Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,
    Assalamu alaikum janab main ummid karta hun aap almandus khadkat se honge main bhi alhamdulillah khairiyat se hun main all member ki khidmat mein yah request karta hun Pakistan forex mein mehnat se kam Karen aapke aur mushkil HAL Ho jaen isliye mehnat se kam Kara aur jaldbazi se parhez Karen,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

    ji my dear brother aapki baat bilkul theek hai tension ko Jaise Bhi mushkil pesh Aaye usko minut ke jariye HAL Kiya ja sakta hai bilkul ISI Tarah agar Forex mein mushkilat ka samna karna pad raha hai to ismein apni mehnat ko badha den isase tamam mushkil Ka hal ho jaenge aur Life enjoyment ban jayegi yahi HAL hai mushkilat ko dur karne ka aur inko HAL karne ka
    • #3 Collapse

      Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

      G ha member ham sub jantay hay kah forex ak acha international online business hay jo bayrozgar logo ko acha rozgar muyasir kerta hay forex main hamin apnY kam ko bakadgi say or ahtiyat kay sahth kerna chay moshkalat ka hall forex main hay q u kha jab ham apnay kam ko bakadgi say serimjam dayna chay to ham bahot ziada banass hasil hota hay or as say hamin bahot ziada profiat hasil ker saktay hay.
      • #4 Collapse

        Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

        G han my dear forex friend jis kam m humy moshkil ho rahi ho os ko samajhny m to is k jita hum qreeb hon gy yaini kih os kam ko jitna ziyada karein gy to jaldi sekheen gy is liy agr humy kamyab hona hy to forex ko time dein or mehnat or lgan k sath kam karein
        • #5 Collapse

          Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

          g haan bilkul theek farmaya apne k mushkilaat ka hal mehnaat karne walon mein hi... jo hardworking kar k agyee bharty hain woh log yahan kabhi naakaam nae hoty aur zindagi mein kamyabi unhein ko milti hai jo yahan dil laga kar mehnaat karte hain aur success hasil karte hain...
          • #6 Collapse

            Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

            Ji han Bhai insan ke zindgi men mushkalat ka ana koi Bari bat Ni Hai qk yeh bhe ek trah ka zindgi ka part Hai .isi trah forex business pe bhi Jo mushkil paish ati Hain to mere khyal men woh shyd hamari ghaflat r jaldbazi ka Nateja hota Hai js ko hum learnings pe mehnat kr ke easily handle kr skte hain
            • #7 Collapse

              Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

              Gi hn friends mushkilat ka Hal kaliya mahanat ka hona important hy forex mn kamyabi kaliya mahanat ka sath sath experience bhi gain krta rahy chahiya kunkh ap jitni zayada mahanat karain ga utna hi zayada kamyabi hasil kr sakta ho loss ki situation mn bhi ap ko mahanat lazmi krni ho gi tb ja kr ap kamyabi ko hasil kr sako ga.
              • #8 Collapse

                Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ki hamen Kisi bhi Business mein kamyabi ka bhi hasil hoti hai Jab Ham khoob mehnat karte hain isliye agar aap ko Kisi kishan ki problem se face Karni bhi pade to aapko kabhi bhi pareshan nahin Hona chahie balke khoob mehnat Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                  G bilkul sahi kaha ap ne mushkalat ka hal mehnat main hain forex aik asa kaam hai jis main insaan bht jaldi lalch main ajata hai tou ager ap thora sabar se kaam lo tou zarur kamayab ho skty ho koi b kam ho mehnat zaruri hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                    Assalamualaikum exactly AP ne bilkul AP ne thek kaha hai k hr mushkil ka Hal mehnat krny me hai aur mehnat se koi mushkil Hal ki ja sakti hai bilkul isi trah AP forex me b AP mehnat kr k hr mushkil Kam ko asan me tabdeel kr sakty Hain is waja se agr AP zindgi me kamyab hona chahty Hain to mehnat ko apna maksad bna lain phr kamyabi apk kadam choomy gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                      Wsalam bhae ap n bhot h ache bat k h k muskil k hal mahnat m h to m ap k bat s agree krte hon k hm kamyab h is wat hote hn jb hm log muskil time m mhnat kr k apne lye nea raste bannen or y sb is waqt possible h jb hm log hardworker hon or kise b business m grow krne k lye mahnat krna bhot zarori h
                      • #12 Collapse

                        Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                        Jeee han mushkilaat ka hal hamaisha mehnat mein he hota hay chahay wo kic bhi kisam ki hon agar financially hein to hum mehnat kar k acha kama kar unko kam karsaktay hn
                        • #13 Collapse

                          Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                          ji han bhai jan mn ap ki is bat say bahot hi mutmain hion k ham agr ksi kam mn koi bhi tntion hy to agr ham os mn apni mehnat ko add kr let]ty hyn tab ja kr vo kam asan bhi ho jata hy or vo kam jaldi bhi hoi jata hy agr ham dykhyn to lykinn koi log hoty hyn jo k mehnat valy hoty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                            g han bhai jan aap ke baat bilkul theek hai k insan ke musklat ka hal us ke mehnat mein hota hai for example jab ham forex per kam kartey hain toagar ham ko forex key kam mein koi musklat ka hal hamery mehnat mein hota hai agar ham pehly din sey yaani k apna kam daily ka daily karein to ham ko ain waqat per koi musklat nahi aati agar hamm daily ka daily nakaren to ham per ain waqatper bhat sara burden pr jaey ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mushkilat ka Hal mehnat karne mein hai ,

                              Iss baat main koi shak nai k mehnat se hi Har mushkil se nikla ja Sakta hai agar aap hath py hath rakh b bethy rahain gy to mushkil se aap kaisy nikly gy to lazmi baat hai aap ko uss k liye Mehnat karna pary gi aur waisy b har mushkil k Sath asaani hoti Hai to mushkil main darain mat balky uss ka muqabla karain aur himmat se daty rahain tah k aap kamyaab insaan ban sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X