What is required to start FOREX trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex me acha start mere khiyal se ham tab hi le sakte hen jab hamare pass ak planing hoti he ke ham ne kese trade karni he or kitna daily ka ak target rakhta he toh ham apne har trah se account ko secure kar lete ehn or hamko phir kamyaabi achi hoti he or ham acha earn bhe karte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex business is a large business and it is a high risky business agr aap forex start karna chahty hai tou aap ko sb sy pehly education and experience ki zarurat hogi Q k sb sy ahm cheez he experience and education hai.
      • #18 Collapse

        Forex trading business me apky pass achi knowledge hy aur ap market ko achi tarah analysis kar sakty hain tu kisi cheez ki zarurat hi nhi hy .......
        • #19 Collapse

          bhai koi bhi busnis me ham tb hi profit hi earn kr sakhte ehn jab ham us busnis me kafi jankari hasul bhi ho qk trading bhi ek esa hi busnis he is me bhi hamen tb hi profit earn ho sakhte hen jab ham trading ko soch smjh k kam krnge
          • #20 Collapse

            Pehley to app e-books parhey.. forex ke bare main, chart ke bare main. pattern ke bare main.. then forum se stratagy parhiye.. use kare usse demo account par .. aur demo competition main hissa lain.. agar app top 10 ke list main aatey hain to app great ho.. aur real account trade karne ke like Ho. .
             
            • #21 Collapse

              I have not tried a paid EA yet. but if you are thinking of trading with a robot then besides paying for the software you have to order a vps service which will run your software round the clock. Some broker offer this service free of cost but if you are to use instaforex as you broker then you have to pay for the service and there are many vps service providers. .
               
              • #22 Collapse

                I agree with you ke aik achi tarding karne ke liye aik achi planing aur strategy ki zarorat parti hai jis ki base pe ap market main success hasil karsakte hain kiun ke market ke uper trade lagane se pehle jis pair pe hum tarde karahe hain uski planing karna must hoti hai jabi woh is market main kamyab hosak
                • #23 Collapse

                  quick loss zaroor hojata hai ager aise thinking ka banda is mein aye to aisa hota hai, forex mein sab kuch aram se kerein pehle learning then earning. ap ko forex main quick earning tab milti hai jab ap is main knowledge k sath demo account par practice k zrey is main experience hasil karty hain.
                  • #24 Collapse

                    dear Forex trading ko stat karny k liye ke to hamary pass knowledge hona chaye experience hona chaye is main interest and aim hona chaye ek plan ke zarurat hoti and is k sath ek system and internet chaye hota hai bas..
                    • #25 Collapse

                      ap ko is ke liye basics ka pta hona buht hi zarori hai ap ko pehle is ke bare mein knowledge gain krna chahiye jsi ke bad ap is mein practice kro jitni ho sake ap ka hath baith jae to ap phir real account open krain
                      • #26 Collapse

                        assalam o alaikum.. mery khayal sy tu koi b requirement nae hoti is men.. bas apko thora smjh aana chahye or tajrba hona chaye capital hona chaye baki is men koi khas samjhny wali chiz hy tu nae.. ap mehnat sy trading karo or pesy earn karo
                        • #27 Collapse

                          bhai jan agar ap ek brest broker ki talash mein ho to ap ko insta se best broker nahi milley ga or jahaan tak automatic trading ki baat hai to ap is cheezz se us time tak faida nahi ley sakte jb tak ap trading ko samj nahi lete
                          • #28 Collapse

                            bro ap ka sawal bohet he acha hey me ap ky sawl se agree hun ye ek bohet he acha busnes hey or me as kolike krta hu ager ap ko trading krna hey to ap ko chiye ky demo acuount se trading seek ly
                            • #29 Collapse

                              required yehi hai ky practice akry dmeo par aur forex aik professional business hia aur is business mein aap ko effort ki need hoti hia aur demo practice bohat important hai aur yehi business humara future hai aur aap is business mein easily success hasil kar skatay ho only discipline aur rules ko follow kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading start karna k lai ap k pass experince ka hana or us sa pale ap ko pass computer or internet ka hona zarori hota ha us k bagair ap work nai kar sakte hain. ya dono cheezain lazmi hoti hain forex ma work karna k lai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X