Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?
    Hello forex members umeed hy ap sb log kheriyat sy hongy Forex py any waly new junir members bht confuse hoty hain k thread or post krny ka sahi time kya hy to ma unko batana chahti hun k forex py posts ya thread ap kisi bhi time bth k kr skty hain qk iski yahi khoobi hy k ap time k pabnd nhy hoty yaha jb free hon posts krain Lekin ma ye bhi sath 7 btati chl k agr ap time table bna lein to asani rhy gi qk rozana ki 50 posts must hoti hain zyda bonus hasilkrny k liye in posts ko bnty wkt ap quality ko zrur zehn ma rkhiye ga Umeed krti hun apko madad mili hogi ye prh k JAZAKALLAH
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

    dear members apki merzi hai k jab ap chaye threads ker sakty hain laikin aik bat ka kyal rhken gy k ap 24 hiyrs men sy sirf one time jab posts ker len to phir next ap nhe ker sakty hain.is liiye apko chye k ap jab bhi free hoon to ap posting ker saktay hain aor is men kaaymayb ho saktay hain.aor is k illawa ager ap jab limit a jaye tab kren gy to ap lazmi tor per next day nh ker saken gy apko limit sjhow ho jaye g.
    • #3 Collapse

      Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

      Forex mein post 3D karne ka koi time bhi mahsus nahin hai aap jis time bhi posting karna chahe kar sakte hain yah aapki apni Marji hai aapko jo time was lage usmein aap Forex main work kar sakte hain aur munasib waqat ke liye aapko khud hi dekhna Hoga ki Jo time aap free ho usi time aap Forex ko de de
      • #4 Collapse

        Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

        Forex ma thread ya post karny ki kio time limit ni hai, 24 hours ma jb chahe posting or trading ki ja sakti hai, khosis karni chahe k forex ma aj ka work kal py ni chorna chahe, forex ma ik step ahead rehna chahe, kal ka kam aj karny ki khosis karyn gy to ik din rest k lae mel sakta hai,
        • #5 Collapse

          Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

          Aoa
          ji bhai jan ap nay bhaoy hi acha sawal keya ha aur umeed karta hon ky ap theek hon gy aksaar log perhshan ho jatay han kay hamay threade aur posrt kiss time kar sakatay han hum post ya threade kissi bhi time krr saktay han aur is sy hum time kay paban nai hotay
          • #6 Collapse

            Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

            Dear ap ny boht acha sawal pocha hai forex me ap thread ya post 24 ganty me kisi bhi wakt kar sakty hen yahi tu forex ka faida hai ap apni marzi k wakt posting kar sakty hen lekin agr ap thanks lena chahty hen tu apko suba k wakt thread karny chahye es sy apko Sara din thanks milty rehty hen.
            • #7 Collapse

              Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

              meryy khiyll me foex prr jbb chahen app thread ya post kr lnn apnyy set kiye hue time table k mutabik keun forex ek aisa bussiness jis prr log part time arr full time b kamm krtyy hnn arr isky liye koi khass time nae hotaa jbb b unhn time milta ha tou wo kissi b wakt b post kr datyy hnn isliye forex nyy koi khass time nae muntakhib kiya forex hrr wakt 24 hour online rehta app kbi b kmm kr saktyy hnn arr earn kr saktyy hnn lekin jbb limit khtmm hojae yahni k 50 posts pori hojaen tou mzeed nae krni chahen .....
              • #8 Collapse

                Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                Dear pehli baat yeh clear ker lain kay 50 posts daily laazmi nahi hai bulkay yeh wo tadaad hai jo aik din mai aik member ziada say ziada ker sakta hai. Daily 30 to 35 posts kerna bhi achay bonus kay liye best hota hai. Tthreads aur posts ka koi fix time nahi hota agar aap nay time table banana hoto posts tou her waqt ki ja sakti hai. Threads ka best time tab hota hai jab aam forex ki guftagu kay section mai ziada say ziada members active show ho rahey ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                  Dear brother forum 24 hours open hota hey aur iss men posting k liay koi time fix nhi hota iss liay jab bhi jitna time milay posting kar saktay hen lekin jitni posts bhi karen achi quality ki posts karen aur koshish karen k morning ko aur evening ko ziyada posts karen ziyada thanks miltay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                    Bhai forex main posting or threads hum kisy bhi time kar saktay hain kion ka is ki koi limits nahi ha is lia hamain chahiya ka apnay posting or threads ki limit daily basis par pury karain is sa hamain hi faida ha or is ka sath hamara bonus bhi increase ho ga umed karta hn ka hum sab forex main apny daily basis ki routine ko kharab nahi honay dain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                      sabhee instaforex ke behno aor bhaiyo ko adabe sis aap ne sahe kha he posts ki qualty achee hone chahiya gee ha posts ki bhee achee qualty ho aor jo aap 4 threed karay un ki bhee qualty achee honi chahiya ta kh aap ko tehnx bhee ziada milay aor bonus bhee
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                        bhot acha sawal kia hian aapne forex pak froum main agar hum daily 50 post karte hain tu hum ko daily 50 post ki limite ko pura karna hota hain agar hum ziyda post karte hain and is liye hum ko chahaiye k hum ziyda post kare best quality wali post akre jitna ziyda best quality wali post hogi tu hum acha bousn hasil kar skte hain agar humhain ziyda hard work karna hain tu humhain ziyda bousn mile ga posting morning main start karna hoga and raat tak rafta rafta post karna hoga ,
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                          haan ge darust farmaya hay k forex pay threads ko post b kia ja skta hay magar maximum threads 4 hii ho sakt hain iss say ziada hmara kaam ki nahii hain, lehaza bonus k liy zroori hay k thread ko bnaya jaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zoyaejaz12 پيغام ديکھيے
                            Hello forex members umeed hy ap sb log kheriyat sy hongy Forex py any waly new junir members bht confuse hoty hain k thread or post krny ka sahi time kya hy to ma unko batana chahti hun k forex py posts ya thread ap kisi bhi time bth k kr skty hain qk iski yahi khoobi hy k ap time k pabnd nhy hoty yaha jb free hon posts krain Lekin ma ye bhi sath 7 btati chl k agr ap time table bna lein to asani rhy gi qk rozana ki 50 posts must hoti hain zyda bonus hasilkrny k liye in posts ko bnty wkt ap quality ko zrur zehn ma rkhiye ga Umeed krti hun apko madad mili hogi ye prh k JAZAKALLAH
                            Forum per aap Jab Bhi Chahe Jis time Chahe posting kar sakte hain ismein Koi masla Nahin Hai forum posting karne ka time ka koi problem nahin hai aap bus quality wali post Karen aur acchi posting Karen Agar Achcha bonus Hasil karna hai to
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex py post ya thread kb ki jaskti hy?

                              g realy forex hamen bound nahi karta hum jub cheyen is par psot bhe kar sakty hain or apni threads bhe laga sakty hain magaar is main zarori nahi k hum ek sath he 50 post or 4 threads karen hum isko thory thory time k bad bhe kar sakty hain is par koi pabandi nahi hain jub bhe free time mily usi wakt ap apna kam continue kar sakty hain ...forexmain kam karny ka sub sa bara faida yehi ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X