Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy
    Asslamu allikum dear forex friends ham har kam men bahut sari mehnat ki karty hen or kuch kam asy hoty hen jin par ham mehnat bahut karty hen bit uska result acha na any par hamehnat karna choor dety hen jismen hamri kai dino ki guzashta mehnat bhi zay ho jati hy to dears meri bat ka matlb yeh hay keh hamen kci bhi hal par mehnat ko nhe chorna chaye mehnat hi hamen agy tak ly jati hy or hamen sub kuch silhati hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

    g han ager insan seehknay wala hai to hamen chye k ham mhnat kren aor seehk ker kren ager ham mhnat kos eehk ker kren gay to ham is men zroor kamayb ho jain gay.ager ham mhnat kren gay to ham kamayb ho saktay hain.aor is k illawa hamen chye k ham forex men mhnat bgair ksis direction men na kren gay to ham zroor us men kamayb ho saktay hain.aor is k illawa hamen chye k ham just jo bhi kam kren us men mhnat aor emndari k sath kren to ham is men kamayb ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

      G han mhnent insan ko sab kuch sakhati hy hmean chye ke hm Pakistan forex forum ke business mein mhnent Karin or success hasil kerin Jo members forex ke business mein mhnent kerty hain wo kabii b na kam nhe hoty hain hmean chye ke hm mhnent Karin or knowledge or experience hasil kerin
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

        g han ge ap ne thk kha hy mehnat hamin sb kuch sekhti hy or kam krne par mujbor krti hy duna ka kio bhe kam bagir sekhe nh kr skte likn forexaysa platform hy jis par learning or earning sath hoti hy or munafa bhe milta rehta hy
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

          Ji han dear friend main aapko batana Chahta Hun ki Jo Jo insan mehnat Karta hai vah Kabhi Na Kam Nahin ho saktamere najriya ke mutabik agar aap mehnat karte hain to aap kabhi bhi na Kam Nahin Hoga aapko chahie kya aap is Tarah se Kam Karen kya mahina dikhayen Apne aapko sabit Karen prove Karen ki aap kam kar sakte hain agar aap kam kar sakte hain to aap mehnat is Tarah se Karen ki aapki post Ka pata chale ki ismein Na le jaaye koi likha hua kuchh jarur Karen kuchh show Karen
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

            dear forex mn ap ny bahoyt ache bat ki hai menhat hamy sb koch sakhati hai jis ka hamy pt ni hota forex mn hum menhat sy kaam krin tu hum kamyab ho sakty n or apni zndgi asani sy basr kr sakty hn forex ak aisa bussiness hai jis mn menhat ki zarorat hoti hai islia hamy forex mn menhat krni chahye bharpore is waja sy hum forex mn kamyb ho sakty hn
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

              G ha dear ma ap ke bat sa agree karts ho ka Ya jo husnisses ha is human acha sa caah post karma ko milta ho is sa human acha bounces bhi can milta or is human achi sa achievement kymbi Basil hote ha
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                bhot he achi baaat share ki hain aapne agar hum forex trading main mehant karte hain tu hum kamyabi hasil kar skte hain agar hum mehnat neh karte hain tu kabi b kamyab nhe ho skte hain is liye humhain chahaiye k hum ziyda say ziyda mehant kare ziyda merket ko analysis kare jaab tak hum merket main kaam nhe kare gy taab tak hum kamyabi b hasil nhe kar skte hain is liye hum ko chahaiey k hum mt4 main analysis karne main mehant kare and merket ko samjhne k liye hard work kare jitna ziyda hum hard work kare gy itna he izyda hum trading ko samjh skte hain ,
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                  AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai ap ki bat bilkul theek hy kh mehnat sy hi sab kuch sekha jata hy hmain bht ziyada mehnat kerni chahiay ta kh hum kamyab ho skin hum jitni ziyada mehnat krin gy jitna ziyada kam krin gy to kamyabi mily g.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                    G haan dear ap bilkul thek kha rha hy ka mehnat insaan ko sab kuch sakhiti hy is lya haama zida mebnat karni chaya ta ka haam acha profit kaama saka aur acha bonus hasil kar saka is kya ap ko bhi chaya kaa is main hamesha nehnat sa kaam karna chaya ok shukrya dosto
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                      dear friend sab kuch acah hasel hota hy achi mahnat say agar hum forex main kameyab honma chahty hain tohamen chahye k hum forex main mahnat say kam karen as ko sekhen aur as main hamesha dosron ki bhi help karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                        wailakum assalam . mehat insan ko sab kuch sekha deti hai . aap jis kam me bhi mehant kryn gy ap ko wo kam bhot jald samjh aa jae ga. isi tra aap forex trading bussiness me agr mehant se kam kryt hain to apko bhot jald forex trading samjh aa jae ge.
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                          G bilkul theek kaha ap ny kh hmin mihnat sb koch sikha dite hy mihnat krty howy hmara time bahot lgta hy hm hr kam chor k apni mihnat py tawajo dity hn mihnat hmin kam ki ihmiat sikha ditna hy kh kis trha hmin mihnat krny k bad kamyabi milte hy or khas tor py jb hmin mihnat k bad os ka acha result na mily tu hmin tb apny kam or mihnat ka indaza hota hy waki kam kam mn hm bahot koch sikhty hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                            Positive mind Mein kam karna Nahin aaega Achcha kam Ham tabhi kar sakte hain Jab Hamare Paas Apne hand Mein capital hoga jo hamare pass capital Nahin Hai Kya Tu yahan se Kuchh Bhi Nahin kar Payenge isliye kam Karen karna Chhod dete hai market Mein deta hai vah kabhi bhi nahin kar sakta hai isliye jab tak mere pass analyser system Ka Pata Na Ho Ham kabhi bhi kamyabi ke sath trading nahin kar sakte hain long time kam Karte Jaaye aur
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat insan ko sub kuch sikhati hy

                              g walaikum assalam apny bilkul thek kha ka kuch bhi ho gai humen mehnat karna nahi chorna chaiye or humasha himat sa kam lyna chaiye insan ki mehnat kabhi zaya nahi hoti ha or agar kuch ho bhi gai to is ma bhi humara hi faida hota ha bs ap khud par bharosa rakhen or himat na haraen...inshallah allah pak sub bhater karen ga....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X