Greed In Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    my dear greed bht hi zada dangerous hai forex me hume jitna ho sake iss se bachna chahiye ye aik bht hi risky business hai aur iss me successful hum ussi surat me ho sakte hain jab hume apne emotions per control hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Greed hamri trading ma sub se bri dushman hoti hy or iski wja se bht se traders loss utha chuky hen, islye hamen patience k sath trading krni chahye , planing or strategies bna k or ek target fix kr k trading krni chahye.
      • #228 Collapse

        bhai thora bohat tou greed hota ey likin itni bhi greeding nahii honi chaye trading mey q k is se trader apne ap ko bhi lose karjata hey or apni trading ko bhi lose kar jata hey or is se wo trader kafi mushkilat mey bhi parh jata hey so isi liye trading me greedy nahii ho ni chaye.
        • #229 Collapse

          MA TO ABHI THORI NEW HO FOREX TRADING MA ITNA ZADA TAGURAB NAHI HAY IS LIY MA NAHI BATA SAKTI KA YA AKHIR GREED WREED KAI HAY insahallah is ka bary ma maloomat laker app ko zaror batoo gi
          • #230 Collapse

            The problem is that many merchants say the success, if you win, you benefit from an expression of, this can lead to losing your dealer, they win, dealers also should remember, the money market as long as they take their profits, they will not profit you achieve and many small winnings make a big deal.
            • #231 Collapse

              greed is worst enemy of forex trading balkay dunya kay kisse bhe kam ke sab sa beri dushman greed hay jub aap ggreedy hoo ker kam kerrogay to woo greed losss ma badal ayege.
              • #232 Collapse

                No dear hmen is business me kabhi bhi greed se kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa busienss ha jis me hmen greed se kam karny se kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me apni greed ko hmeshah khtm kar k trading kareen
                • #233 Collapse

                  forex buseinss main lalach hamen nahi krna chahye agr ham is main lalach kren ge to wo hamare liye hi bura ho ga ku k lalach krne se hamen hi is main se loss ho ga so hamen loss se bachna hai to hamen lalach nahi krna chahye........
                  • #234 Collapse

                    Dear forex par big loss ki waja sirf or sirf lalach hai agar ap forex par sucessful hona chahta ho to apko forex par kabhi bhi lalach ni karni chahiya or sabr sy kam lena chahiya.
                    • #235 Collapse

                      Dear friends and Brothers salam to All ,.,,,,,,,,, forex aik aisa business hain hai jis sy log earning karty hain trading main liken khuch log market value dhk ky itnay greed ho jaty hain kay phir khud apni loss karwa bethaty hain jo greed howa phir gya,.,.,.,.,.,.
                      • #236 Collapse

                        yeah i also think that greedy traders dosen,t get a big profit thy always loose there investmint just becouse they are too greedy thy want more and more mony but thy dosen,t care what is there situation in the certain trade .......................
                        • #237 Collapse

                          aslamu alaikum: ofcourse jag hum apany aik din ka target achived kakr letay hain to humein bas us ke baad trade nahi karni chahia chahay us ke baad kitni hi achi kyon trading no ho rahi ho.
                          • #238 Collapse

                            saalam bhai jee app kaam koi bhi ho us mein agar app laaluch karaty hain tu app ko is mein loss he ho ga app ko laaluch se bachna chahyia nahi tu humay bauth loss hai
                            • #239 Collapse

                              Greed ki forex mein koi gunjaish nahi hai. Agar aap greedy bano ge to aik din apna sara capital lose karo ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex me awal to aap ko greed karni he nahi chahiye or agar galti se ho bhi jati hai to aap mistakes na karen is me kiun ke aap ki mistakes he aap ko forex me sab se zada losses karati hai agar losses se aap bach kar kam karen or unhen theese se recover karen to he is me aap ka faida hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X