luck ko ignore karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: luck ko ignore karna

    g hnn bilkul hmn agrr forex prr kmm kmm krnaa ha tou luck ko ignore krnaa hoga keun forex me luck naee chltyy profit luck ki base prr nae milta belkyy ache kism k kmm ky krny prr milta hmm forex prr agrr sirf luck ko le krr baith jaen tou kuch b nae milly ga hmn mehntt krni hogi achi trades krkyy apni qismet khud bnani hogi acha earn krna hoga tou he forex me hmm kmyb hnge arr hrr insaan ki luck b metter krtyy he lekin luck k chakr me khamosh hokr nae baith jana chaheye kyy luck hmn profit dagyy aesa bikul b nae hota hmn mehntt krni prhtyy ha tbb jajy kuch earn hota ha ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: luck ko ignore karna

      forex trading bhot he best work hai hum is main kamyab ho skte hai agar hum ziyda mehant karte hain tu kamyabi hasil hoti hain agar hum mehnat neh kare gy tu kamyabi hasil nhe hoti hain humhain chahaiye k hum ziyda mehant kare ziyda hard work kare gy tu kamyab hongy luck ka koi kaam nehe hain forex trading main agar hum pratice kar k kaam krte hain tu kamyab honte hain agar hum mehant nhe kare gy tu kmayabi b hasil nhe kar skte hain is liye humhain chahiye k hum mehant kre luck py depand na kare ,
      • #18 Collapse

        Re: luck ko ignore karna

        ji pyary bhai ap ki bat thek hai keh sirf luck py bharosa kar k hummen nahi baithna chahey balky apni progress ko behtar banaya jay aur apny kam ko manwana chahey har isnas ko chahey keh woh jo bhi kam shru kry osy aakhry manzil tak ly jay apni mehnat aur lagan se jaisa ap ne kaha waisa hi hai forex forum aj kal har dil aziz business ban raha hai es ki wajah yehi hai k ap ko es se achi khasi earning ho rahi hai. thanks
        • #19 Collapse

          Re: luck ko ignore karna

          forex trading me luck nhi chlta. ye koi game nhi hai na hi is me tuky par kam chlta hai . agr apka luck bhot good hai to bhi apko chaye ap forex trading ko learn kryn is ki taleem ko sahi tra se hasil kryn smjhyn. ta ky forex trading seekhny ky bad bhi apki luck ki ahmiyat rhy . forex trading me profiit apkko apki mehant ky ghoz hi mily ga. luck par kabhi depend nhi krna chaye na hi blam.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #20 Collapse

            Re: luck ko ignore karna

            assalam o alikum umeed ha ke ap bilku theek ho ge ap ka sawal buhat acha ha main ap ky sawal se agree ho ky forex main luck ko ignore karna is ky bary main mera khayal ha ke hamein forex main luck ko ignore karna chaiye tab hi hum achy earning kama sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: luck ko ignore karna

              dear main samajhti hun ke Jo log lakh per jyada depend karte hain aur mehnat nahin karte vah kabhi bhi kisi bhi Business mein kamyab nahin ho paate isliye aapko Apne knowledge aur apne experience per jyada focus karna chahie aur kabhi bhi greedy hokar trade nahin Karni chahie tabhi aap is business mein survive kar sakenge aur khud ko safe rakh sakenge
              • #22 Collapse

                Re: luck ko ignore karna

                Dear aap nay bohat achhi bat ki hai trading mein agar hum sirf luck ko ley kay bethay rahain gay to kamyab nahi ho saktay is kay liay hamain sakht mehnat, learning aur planning se kam karna hoga. learning aur planning ke sath mehnat kren gey to experience hasil hoga aur phir wohi hmain faida de ga
                Like karna na bhoolain:1f61c:
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: luck ko ignore karna

                  Luck ko ignore nahi kar sakty ham luck ko ap use b nahi kar sakty lekin agar ap ka luck acha hai to ap trading me kafi traqqi kary gy lekin agar ap ka luck acha nahi hai to ap ko analysis k bawjood b loss ho sakta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X