Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.
    ji han all my dear members in the forex! loss to har Kisi ko hi hota hai hi lekin man vajah yah hai ki loss ki vajah se Forex ko chhodane ko Dil Nahin karta kyunki yah ek bahut hi achcha business hai aur ismein knowledge hasil hota hai yahi vajah hai ki Kisi ko Kitna bhi loss ho jaaye vah is ko chhodane ke liye taiyar Nahin hota balki ismein mehnat se laga rahata hai aur Main Bhi ISI Tarah loss ke bavjud Bhi Forex mein laga hua hun our is myn mutmain hn. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

    Hamain loss say dill chotta nahi karna chahiay balkay hamain mazeed himmat kar k kaaam karna chahiay or forex say faidah uthana chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

      Hello dear frndz....loss or profit to hr business m hi hota ha..lkn forex ek asa business ha jahn achi earning k sat sat ap k knowledge m b izafa hota ha or ghar bathy ap acha business kr skty han sirf mehnt ki zaroort hoti ha is liya forex ko chorny ko dil nai krta
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

        G han forex trading men loss bhi ho jata hey aur loss ki waja se forex ko chorhna bhi nhi chahiay kiun k loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur forex trading tu woh business hey jiss men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi mil sakta hey iss liay forex ko chornay ko dil nhi karta
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

          Ji bilkul aapki baat bilkul theek hai to fir Main agar aapko class hogi jata hai aapkokabhi bhi is business ko chhodana nahin chahie balki masjid mehnat Karni chahie kyunki forex business mein profit aur last mein donon Hote rahte hain lekin Ham tabhi kamyab Hote Hain Jab Ham Apne loss ko accept karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

            Assalam o alikum dear members g ap ny sahi kaha kuch log ase hoty hain jo loss k bawjod isy nh chorty mehnat krty jaty hain k kbh na kbh kamyab lazmi hon gain lekin kuch loss sy ghbra kr chor jaty hain to hmy loss sy ghbrany ki bjae hardwork krna chaye ek na ek din zror kamyab hon gain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

              ji han bhai ja mn ap ki is bat sy agre krta hin k bhai jan agr ham is kam ko ik dfa join kr lety hyn to hmyn is ko chornay ko dil ni kr sakty agr ham is ko corty hyn to hmyn khod ko hi noksan hota hy is liay hmyn is kam ko ni chorna chaiy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                G brother thk kaha ap na ham ko chahy jitna bi loss ay ham forex ko chor hi ni skty hami jitna loss ho profit itna a jata ha k loss saara khtam ho jta ha log to 50% pa apny paisy achy trader ko dty hain profit jitn bi ay adha os trader ka r adha inbest krny valo ka tab bi log bht ziada shaok sa krty hain unhe pta ha paisy asy pary rahy to koi faida ni dty is trah kuch na kuch to ata rahy ga hami
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                  g han ap ki bt thk hy forex mn agr loss b ho jay to kabi na ghabrain aur kabi b himat na harin balky loss sy ap ko sekhna chahea sekhin gy to kamyab hngy loss sy jo mistakes hoti hn un sy sekhna chahea aur zeada kamyab hona chahea aik kamyab trader kabi mistakes ko repeat nhi krta balky loss hiny pr wo zeada perfect hota jata hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                    aslam o alikam g han bhai ap na sahi keha loss hune ke bawajood bi forex ko churne ka dill nahi kerta ye islye ke loss ap ko bot kem chance huta ha ke hu jaye zaida ter tu ap ko is ma zaida profit hi milta ha is ma kam ker ke insan boring feel nhi kerta ha very enjoyfull kam ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                      In Logon Ko chahie ki market Mein Apna level create Karte Rahana chahie aur Jitna jyada ho sake yahan se earning karne Kyunki Iske running karne ke Boss advantages Hai insta Forex Kya Kaam bahut acche wala kaam hi kaam planning Ke Sath Ho To Achcha hai yahan per Forex Mein kaam karte hue aapko excitement to show karna hoti hai lekin aapke excitement galat Raste per na ho aapko market ki direction Pata ho to aap Exide ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                        profit aur loss her business ka hissa hai agar hamen forex business mein loss Ho bhi jata hai to hamen is business ko chhod nahin Dena chahie milke mujhe de mehnat Karni chahie Taki Ham Apne dost ko minimise kar sake aur next achcha profit hasil karke Apneliss ko bhi recover kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                          G bhai ye aik aesa anasha he jis ko chorna hamre bas me nhi darasal jo nuksan hote hain wo hamari hi gaflat ki wja se hote hain. ham jalbazi krte hain baz dfa ham lalach me aa jate hain or nuksan othate hain hamen chaheye sabar se kam len
                          @xim@lik
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saleem 786 پيغام ديکھيے
                            ji han all my dear members in the forex! loss to har Kisi ko hi hota hai hi lekin man vajah yah hai ki loss ki vajah se Forex ko chhodane ko Dil Nahin karta kyunki yah ek bahut hi achcha business hai aur ismein knowledge hasil hota hai yahi vajah hai ki Kisi ko Kitna bhi loss ho jaaye vah is ko chhodane ke liye taiyar Nahin hota balki ismein mehnat se laga rahata hai aur Main Bhi ISI Tarah loss ke bavjud Bhi Forex mein laga hua hun our is myn mutmain hn. Thanks
                            Jo log Forex trading Mein loss hone ke bavjud bhi is business se kah nahin chhodate hain Vahi log is business Mein successful Ho Jaate Hain Kyunki time gujarne ke sath sath unko trading Karni a jaati hai aur vah acche traders Ban Jaate Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke bawjud Bhi Forex ko chhodane ko dil nahin karta.

                              G han bhai jan ap ny bilkul thk kaha hy jis bndy ny bhi dil sy kam kia hy forex mn r agar us ko loss ajata hy to wo forex ko chhorny k liy tyar nhi hota us ko forex ki ahmiat ka pta chal chuka hota hy k forex aik aisa karobar hy jo hm ko aisy he mil gya r bht bra moka dia hy apna kma krny ka kbhi hm ny socha hy l agr hm pori posts krty hn r hm ko 400 bhi bonis mil jae to wo kitna ja k bnta hy pak rupee k hissab sy agr hm is bat ko he samjh len to hmko forex chhorni ki soch kbhi tang nhi kry gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X