be risk leni ki ho to well in good but dehan se big trade karne chahye kue is me loss be big hi ho ga kue ye aik on line work hy me losss aye to wapis nhe aye ga lahaza dehan se
              • #37 Collapse

                Nahi dear friend standard lot to sirf wohi laga saktay hain jin k equity laakhon dollars main hoti hai agar ham aik laakh k andar andar trading kar rahay hon to hamain mini lots hi lagani chahiye
                 
                • #38 Collapse

                  Wesay bhi experts ka yehi kehna hai k aap ka balance agar zyada bhi hai to aap koshish yehi karain k choti se choti lot lagaen taakay hamara account safe rahay or ham lambay arsay tak trading kar sakain
                     
                  • #39 Collapse

                    Her acha trader yehi mashwara deta hai k lot size kam hona chahiye is k bohat faeday hain lekin hamain is k saath saath apnay balance ko bhi achi taraha manage karna hoga achay results k liye
                       
                    • #40 Collapse

                      Maine jab trading start ki thi to main us waqt zyda profit kamanay k laalach main bari bari lots lagata tha is k result ye aaya k jab mera loss hua to wo bhi bohat bara loss tha is liey maine dubara aisa nahin kiya
                         
                      • #41 Collapse

                        Lot size hamesha usi waqt lagaya jaata hai jab dil main laalach hota hai ham zyada zyada ki laalach main apna balance saaf karwa letay hain halakay ye forex ka asool nahin hai ye ghalat hai
                           
                        • #42 Collapse

                          Agar ham apni ki gayi pichli saari trades ka result dekhain to hamain ye pata chalta hai k jin trades main ham ne greedy ho kar lot size zyda rakh tha un main loss honay ki waja se hamara balance kam hua
                             
                          • #43 Collapse

                            jee haan dear hameshaa mini lot se hi trading karni chaahye q k kuch pataa nahi hai k kab market hamaari favour se wrong side per jaanaa shuru kar de aur ham loss kar bethen
                            • #44 Collapse

                              Forex main jitnay bhi rules ko follow kiya jaata hai un main ye bhi aik bohat khaas rule hai k hamain apni lot size apnay total balance k hisaab se rakhni chahiye is ko money managent ka hisa kaha jaata hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Sab se zyada zaroori baat ye hai k hamaray liye hamara total balance bohat ehem hona chahiye or is ki hifazat hamaray liye sab se zyada zaroori honi chahiye tab ham secure reh saktay hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X