Trading k Asoool.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k Asoool.
    Trading karty waqt is batt ko zehan nasheen kar layn q k ye kam risky b bohat hai aur munafabaksh b.
    risky is waja sy agr ap bgair tawajo diye kam kary aur ap k aik do order thek b lag jayen lekn bad me ap ko kuch hasil na ho.
    kosish kijye buy aur sell karny sy phely us ki currency k bary me achi tarha study kar layn aur logo ko b us currency k bary me mashwara dain.
    technical analysis k naam sy experts ny currency ka jaiza liya hota hai in k articals ko parh kar ap apna plan set kar sakty hain.. kosish kijye k ap trand ki direction me hi jayen agr kisi currency ka rate musalsal neechy ja raha hai to ap technical analysis parh kar usy sell karyn. trading k mukhalif jana durst nahi hota jab tak ap ko koi news na mil jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k Asoool.

    forex mai hum live trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full tim be kam kar askty hain hum gar maibath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirta nahi hite hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading k Asoool.

      Bilkul sahi kaha forex main apne trading rules bnayo us k hisaab se work karo nahi tu ye market apko complete loss main lya jaya gyi. is main rules ko follow karo but wo rules khud bnayo apni trading strategy k hisaab se apne trading plan k hisaab se. ager ap risk management k khyal rakho trade lana main jaldbazi na karo. apne lot size k khyal rkaho then ap is main agy tak ya sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading k Asoool.

        bahut hi achi information share ki hai ap ne bro jazakaAllah, saaf zahir hai agar ap ne trading karny se pehly markete aur currency ko judge nahi kea to ap ko loss bhi ho sakta hai jo keh bilkul unacceptable hota hai har trader k ley es ley aankh kaan khully rakhen aur profit kamaty jain.thanks
        • #5 Collapse

          Re: Trading k Asoool.

          AoA sir g kasy hy ap koi b km krna hu usky apny alga asool huty jin ko jana ky km krny chahiya is hi tarha trade krny ky b asool hai ky is ki market ko check kr ky loss profit dahk ky phr trade lagni chahiya shukira
          • #6 Collapse

            Re: Trading k Asoool.

            Dear friend ap ne sahi kaha trading ka kam bht asan bhi hy ur risky bhi hy.jb tk hum trading k reules ko madenazr rakh k trading nai krrein gay tu kbhi bhi kamyab nai houn day.trading krnay sy pehlay apna confidence bahal rakhein ur amotionals ko sepret rakhein.ur news ko analize krrein market ko read kr k currency ko sell ya buy krrein.ur take profit ur stop loss ka istamal krrin.thanks
            • #7 Collapse

              Re: Trading k Asoool.

              Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k hum ko trading key rules ko follow krna hai. Ap trading key rules ko follow krtey ho tou ap market mai professional trader ban sakty ho. Es sey ap forex business mai apney target ko easily achieve kr sakty ho. Aur professional trader ban sakty ho.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k Asoool.

                hamain is forx main knwoldge hasil kar k hi humm sucss hon gay aur is forex main apni har zarorat ko pora kar skaty han aur is k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trad ekarny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi sucuss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k Asoool.

                  G apny kaafi achi infornatin di hh hmy follow krny chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k Asoool.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: arslanahmadbwp پيغام ديکھيے
                    Trading karty waqt is batt ko zehan nasheen kar layn q k ye kam risky b bohat hai aur munafabaksh b.
                    risky is waja sy agr ap bgair tawajo diye kam kary aur ap k aik do order thek b lag jayen lekn bad me ap ko kuch hasil na ho.
                    kosish kijye buy aur sell karny sy phely us ki currency k bary me achi tarha study kar layn aur logo ko b us currency k bary me mashwara dain.
                    technical analysis k naam sy experts ny currency ka jaiza liya hota hai in k articals ko parh kar ap apna plan set kar sakty hain.. kosish kijye k ap trand ki direction me hi jayen agr kisi currency ka rate musalsal neechy ja raha hai to ap technical analysis parh kar usy sell karyn. trading k mukhalif jana durst nahi hota jab tak ap ko koi news na mil jaye
                    Yaar aapne trading ke rules Kahan Se pragat Hain Main To Koi trading Karur Nahin Dekha trading karne ke Kuchh tarike hote hain Jinse tarike se kam Karke aap successful trading kar sakte hain lekin yah rules kahan hai vah mujhe bhi link share kar den
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X