Trading and Timings
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading and Timings
    Dear members main yeh kehna chahta hon k aap ko trading k liey achy waqt ka wait karna chahiey..aap news ko follow kar k aur market analysis kar k achy waqt main trading karain gy to aap ko boht faida ho gaa..best time is the key for better trading..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading and Timings

    AOA! dear forex members umeed ha k ap theek hon gy ji hn trading k liay suitable tame ka hona zarori ha ager hum wqt be wqt markete main ghus k trade open ker dain tu is se hum acha profit earn nhi ker sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Trading and Timings

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Aqdas پيغام ديکھيے
      Dear members main yeh kehna chahta hon k aap ko trading k liey achy waqt ka wait karna chahiey..aap news ko follow kar k aur market analysis kar k achy waqt main trading karain gy to aap ko boht faida ho gaa..best time is the key for better trading..
      Hamen trading acche time per Kabhi Karni chahie kabhi bhi jaldbaji Mein trading na Karen Kyunki Jab aap trading karte hue jaldbazi karte hain to aap hi trading acchi Nahin Hoti aur aap galat decision Le Lete Hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading and Timings

        G friend market ki routine ko observe kartay rahain aur entry k liay achay waqt ka wait karain bar bar trade lganay sa ap apna nuksan kar lain gay aur mentaly tor par disturb rahain gay lihaza apnay anaylisis karnay aur market ko dakh kar trade ma enter hn
        • #5 Collapse

          Re: Trading and Timings

          munasib waqt ko choose kertay howay kaam kerna kaam k liye boht acha sabit hota hay is liye kaam ko aik plan k mutabiq kerna chahiye jesa k trading k liye pehlay waqt ki munasbat dekhni chahiye k knsay waqt main or knsi currency pay trade lgai jaey
          • #6 Collapse

            Re: Trading and Timings

            Market Mein Jab Hamari investment ko bahut jyada nuksan ho raha hota hai Hamen isko recover karna bahut jyada important hota hai Hamen Jyada investment ke sath Kam Nahin Karna chahie aur hamare pass Jyada investment back side per Badi honi chahie Jo Hamare account ko stable rakhti hai aur Hamen kam karne ke liye market mein kaun si dance provide Karti Hai Jitna Achcha investment Hogi utna Jyada hamare pass confidence level Hoga Kam karne ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Trading and Timings

              Practice and experience both are the most important in the forex trading Agar Ham Yahan per Kisi Ek chij ke bagair yahan per market Mein Sar type karna chahte hain to yah Hamare liye theek work Nahin Hoga Hamen chahie Kya Main proper method ke sath kam karne ke liye market Mein regular working Karte Rahana chahie jisse Hamari working aur Hamari earning depo Jyada confidence ke sath suitable method ke sath increase ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading and Timings

                Trading ke liye aap ka koi time nahin Hota balki aapka Apna Hath time Hota Hai Jis time aap free ho to aapko Chai Ki aap Jab aapko time mile Jab aap free ho to aap is time at reading kar sakte ho iske liye aapko Har time nikaalne ki jarurat Nahin Hoti sorry aap per depend hota hai kya aapka free Hote Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading and Timings

                  my dear friend trading aur timing ka aps mn ik acha relation h jis sy hamien is mn kafi ziada fiada hota h kun ky her pairs apny hi pair mn strong hota h aur usy traha jis ka time shro hota h to wo us time mn strong hojata h so mere khiyal mn to pairs per timing ki bahut ziada impect hota h aur hamien bhi timing ky lihaze sy kam karna chaye jis sy hamien kafi ziada fiada hoga aur loss bahut kam
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading and Timings

                    forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai night mai be kam kaer sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nah ho ga forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik wasee business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading and Timings

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Aqdas پيغام ديکھيے
                      Dear members main yeh kehna chahta hon k aap ko trading k liey achy waqt ka wait karna chahiey..aap news ko follow kar k aur market analysis kar k achy waqt main trading karain gy to aap ko boht faida ho gaa..best time is the key for better trading..
                      Ji han Sar bilkul aisa hi hai agar trade Karne Wale Hain aur ismein trade order Karne Wale Hain To Hamen chahie ki Ham wait Karen aur best entry point ka zarur Hamen wait karna chahie Kyunki Aisa karne se Ham Jab Bhi trade lagaenge To Hamara trade Har Waqt blue colour Mein chalega
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading and Timings

                        G Bro timing boht he important hai forex mein Aur timing ki boht se ehmiyat hai ager hum sahe time per Apna order lagate Hain tu Profit Milne ke chance ziyadeh hoten hain. News Aur timing ka khasa khayal rakh kr he acha Profit forex se Hasil kiya ja sakta hai kyn ke news ka impact kise bhe pair per ziyadeh parta hai ager news aa jati hai tu hame is time ka bhe khayal rakhna Chahye Aur meximum cheezon ko analysis krne ke bad he trading krne chahye..
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading and Timings

                          Forex trading mai time set krta aur time ki qadar krnaa chahye jis time ap ne trade leni hai aur jis time isy close krna hai sb time ap ko planning k tehat choose krna chahye kabbi bhi time ki management k bina trading naa kry
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading and Timings

                            First of all Forex trading business men time management kar len good time management hi achiii timing ko mantain karty hey good profit good mangment sy hotyy hein Forex trading business bhot acha business hy jitna good work kia jay utna acha mehnat ka phal milta hy forex business m acha knowledge sy work zror karein knowledge hi acha Trader banata hy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X