Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai
    assalam alaikum all members sabse yah Kahana Chahunga ki Apna knowledge share Karte Rahana chahie Kyunki Kisi new member ka aapki knowledge se madad mil Jaati Hai.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

    G ha dear jo trader ais market mai kaam kar raha hai aus k pass ais market mai kaam karny ka experince hota hai aor wo ais market mai asani se kaam kar sakta hai ais market mai agar ap ne kisi new traders ko sekhna hai to ap ko ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai faida ho ga kun k aus ko ais se kafi zayda help mil jati hai aor wo ais par achy se trade kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

      yes dear senior members ko chahiey k woh apny knowledge ko zyada sy zyada share karain iss sy new members ko faida ho sakta hai..aur sab k liey help ho sakti hai..seniors ko apni posts main iss baat dheyaan rakhna chahiey..
      • #4 Collapse

        Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

        g han knowledge share krna chahea knowledge share krny sy zeada hota hy is lia knowledg share krna chahea new members ki help krni chahea is sy ap ki learning b zeada hota hy is lia hmasha kniwledge share krin isi sy ap kamyab hoty hn aur learning zeada hoti hy..
        • #5 Collapse

          Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

          aapane kaha hai ki aap ki knowledge Kisi New bies ke kam a sakti hai to ji aisa hi hai agar kisi ke pass koi acchi Na Lage ho to usko share Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

            New Forex se forum Hai Kamakhya Jiji hai ki Yahan Ham ya FIR Jo new Aane Wale members Hain senior members ki post ko acchi tarike se read Karen Taki unhen Pata Chale ki actually Mein Forex trading Kaise kam karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai ap ki bat bilkul theek hy hmain ziyada sy ziyada apna knowledge share kerna chahiay hmara knowledge kisi newbies ky kam a skta hy is ki zindagi badal jay g hmain fake information nh dani chahiay bulkh kisi ka bhala sochna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                helo firends bhai ny bilkul sahi kaaha ky aap ka knowledge kisi new ky kaam aa sakta hy. to iss ky liye zarrori hy ky aap apny knowledge ko spread karain. kio ky kaaha jata hy ky illam woh wahid dolat hy ju taqseem karny sy aur bharhti hy. iss liye kowledge phlaian aur new logo ko faida puhnchain
                • #9 Collapse

                  Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                  yes knowledge newbies ke liye share karen to wo asani se kam kar sakte hain aor agar hamre pass acha experience aur knowledge ho gaa to ham kamyab ho ksate hain aur iss se hamen bahot hi acha knowledge mill rha hai jo bhi newbies iss platform aate hain aur is main achi mehnat karen aur newbies ki help karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                    W slam ap ny thk kaha k hmari knowledge dosrn k kam a skti ha is lye zyada sy zyada knowledge ek dosry ko share kren taky hr new members ko faida hasil ho q k hmari discussion sy new member ko bht faida milta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                      G bilkul me apki bta se agree karta hun ka apka knowledge bohoot ziyada help ful sabit ho sakta ha un members ka liye jo forex ko join karty hain keunky unke pas koi kaash learning nahi hoti wo forex main time spend kar ka apni leanring ko strong banaty hain.
                      Jazak ALLAH ツ
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                        my dear friend ap bilkul thek kahy rhay hn hamara knowledge kesi aur kay kam tab asakata h jabh wo khud is mn dilchasbi rakhta ho so hamein is mn mehnat sy kam akrna chaye aur apny seniour ki bat manny chaye jis sy hamien is mn kafi fiada hoga aur profit bhi acha hoga aur loss bahut kam hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                          Apki knowledge kisi new members k liye bohat mufeed ho sakti hai is liye achaa likhy air kuch neyaa likhy aur seekhay aur dusro ko bhi sikhaye forex main selfishness nehi dikhani chahiye is se Pakistan ki forex community ko he faida hoga apna knowledge dusro tak bhejty rhy
                          • #14 Collapse

                            Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                            Dear ap ny sahi kaha knowledge share krny sy brhta hai agr senior apna knowledge share krain gain to un k ilm main bh izafa ho ga ilam bantny sy kbh km nh hota blky brhta hai phr logo k questions sy hm zyada sekhty hain jo hmy phly pta nhi hota islia seniors ko chaye k wo apna knowledge share krty rha krain ta k jo newbies idhr hain unhy faida ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apki knowledge kisi newbie k ache kam asakty hai

                              ji aapane bilkul to hamen hamare apni experience knowledge ko ek dusre member se share karte rahana chahie kyunki koi bhi hamare knowledge experience a member kamyab ho sakta hai to Ham ek dusre member se apni knowledge experience ko share jarur karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X