Learning aik continues process hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning aik continues process hy

    Asalamu Alaikum to all forex friends yes you are right bht acha title lehka hain ap nay thread ka👍
    Forex trading ho ya koe bhi field ho us say relating us ki learning process hamesha continue rahta hain roz kush na kush sehkny or samhjny ko milta hain or ye continue learning hamry achy experience ka sabab banti hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning aik continues process hy

      Jee belkul ap ki bat right hai k learning aik continue process hai or hamain as mein kam karna hota ai or hamain as mien aearning per earning karna hota hai agar hum as mien acha kam kerty hen tu hum as mien earning per earning bee ker sakty hien as lye hamain her bar earning bee karna hota hai agar hum learning ker lety hien tu earning ker sakty hien.
      • #18 Collapse

        Re: Learning aik continues process hy

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur jo learn kerta h wo hi as mien earn karta h as lyee ham ko as mien khud k lyee seekhna hota h aur ham ko as mien apne lyee kaam karna hota h jab ham as mien kamyab hote hien
        tu ham as mien kamyabi hasil kar sakte hien as lyee ham ko as mien demo account per practice karna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h aur jo learning hai us ko jari rakhna hota h aur hamain us ko rkna nahi hota h tab hma kamyab ho sakte hien.
        • #19 Collapse

          Re: Learning aik continues process hy

          Gee haan forex mein learning aik continues process hai iss ko aap jitna zayida seehktay hai aap ko atna zayida faida hota hai iss Lia aap forex mein kaam bi acha kro gay tu aap ko kamyabi hasal ho gi agar aap learning nahi kray gay tu aap ko kamyabi bi nahi ho gi iss ko jitna zayida time datay hai seektay hai aap experience main azfa hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Learning aik continues process hy

            Ye bat 100% percnt sach h ky learning hamisha continu rahti h wo qabhi bhe rukti nhe h hum jis jaga jis chez ky about bhe learning karty h tu us ky bary mein hum hamisha pharty rahy tb bhe hum qabhi ye nhe kah skty ky hum ne ab es ky bary mein pora pora sekh lia h tu learning ak continu process h
            • #21 Collapse

              Re: Learning aik continues process hy

              G han my dear forex friend learning ik lamba process hy jis ko ap jitni mehnat or lgan k sath karein gy ap otna hi achi trah s hasil krien gy or jitna bhi knowledge hasil kr lein kum hy is liy pehly sekhein os k bad trading krein
              • #22 Collapse

                Re: Learning aik continues process hy

                G aap sahi keh rahy hain forex ek continuous learning process hai jis tarha sey aapko shuru mein sab samajhna parta hai isi tarha aapko trading k sath sath or market insights pe bhi nazar rakhni parti hai kyun her roz chnage aata hai market mein or market mein kisi bhinwaqt kuch bhi ho sakta hai isliye aapko continuous leaning kartey rehnay chahiye hai ..
                • #23 Collapse

                  Re: Learning aik continues process hy

                  Asssalam o alikum! learning aik continuous process ha ju lagaatar jari rehta hy aur agar hum log apni learning ky process ko rok lain to us sy nuqsan yeh huta hy ky hum agay nai barh sakty woh kehty hain nan ky "Mahhad sy laahad tak ilm hasil karo" bilkul haqeeqat hy ky humain apni maan ki goad sy kabar ki goad tak knowledge hasil karty rehna chahye.
                  • #24 Collapse

                    Re: Learning aik continues process hy

                    Forex trading business Duniya ke kisi bhi Business mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko regularly basis per learning Hasil karna hoga tab hi aap Kamyab Honge
                    • #25 Collapse

                      Re: Learning aik continues process hy

                      Market Office site per Jaan Lagti Hai vah market ke sath Agar regular touch mein rahte hain to vah Yahan per bhi kar sakte hain nuksan se apne account ko bhi sakte hain aur apne account ko strong bana sakte hain aur ja sakte hain business develop nahin kar sakte jab tak mere pass education skrill related Nahin Ho payegi Ham yahan se proper method ke sath technical analysis for work nahin kar sakte technical analysis Hamen Yahan Par
                      • #26 Collapse

                        Re: Learning aik continues process hy

                        yes learning se continue kamyabi hasil hota hain earning hasil karna hai to apoko is mein ihtyt se kam karna chaiye is mein apko mehnat karna chaiuye aur apko chaiye ap is mein ache se mehnat kare aur is meoin forex tarding sekhe ye iak acha business hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Learning aik continues process hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahidasad پيغام ديکھيے
                          Forex mein business key liay pehelay usko study krna boht zroori hai is ke liay aap books parhain, different forum pe discuss kren taa ke aap forex ke buniyadi asoolon ko samajh sakain. is ke ilawa jadeed tareen techniques se forex ka baray mein bohat kuch seekh ja sakta hai. Apni rai dijiye.
                          aapki baat bilkul theek hai ki learning a continuous process agar aap learning karna Chod Denge to aapki trading acchi Nahin Hogi aur launch hone ke chances bahut jyada ho Jaenge isliye time ke sath sath learning Karte Rahen
                          • #28 Collapse

                            Re: Learning aik continues process hy

                            Dear ap li swal ki mtabik jo ki ap ny learning ki significant ko point out kiya hy ,
                            dear agr ap ki kisi bh cheez me acha kaam aor as a expert bnna hy to us ki ly kuch sekhna bhaut he zarori hota hy woh kisy sekhy gy . Us ki ly ap ko kaam ki sath mukhlish hona pary ga aoor apni tawajoo aor attraction dono kaam kr deny ho gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Learning aik continues process hy

                              Learning ek esa process hai jo start se le kr end tak chalta aur kabhi pause nehi hota yaa kabhi quit nehi hota ek kamyaab trader kamyabi k bad bhi learn krta rehtas aur kbhi apni learning nehi chorrtaa humesha jari rakhta aur learning he uski kamyaabi ka raaz hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X