Analysis Kya hota hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis Kya hota hai ??
    Jab koi Analysit Analysis deta hai to wo Trader ko ayk draction fraham krta hai ky kis simat me Trade krni hai , Entry point Stop Loss aur Target Traders Apni Stretegy ky hisab se khod Select karta hai . kuch Analysit apna Analysis method Show krty hain. Aur kuch Nahi ye Analysit ki apni Marzi hoti hai, Lekin Traders ka is sy koi srokar nahi hota .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis Kya hota hai ??

    AOA! dear forex members umeed ha k ap theek hon gy brother ap na pocha ha k analyzes kia hota ha trading kerny se pahly humayshan market ka tazjia kia jata ha yani jaisy hum market main koi chez layny jaty han tu pahly market main us ka rate pochty han phir wo chez kharidty han is tarah market ka pahly tajzia lia jata ha phir trade open ki jati ha.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis Kya hota hai ??

      Analysis Asal main market ki achi reading hoti hai ky ham market ko samajh sakain ky market kesy move ker rehi hai aur kis direction main kahan tak move ker sakti hai ham phir usi hisab sy market movement ki achi prediction ker ky trade open kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Analysis Kya hota hai ??

        forex main analyses ke kie iqsam hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey per he hum is main amount kama sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hain hamy experience hain kar ky analyses ko use karna ho ga hum experience demo account main practice ky bad hasil karty hain hamy analyses ko ignore nahe karna chahey
        • #5 Collapse

          Re: Analysis Kya hota hai ??

          dear analysis ek ahm pehlo hai forex forum k ouse karny walon kley. es ka matlab hai markete ko check karna keh kis pairs ka markete men kia rate chal raha hai aur aur en k rate men kia raddo badal ho rha hai. to ap ko chahey keh jis pair par bhi ap trade lena chahty hain to es ka analysis kar k achi tarah soch samajh kar aur cool mind ho kar trade len.Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Analysis Kya hota hai ??

            analyses ke kie type hain jasa ky fundamental analyses technical analyses hamy in ko expert ban kar he use kar ho ga agar hum expert nahe hain to hamy in ko use nahe karna chahey forex aik aam jon ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain yai kabe be band na hony wala business hain yai aik big business hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis Kya hota hai ??

              analysis ki forex main bohat ehmiyat hain hamy is ko achy sy samaj kar market main use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat achi job hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis Kya hota hai ??

                Assalam walekum. analysis ka matlab hota hai ki aapane andaza lagana hai ki market Upar ko move Karegi ya niche ki taraf Jayegi. analysis karte hue sabse Jyada aham chiznews hoti hai. Jab bhi aap market analysis kaatne lage to sabse jyada nazar news per rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis Kya hota hai ??

                  hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik unique buisnes hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis Kya hota hai ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                    Jab koi Analysit Analysis deta hai to wo Trader ko ayk draction fraham krta hai ky kis simat me Trade krni hai , Entry point Stop Loss aur Target Traders Apni Stretegy ky hisab se khod Select karta hai . kuch Analysit apna Analysis method Show krty hain. Aur kuch Nahi ye Analysit ki apni Marzi hoti hai, Lekin Traders ka is sy koi srokar nahi hota .
                    Mere pyale mein aap ko form ko join kiye Hue 2 Sal ho gaye hain aapko Abhi Tak Yahi Nahin Pata ke analyses kya hote hain Afsos Wali Baat Hai Aap Jaisa senior member bhi form per Aise kaam kar raha hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X