Loss ke aage profit hai.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke aage profit hai.
    Assalamu alaikum all my dear brothers and sisters! bht se members Forex mein loss ki vajah se pareshan ho jaate Hain aur kabhi kabhi Forex ko chhod bhi dete Hain Tu meri unse gujarish hai ki loss se pareshan Nahin Hona chahie balki yah business ka hissa hai aur loss ke aage profit hai jo log loss ko cross kar lete hain FIR unko profit hi profit hota hai isliye is se pareshan hokar Forex ko chhodana Nahin chahie bulakay himmat se laga rahana chahie kyunki Jo himat say lage rahte hain vah ek na ek din Forex mein zaroor kamyab ho jate Hain aur apne maksud ko pa Lete Hain. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke aage profit hai.

    Loss ke agy profit hy kamyab trader b wohe hota hy jin ko loss honey per gabrahta nhe or agy Berny ke jahdo jahd kerta rhta hy hmean chye ke hm mhnent Karin or success hasil kerin ager hmean loss ho jata hy to hmean chye ke osy cover kerny ke koshs kerin or kamyabi hasil kerin Jo kamyam life spend kerny ke ly boht zarori hoti hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke aage profit hai.

      g han bhai apke bat belkul thk hy loss ky agy wakey kamyab ha jo bhe membr nakam hota hy os ky bad wo kamyab lazmi hota hy hamen agr achi kamyabi hasil karni hy to hamen chaia keh hum zeada sy zeada mehnat karen achy sy kam karen jab hum achy sy mehnat karen gy loss ky agy harr nai mane gy tab he hamen kamyabi hasil ho ge
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke aage profit hai.

        G friend agr hamain trading ma loss ho jae to tension na lain aur usay recover karnay ki koshish karain. Is loss sa hmain apni mistakes ka pata chalta ha aur next time trade kartay waqt hm un ko apnay mind ma rakhtay hain aur un mistake sa bachnay ki koshish kartay hain jis sa hmari trade achi hoti ha aur hm profit hasil kar patay hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke aage profit hai.

          G Haan members loss se BN seekhty hn aur agy prOfit gain krskty hn loss kO recOver krny as hmara profit BHI Acha Hoga loss se ghbranaa ni cahhye becOz nakami k bad hi Kamaybi milti ha jitna HM Forex main sekhen Gy aur learning kren Gy utna hi hm iskO smjhny main help hOgi aur Acha profit gain kren gy
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke aage profit hai.

            Han g main aple baat sa agree kartabhon kh hay bhoot sa log asey hain kh thura sa loss jata hay to vho close kar daity hain loss ko accept kar daity hain maea aziz members sab sa phly koi asa pair bhe hota haybjo bhoot zeada loss honay ka bad he profit ata hay
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke aage profit hai.

              Ji han member apne bilkul durust hai uske aage bhi kamyabi hai is member ko loss hota hai vah dobara se fir se kamyab hota hai forex business mein isliye hamen chahie game forex business per main se kam Karen aur aur suna se bus jaaye jis mein Mar Gaye double ho jata hai to abhi dafa soch samajhkar threading karta hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke aage profit hai.

                bilkul sahe bat ke hae ap ne g han forex main hamen start main loss ka samna karna parta hae q ke hamare pas kuch experience nhe hota hae lakin bad main hamen acha experience hasil ho jata hae or hum apni mistakes ko bhe khatam kar dete hain to hamen loss nhe hota hae bad main
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke aage profit hai.

                  Demo account par pracitce is liaye zarori hai aur hum ko knewledge ko a ziada karna hota hy profit aur loss aik jasa hi hota hai is laiye forex mein risk apne knewledge aur expernice k aur jo new trader han un ko gold par trading nhi loss jab hota hy tu jaldi main trade open karne hoti han tu thanks bhi ziada hotay han bonus bhi jald bazi aur lalach se bachna ho ga agr forex
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke aage profit hai.

                    Assalamualaikum ji bilkul AP ne sahi kaha hai k loss k bad profit hai same usi trah jis trah nakami k bad kamyabi hoti hai is waja se agr kbi apko forex trading me loss ho b jata hai to kbi b mayoos aur disheart na hn balke Allah se achy ki umeed krain aur mehnata na chorain inshallah apki nakami kamyabi me badal jie gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke aage profit hai.

                      g haan bhai bilkul thek kaha apne yahan humein loss k bad hi profit milta hai... aur profit k sath hi loss bhi hota hai har business mein aagr kisi business mein loss bhi hojaye toh humein dil chota nae karna chaiye aur himmat k sath hi humein yahan tarding karte rehna chaiye...
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke aage profit hai.

                        Bht bht hi achi baat ki aap ne aur haqiqat b yehi Hai loss hony k baad banda profit karna seekhta Hai Forex main jo banda ye soochta Hai k wo sirf profit hi Kary ga to ye uss ki kaamkyali Hai kiun k profit tak pohnchy ka Rasta loss se ho k guzarta Hai to agar aap Forex main trading karny ki niaat se aaye Hain to loss ko zehan main rakhain tabi aap profit ki trf jain gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke aage profit hai.

                          Dosto agar hamay agar profit ho jata ha to hamay is say disheart nahi hona chahiyay bl k hamay apni mistakes say seekhna chahiyay, hamay apni mistakes ko identify krna chahiyay or unay theak krnay ke koshish krni chahiyay tb he hum apni limitations ko apni strengths may convert kr sakein gay or next time or zada achi trade kr k decent profit earn kr sakein gay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X