posting limit qun ati hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posting limit qun ati hy
    din mein jab hum posting karte hain to us pay limit aa jate hy. laken us mein time spacific nehn hota. hum es cheez se kase bach skte hain. suggestion me to anyone . im worry about this mater
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posting limit qun ati hy

    Je forex ka rule hai ham ik din ma 50 post kar sakty hai, daily ka kam daily karyn gy to limit asani sy pori ho jaye gi, aj ki posting kal py choryn gy to wo limit kbi pori ni ho saky gi, daily agr 40 post ka target set kya howa hai to khosis karyn k 45 post karyn tb he limit asani sy achieve ho jae gi
    • #3 Collapse

      Re: posting limit qun ati hy

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe posting k daoran achanak 1440 minutes ka error aa jata hey aur posting stop ho jati hey iss liay poora din zaiya ho jata hey iss ki waja yeh hey k aik tu ap 4 se ziyada threads kartay hen ya repeated threads kartay hen aur phir aik post se dusari post men 5 minutes ka gap nhi kartay iss waja se yeh error aa jata hey
      • #4 Collapse

        Re: posting limit qun ati hy

        forex aik best business hain ham aik din main 50 posts or 4 threads reply karty hain hamy is main acha or marayi kam karna chahey pher hi ham kamyai hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
        • #5 Collapse

          Re: posting limit qun ati hy

          hum limit ky mutabik forex mai live posts kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: posting limit qun ati hy

            ham aik din main 50 posts r 4 threads reply karty hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain hamy is main kam karny ky liye ky kisi be office jany ki zarort nahi hoti
            • #7 Collapse

              Re: posting limit qun ati hy

              Main tu ye forex use kar rha ho lakin abi tak koi aisa warning nhi aya kay ap ka posting limit pura howa mera khyal he kay aik din main ager 500 post kare pir kehta he kay ap ka limit pora howa
              • #8 Collapse

                Re: posting limit qun ati hy

                dear posting limit is lye ajaty hy kun ky ham is mn mistakes karty hn ham jis time shro karty hn 24 ghanty ky bad wo hamara time khatam hojata hy so haemin si mn wo 24 ghanty pory hony ky bad hamein is mn chaye ky ham pher sy shro karien
                • #9 Collapse

                  Re: posting limit qun ati hy

                  ak account par 50 posts hony par hi is forex main limit ati hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi kam k ar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi is k bary main trend ko use kar k hi hum real main bi perofrm karny k kabil hos atky hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: posting limit qun ati hy

                    Bahut achi bat share ki ha ap ne forex main posts share karne ki limitnhoti hai our is limt k mutabiq daily base par hum 50 posts share kar sakte hain our is se ziyada forex main posts share karne par error a jata hai our forex main hamein chahiye k hum achi quality wali posts our threads share karen ta k hamein acha profit hasil ho sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X