huge capital with low confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    huge capital with low confidence
    my dear confidence ka forex trading mi kamyabi ke ly or is hard business mi profit hasil kerny ke ly is ka hona bohat he zarori ha , jis trader ke pass ak acha deposit ha , likin confidence nahi ha tu ye bohat he mushkal ke wo is mi kamyabi hasil ker saky. agar kisi k pass huge capital ho but confidence zero ho kiya wo bhi forex se trading kr sakta hai ya forex me confidence ka huna bhi zarori hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar ap logo ka capital zayda hay to aram se trading keya karay to bahtar hoga aur money manage ment keya karay aur lalach na karay.. to bahtar hoga....`s
    • #3 Collapse

      g forex mein apko chahiye ke ap is mein big capital banayen lekin agar apke andar confidence hi nahi hoga to phir ap is mein huge capital bhi lose kar jaayenge.
      • #4 Collapse

        Bhai jan mai apko 1 bat btana chahoo ga k forex market mai trader tb hi kamyab hota hai jb trader ko trading ka acha knowledge or experience hota hai isi liye apni investment ki base pr nhi blkay apni strategies ko use krtay huway hi trading krni chahiye agr trader achi strategies ko use kray to yakeenan trader small capital ko b huge capital mai change krnay mai kamyab ho skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          huge capital low confidence ke sath kabhi grow nahi ho pata hai kiun ke aap ko huge amount earn karne ke lye huge investments ke sath knowledge bhi huge rakhni hoti hai agar knowledge and experience ho to he huge profits banaye ja sakte hain .
          • #6 Collapse

            according to my thinking agar trader ke pass huge investment he aur confidence low he, to us ko pehle confidence build karna chahiye means demo practice karni chahiye take experience bhi gain haur confidence bhi strong ho take woh live account confidence me trade kar sakhe.
            • #7 Collapse

              capital also an important part of the Forex trading business and if we got big capital in the Forex trading business then we have also need huge knowledge too about the Forex market and it may lead us to big loss in the fore market and i will have more secure business in the world
              • #8 Collapse

                capitalism not only been maintained but the confidence of Knowledge and Skills and also get to directly involved in Forex Trading the business certainly do a successful Trader in the training room. So therefore your confidence social behind and that they should be greater than your character feeling this morning.
                • #9 Collapse

                  han dear ye aik good buiness hai is ko bahutr sy loog kr rahy hhain ye aik real buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja skata hai ye aik acha buiness hai is ko kisi timebhi kia ja skata hai ye aikacha buiness hai is ko kahein bhi kia ja sktaa hai ye aik acha buiness hai
                  • #10 Collapse

                    Assalam u alikum friend, jee haan hamre loss ki bohat si wajuhaat hoti hain jis me se ek yh bhi hai k hamre pas capital to ziada hota hai hum investment bhi ker sakty hain but end me humein confidence nhi hota hai trading k liye is liye hum confusion k chakker me apna loss kerwa bethty hain.
                    • #11 Collapse

                      bhai jan yeoh baat krna bohat asan ha kaoh hum forex trading sa rich ho skte haain thats true app ho skte ho maogar hum log kuch bataoun ko ignore kr dete hain jese kah rich hone ka leya ya successful hone ka leya humein mahnat bhi krne hoti ha and woh asan nhi hote ha.
                      • #12 Collapse

                        Huge capital key sath sath aap ka confidence bhi bara hona chaheye. Sometime huge investment sey aap kuch bhi hasil nahi kar patey. Hamain apney confidence ko bhi barhana hy aur loss key fear ko dil sey nikalna hy. Is kye leye hamain demo account main practice krni hy aur jab tak aap ka confidence nahi barh jata, aap huge capital use na karain aur small investment sey kam chalayen.
                        • #13 Collapse

                          han dear agur ziyda strong capital hoga tu confusion kam he hoti hy dear hum ko kam profit py he kam karna chahy taky hum ziyda sy ziyda profit kama sakin loss kam krin or ziyda profit kama sakin
                          • #14 Collapse

                            Agar aap ka confidence low hy to aap kisi bhi field main har jayen gey. Is leye pehlay aap ney apney confidence ko build up krna hy aur phir trading karni hy. Jab tak aap ka confidence nahi barh jata aap huge capital use na karain, warna aap ka sara balance zero ho jaye ga. Confidence ko barhaney key leye demo account main practice start kr dain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              baat to ap ki sai hy k investment k asth confidence k hona boht zrori hy lekin agr ap kiinvestment zyadh hy to confidence b a hi jata hy q k agr ap ki equity zyadh hy to trade negative b jay ga to ap ko tension nai ho gi ess liy tension free ho kr trading krien and small lots k sath trade krien aur koshssh krien k day trading krien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X