forex ko chor diya m ne

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko chor diya m ne
    m ap se ak bat share krna chaht ho kh m ne kuch din k liye forex ko chor diya hy liken m sirf threads post lazmi krta ho ku kh es se thanks milty hain aur es se kafi revenue milta hy bonous m aur percentage bhe increase hoti hy ..m internship kr raha ho aur mjhy tasks milty hain es liye mera zeyada focus development ki taraf hy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ko chor diya m ne

    Aoa
    ji bhai jan ap nay bahaot hi acha sawal kiya ha ji threade karnay sy bahaot saray thanks milltay hanaur ya bonus bhi is thanks ki waja sy millta ha aur aur thanks sy hum apnay bonus ko increase kr saktay han aur hamay chayie ky thora ss time is forex ko dayna chayie
    • #3 Collapse

      Re: forex ko chor diya m ne

      No problem Bhai jab hamain koi zaruri task kerna ho tou forex forum ko kuch time ky liay chor dena perta hai tou koi masla nehi forum main hamara apna account hai jab chahien forum ko chor dain ya continue ker lain hamain apna farigh time forum main invest kerna chahiay ky hamain acha bonus hasil ho ky ham is per achi trading aur earning ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: forex ko chor diya m ne

        g ap apni taruf sa theak he kar rahen hain jo apko munsaib lag raha hai magar shayd apko kuch na kuch post karni cheye aisy sudden he leave nahi karna cheye
        • #5 Collapse

          Re: forex ko chor diya m ne

          Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends hmn forex ko ni chorna chay ye bht kmal ka business hai es min mhnt kr k hmn bht kch hasil krny ko mlta hai wahi log bi kmyyab hoty hun jo life se na umeed ho jaty hun
          • #6 Collapse

            Re: forex ko chor diya m ne

            Forex no kbi b nhe chrna chahye agr ap kisi kam mn bzi hoty hn tb b thra bht forex ko time dena chahye q k ye but acha business ha r rhe bt thnks ki to wo hmen thread sy zyada milty hn agr hum quality thread kren to r uska bonus b acha milta ha koshish kren k forex ko b time den
            • #7 Collapse

              Re: forex ko chor diya m ne

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedraza پيغام ديکھيے
              m ap se ak bat share krna chaht ho kh m ne kuch din k liye forex ko chor diya hy liken m sirf threads post lazmi krta ho ku kh es se thanks milty hain aur es se kafi revenue milta hy bonous m aur percentage bhe increase hoti hy ..m internship kr raha ho aur mjhy tasks milty hain es liye mera zeyada focus development ki taraf hy...
              G blkul bhai apny theak kaha Forex py thread krny ka zyda bonus milta hy isliye hmy thread lzmi krna chaiye tak hmry bonus ma izafa ho sky
              • #8 Collapse

                Re: forex ko chor diya m ne

                Koi b busness uce kbhi b chorna ni chye ku kh buiness uss wkt chorra jata hy jab loss ho iss lie forex mn loss ya faida ata hi rehta hy iss sy darren nhe aor balkeh good profit ko hasil krny ka jazba paida kar k trading kryn phr faida acha ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: forex ko chor diya m ne

                  jab hum forex ko join kar ly to hamy forex ko corna nahi chahey hamy learning gain kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nah hota
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ko chor diya m ne

                    forex ko corna nahi chahe hamy hamy ache learning gain kar ky forex mai mahnet sy kam kaerna chahey pher he hum earning gan kaer saky gy forex ak international business hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakkty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ko chor diya m ne

                      Forex to ak acha busnies hy ap ne ise koe chod dya foex ak acha aur online business hy hum is me jis time che easy ho kar kam kar sakty hy hume isme kam karne se bhour kushi milte hy pak forex busnies ak acha busnies hy hume nhe chodna chye pak forex me hum ak acha business kar ke mehnat ke sath acha bouns hasil kar sakty hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ko chor diya m ne

                        Forex trading ko chornay ki zarurat nahi hai. Jab aik baar trading shuru ker li Jaye tou usay chornay ka Matlab apni learning aur knowledge ko zaya kerna hai. Pak forex forum pay posting work bhi nahi chorna chaiye kiyu kay monthly bonus lainay kay liye posts kerna zaruri hai aur gap ki soorat mai acha bonus bhi nahi milta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X