Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?
    Robots say trading kay baray mai kafi log kehtay hain ke iss ka koi khas faida nai hota hi lakin iss kay sath sath bohot sary log robots ko trading kay liye use b kar rahy hain. kafi log Robots ya trading kay liye use hony waly software ke bari tareef karty hain ke insay traders ko kafi faida ho hota ha aur kafi log iss say earning b kar rahy hain. app mai say b kafi logon nay iss ka expeince kiya ho ga.
    Members say pochna yeh yeh hai ke app kay khayal mai Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

    yes dear you are absolutely right about that jo log analysis karty karty hain mehnat karty hain woh koi pagal to nahi hain naa.. robot trading sy koi faida nahi hai.. aap ko achi karni hai..to aap ko apny analysis k sath jana chahiey..
    • #3 Collapse

      Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

      hum robot trading kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

        G hm robot trading kr skte hn jsae hm 24ghnty k ly kam krna hota h r app ko is mae apna time table banan hota h forex ek bht bara r onlune business h js mae hm den rat kam krye hn r mhnt krye hn js se hme bht fayda hoga
        • #5 Collapse

          Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

          G hain ye us waqt hota hy jab ap k pass bhoht barra account ho. ager ap k pass chota account hy to ap automatic trading na krain bal ke ap munual trading krain aur acha profit earn krain ager mehnat say kam krain ge to ap acha profit mile ge aur achi earning ho ge
          • #6 Collapse

            Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Robots say trading kay baray mai kafi log kehtay hain ke iss ka koi khas faida nai hota hi lakin iss kay sath sath bohot sary log robots ko trading kay liye use b kar rahy hain. kafi log Robots ya trading kay liye use hony waly software ke bari tareef karty hain ke insay traders ko kafi faida ho hota ha aur kafi log iss say earning b kar rahy hain. app mai say b kafi logon nay iss ka expeince kiya ho ga.
            Members say pochna yeh yeh hai ke app kay khayal mai Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?
            Auto Trading ya FIR robots ko use Karke trading karne se koi fayda nahin Hota aap Jab robots ko use Karke trading karte hain to aapko uske liye pair bhi karna padta hai aur Aisa Bhi Nahin Hota kya aapko profit Jarur hoga
            • #7 Collapse

              Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

              is frx main kisi bi waqt trade kar skaty hain aur rebot main bi trade karny k liye boht hi exprince hasil kar k hi hum sucss hon gay aur trader banany k liye learning karni ho gi aur har koi achy say trade kar skaty hain aur anlasye achsay kar k hi hum sucss hon gay aur hamain kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur yeak boht hi best busienss hai
              • #8 Collapse

                Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

                hamain rebot trade karny say avoid karni ho gi qn k e ak boht hi riski trade hai is forex main kam karny k liye risk ko ziada avoid karna ho mjboran agr karna prhy tou thora boht hi risk lein au rhamain is forex main bi apny expirence k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss hon gay it is best job for all the people
                • #9 Collapse

                  Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

                  is forex maina cha trader banany say pahly is k bary main learning akrni ho gi aur hamain trader banay say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum sucss hon gay aur hamain demo main practice kar k hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Automatic trading ya robots say trading ka koi faida hota hai ?

                    bhai mery khayal main yh robot trading best nh hy q kh is sy kisi ko koi faida nh hota or na hi wh apna knowledge share ker sakta hy yh automatice trading hy is ky use sy hum yh nh keh sakty kh hmain profit ho ga q kh is main hmara apna amal dakhal nh hota hmary liay bus self trading best hy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X