what is technical analysis???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is technical analysis???
    slam all membrrs.mn ap sy y keha chah rha tha k technical analysis kia hoti hn aur kasy ki jati hn mara opinion y hy k technical mn hm sport aur resistance ko dakhty hn candles ko talash krty hn pin bar aur engulfing dakhty hn aur phr trade open krty hn..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is technical analysis???

    Forex market jab apni maximum aur minimum price ky darmian move kerti hai tou aesa nehi hota ky akatha jump ker ky maximum price per ponch jaey ya minimum tak ponch jaey choty choty stops aur retracement ly ker apni support ya resistance tak ponchti hai isi ko technical analysis kehty hain ky market kis jaga per rukti hai aur kahan sy retracement leti hai
    • #3 Collapse

      Re: what is technical analysis???

      forex aik online or kabe be band na hony wala busness hain hum is mi agar sucess gaun karna chtey hain to hamy technical analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: what is technical analysis???

        w salam Technical analysis trading analysis ki ek type hai jis sy analysis kr k trade ki jati hai technical analysis main graph ko dekh kr trade ki jati hai ye analysis srf expert trader kr skty hain zyada tr fundamental analysis ki jati hai ar ye strong bhi hai
        • #5 Collapse

          Re: what is technical analysis???

          hamy techncial analysis ko use karna ho ga hamy forex mai ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum acha munfa kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: what is technical analysis???

            hamy acha experience gain kar ky tecnical analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gan kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: what is technical analysis???

              Technical analysis main hmy market ki movement ko candles k through smjhna hota hai k market kis trd move kry gi aur kahan se direction kis trf jaye ga yeh dekhty huwe hmy buy yaa sell krna hota hai yeh sub se basic analysis hota hai isy sb se phly seekhna chahye aur Market ka analysis krna chahye
              • #8 Collapse

                Re: what is technical analysis???

                Main kabhi bhi technical analysis per nahin karta hun Kyunki Main sirf news Ko Dekhkar trading karta hun aur main use se bahut acchi Tarah Se market ko analysis kar Leta Hun Aur Mera Har trade mujhe bahut accha profit bhi deta hai isliye main sirf news ki wajah Se Achcha profit kamata hun
                • #9 Collapse

                  Re: what is technical analysis???

                  is forex main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain techniques ko use kar k hi hum planing kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k bary main planing kar k hi huum greed ko avoid kar k hi hum real main bi trade karein gay aur techniques ko use karna ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: what is technical analysis???

                    Assalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana chahta hun ketechnical analysis ka matlab yah hota hai ki Jab kam Karte Hain To train Lagane se pahle Hamen market to analyse karna bahut jaruri hota hai bina licence ke kam Karenge To Hamen loss hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X