kia forex mai educaion matter kerti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex mai educaion matter kerti hai?
    Assalam o Alikum all members mera aj ap se ye swal hai k kia forex ko join kerny k lie education matter kerti hai ? koi limit hai iski ? give your kind suggestions
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

    G han baghair education ky forex market main trade kerty walon ko forex ko conplete learn kerny main bahot time lagta hai lekin jo log educated hon woh forex ki learning bahot jald complete ker lety hain aur forex market main trade ker ky bahot achi earning kerna shoru ker dety hain isliay education ka bhi bara role hai forex market main
    • #3 Collapse

      Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

      dear friend forex trading mn kam krnay k liay achhi education matter krti ha lekin yeh zroori naen k join krnay wala ziada educated he ho meray khial mn forex trading krnay k liay prhna likhna jananay wala bhi agr is mn mwhnat kray to kamyabi hasil kr skta ha
      • #4 Collapse

        Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

        Asslam o Alaikum g han friends forex main education zurar depend krti hy ku k jab ap k pas khowlage hoga ap ko har kam easy lagy ga or wo kam ap easy ho kr jaldy samjh lay gay kr lay gay jab ap k pas education hi nii hogie na hi ap thk say samjh sky gay nakr sky gay forex main treding samjna buht mushkil hota hy us k lay ap k pas khowlage hona buht zurari hy
        • #5 Collapse

          Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

          Ji hain dear kartye hai kiyu kay jis jay pas zayda eduction hai us kay pass es mai knowldge bhi zayda aye ga na kiyu kay wo es mai zayda say zayda read kar sakta hai jub kay kam eduction wala es mai read kam karta hai jis ki waja say wo es mai kam learning kar pata hai tu kosesh jarain kay es kai high eduction hasil kar kay he ayain ta kay ap ko bad mai koi masla na a sakye es maj
          • #6 Collapse

            Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

            Ni forex k liye ziada education matter ni krti bass thora boht forex k baary men knowledge hona chahye
            • #7 Collapse

              Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

              Assalamualaikum ji bilkul mery bhi forex join krny kelia education ka hona bht zaruri hai q jb AP educated hn ge to AP zeada achy treeky se kr sakain ge q k AP ki learning power zeada ho gi doosrn ki nisbat aur AP trading start krty wakt zeada achy treeky se plans aur strategies bna sakain ge Jo trading me kamyab hony ka Zaria bnti Hain
              • #8 Collapse

                Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                bhot achi baat share ki hain apne forex trading main agar hum ko acha profti hasil karne hain tu humhaiin thori bhot education ka hona b must hain qk agar hamare pas education hoti hain tu hum mt4 main kafi acha kaam kar kste hain qk mt4 main ziyda taar english main kaaam kiya jata hain or humhain agar mt4 main enlgosh ki smajh nhe aati hain tu bhot mushkil b ho skta hain hamare liye is liye humhian start main education ka hona must hota hain ,
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                  forex join krny kelia education ka hona bht zaruri hai q jb AP educated hn ge to AP zeada achy treeky se kr sakain ge q k AP ki learning power zeada ho gi dosro ki nisbat sy ap ki treading start karny karty waqat ziyada acha sy plans kar lo agar hamy treading me kam karna hy to mhenat kaeni hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                    G hn forex trading ko smjhny k lye education ka Han zrori ha taky market k ups and downs ka pta ho r wo trade sahe tariqy sy lga sky
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                      Matter krti to nahi mtlb koi rules to nahi hai keh education honi chahye it I but agr ho gi to acha hai zyadah ache se learn KR payen ge shayed wrna ho skta hai kuch problem ho but try krna chahye Bina risk liye agr KR payen to acha I think
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                        Bilkul krti hai is main koi shak nehi k apki learning apko forex main profit or loss krwati magar is k sath sath apki education bhi bohat matter krti hai apki education kabhi zaya nehi jati ap apni education se forex achaa seekh sktay hain aur achaa samjh skay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                          nhe bilkul nhe forex main education matter nhe karte hae is ain apke jitne bhe kam qualification ho koi masla nhe hota ae bas is main hamen english likhen a ata ho hum is business main kamayb ho jate hain to hamen cahiye ke hum is business main bas mehnat karen baqi kamaybe hamen mil jae ge
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                            Walekum salam Sar Agar Ham ismein kam Karte Hain To Hamen education chahie hota hai agar Hamen education Nahin Hoga aur Hamari study Nahin Hogi To Ham ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte hain Agar Ham ismein bahut profit Hasil karna chahte hain To Hamen bahut knowledge chahieho ga hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex mai educaion matter kerti hai?

                              Forex trading of Pakistan Ye Duniya ka sabse bada Forex trading of Pakistan Is Duniya ka sabse top 10 sabse Adhik business hai theek hai Kyunki bahut log berojgar hai is business business hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X