Greed In Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    g han forex mein greed bohat bori cheez ha aur jis ko tradder afford nahi kar sakta kynke jab ap greed karte hain aur is ap ko loss ka samna karna parta ha jo ke ap bardasht nahi kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      meray bhai greed ek bojhat he buri cheez hai jo akser trader forex mai krtay hain jis sy un ka lose ho jata hai agar wo is lose sy bachna chatay hain ko wo greed ko choray.
       
      • #303 Collapse

        g bilkul sai kahaa hy aap ny forex main kamyaab trader ager bnna hy to lalach ko khud sy door rakhna parhy ga tab ham forex main survive ker skty hain, nahi to lalchi trader hmeshaa loss hi kerwata hy
        • #304 Collapse

          G jnaaaaaaaabbbbbbbbbbbbbbbb llllaaaaaaalllaaaccchhhh boohaaaaaattttt bbbbbuurrriii baaaallaaaa hhaaaiiiii ggggg ggg
          • #305 Collapse

            Dear, forex trading aik boht he acha buisness hy greed boht he buri. so hamen chahye k greed sy bachen tb he kamyaab ho skty hen hum aur hamen chahye k kaam krty huy aik target bna ker work krn
            • #306 Collapse

              bht sy loog forex main nakaam bhi isi waja sy hoty hain q k woh lalach main a k bht bari lot ly laaitry hain ur pher wash out ho jaty hain forex markit main ager kamyaab hona hy to lalch sy bacnhna pery ga ur slow trading kerniu ho gi yahi best way hy
              • #307 Collapse

                dear agar ap greedy ho tu ap es business ko na karo q k ap ko es mai koi faida nhn ho ga aur at the end ap loss he karo gy es liuye smjh k sakoon k sath ap es business mai aao ta k ap ko acha faida ho sake aur ap apnii life ko b set kar sako...
                • #308 Collapse

                  Forex trading main hamain greed nhe karney chheya is leya kay is mainagar ham zayda profit k hasil karnaykey greed karain gay to ham is main apna loss he karain gay . or is say ham kuch hasil n he kar sakain gay .
                  • #309 Collapse

                    Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein aap ko greed nahin karna chahiye balkey apnay daily kay profit ka aik target set karna chahiye aur woh poora hojaye tou aap ko trade open nahin kerni chahiye.
                     
                    • #310 Collapse

                      Asslam-o-Alaikum daikay lalach ka hona kisi bhi kam kay liya nuqsan day ho sakhta hai siwaya learning kay aur agar ap forex he learning kay baray may greedy hotay hai tu yai ap kay liya bohat acha hai par agar ap forex may kam kartay hoya greedy hotay hai tu yai ap kay liya aur ap kay business kay liya bohat khatray ke baat hai
                      • #311 Collapse

                        Dear humain kabhi bhi forex ki market main greedy ni hona chahiya.Lalach hum sab ki sab sy big enemy hai.Hum forex par greedy hona sy bachna chahiya or sabr sy trading karni chahiya.
                        • #312 Collapse

                          g haan my dear ap ki baat sahi greed kisi trader k liye b mufeed nahi hai jo traders b greeed k sath trading krte hain un ko bilaakhir loss ka samna krna parta hai forex ek business or busines greed se nahi samj se chalta hai
                          • #313 Collapse

                            market me aik successful trader bn'ny k liye hmen apni emotions or greed ko control karty hwy trading karni chahiye.forex me lalaach ki koi jaga nahi hoti iss sy sirf hmen nuksan hota hy.or market me hmari reputation bi kharab ho jati hy
                             
                            • #314 Collapse

                              Now day greed become a virus which inject in all database if we clean him from our body then that is possible that we should do well there my friend and in market if we learn then greed is cool idea but in trading base that is post dangerous for trader he do nothing with him
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                g han greed acha kam nhi hai balky bora hai jo log greed ky zariy kam karty hai wo log kabhi kamyab nhi ho sakty hai jo log cahty hai ky wo greed ko chor kar acha business kary to wo insan kamyab ho sakty hai na ky greed main kamyab ho sakty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X