Don't be greedy in the trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't be greedy in the trade
    It means you trade carefully. In forex if we becomes greedy then its can bring us loss. We have to observe the market carefully then invest here and we should also take low risk when we are trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul sahi kaha hy aapne jo log forex ki trading me greed karte hy wo kabhi bhi kamyaab nae ho sakte hy islye apnay emtions pe control karna chaye
    • #3 Collapse

      gee han janab hame tarding karte hue greed nahi karna chahie kun ke greed kar ke ham apna bohat nuqsaan kar sakte hain or is se hame kafi loss bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        trading main lalach nahin karna chaye bulky ap ko chaye aik target par trade karein jab ap ka target achieve ho jaye tu trading chor dain ya wait karein ziada lalach ap ko bohat loss dy sakta ha is liye taing main hosh say kam karna chaye lalach say nahin
        • #5 Collapse

          Jee haan bhai jo trader jitna greed karta hai us ko utna loss hota hai or greed ki waja se hum achi planning nahi kar paate jis se forex main hamen sirf or sirf loss hi hota hai or forex se koi faida nahi hota.
          • #6 Collapse

            Assalam O Alaikum, Demo accounts per practice isi liay zaroori hoti hai keh aap wahan per apnay greedy emotions ko bhi control karna seekh len aur bohat ziada secure ho kar apni trades lagaen. Iss main jo log greed se kaam letay hain wo loss kar letay hain.
            • #7 Collapse

              g bilkul ye baath aap ki teek he k greed hamari trading me loss ki sub se bari waja bn sakthi he oor greed ak asa cheez he k is k waja se hm apna profitable trade bhi loss me change ho sakthay he tho greed ko control karna bohot hi zaroori oor expert wo hotha he jo greed ko control karnay me kamyab hothay he
              • #8 Collapse

                assalam o alaikum dosto dekhy kaam to sabi risky hoty hy but zeyada tar hum loss tab uthaty hy jab hum kaam k bare b nhi jany and plz kindly trading urdu me kre plzzzzzzz jo sab k lye asaan rhy spacilly new user k lye
                • #9 Collapse

                  yer bhai jan baat tu sach ha hum ko zada profit ky chaker me greedy ni hona chay tare se hum loss kar saktay han in forex trading business yer ye achi baat bi ni ha ky hum greedy hoon kis bi thing ky lihy
                  • #10 Collapse

                    dear ap ne bilkul theek kaha hy keI you trade carefully in forex if we becomes greedy then its can bring us loss. We have to observe the market carefully then invest here and we should also take low risk when we are trading
                    • #11 Collapse

                      Dear forex mai jab aap acha karo... es liye ap acha kam karo ta k ap ko faida he fiada earn kanre k liye mehnat karo lehazaa ap acha kam karo ta k ap apnii life ko set karo.. es liye ap greedy na karo...
                      • #12 Collapse

                        so true dear , greed tu aa hi jati he well mein kahon gein ke ap ko chahiye k greed ko ignore karen or apne upar havi naw hone den , or zadaw se zadaw kam mein dehan dein :)
                        • #13 Collapse

                          jab hum greed ko avoid kar kay kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay humain hard work karna hota hay jis say loss km ho ga humain practice say kam karna ho ga ta kay loss km say km ho sakay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            jo bhe greedy traders hoty hain wo kabhe bhe kamyaab trader nahe bantay hain greed traders ka forex main sab say bara enemey hai us ko control kerna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              us karobar main jo bhe lalauch main aa k trade kerta hai wo kabhe bhe acha profit nahe ker sagta hai koin k lalauch kerna forex main humera sab say bara dushmen hai our us ko kill ker k he us main hum kamyaab ho sagty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X