money management ke sath trading karna kaisa hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management ke sath trading karna kaisa hai
    bare mein aapko sirf Yahi nasihat karna Chahunga ki Jab Bhi aap log trading karte hain money management ko Apne Jivan Mein rakhte Hue Uske hisab se lot size aur trading kijiye ismein aapko Kisi mushkilat Ka Samna karna Nahin Paryga money management aapki Dost Hai money management ka jo system Hai Forex trading Main Usko follow karte hue aap apni trading ko Jari rakhen yah Aapko Hama KismI Jo Forex trading karte hue pareshani Mein banne wale hote hain Unse aapko which jaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai mery khayal main jo members money management ky hisab sy trading kry ga to us ko kabhi bhi loss nh ho ga for exemple ager ap ky pass 100$ hn to ap ko money management ky hisab sy 0.01 ki lot lgani ho g.
    • #3 Collapse

      Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

      Jo log mony management k saath trading karthay hay asay members ka kabhi be account ek trade may wash nahee hotha hamay apnay har trade ko sab say pehlay secure karna chahiay our wo asay hoga jab hum apnay har trade may stop loss ka tool use karangay jis say hamari bonus safe hotha hay.
      • #4 Collapse

        Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

        Money management bahut jyada Jaruri chij hoti hai agar Ham Apne account ko saaf Rakhna Chahte Hain To Hamen Ek small lot size mein trade ko open karna hoga Yahi Mani management hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

          Ji bilkul money management ko use Karke awais market mein bahut Achcha kam kar sakte hain lekin Yahan per depend karta hai kya kitne mahine Aati Hain Kyunki jo bhi is market Mein mehnat karne wala person Hai vah easy lease market to understand karta hai aur bahut skills develop kar leta hai to aapko bhi chahie ki money management kis Khel ko develop Karen Taki aap acche tarike se kam kar sake
          • #6 Collapse

            Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

            g jha tak money managment ki bat ha hame pehle to soch kar trading karni ho gii jha tak ho sake money managment ko apne liye asan kare kio ke ham market ko judge to kaar sakte hain lekin us par pora nai uttar sakte es ke ilawa ham volume bi balance ko dekh kar lagana chahiye kio ke ye volume hame bhut ziada faida dee sakta ha volume hmari trade or hmare balance par hi munhasir karti haaa
            • #7 Collapse

              Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

              jo bhe trader money managment ko follow karte howe trading karta hae uska account kabhe wash nhe hota hae is ke bahut se faida hain is se loss bhe nhe hota hae to is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen or ache trading karen or money managment se kabhe loss na karwaen
              • #8 Collapse

                Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                G ha member ham sub jantay hay kah forex ak acha international online business hay jo bayrozgar logo ko acha rozgar muyasir kerta hay as say bahot sary logo ko acha rozgar muyasir kerta hay forex main hamin apnY kam ko bakadgi say or ahtiyat kay sahth serinjam dayna chy Th kh hamin ziada say ziada bonass hasil ho sakay money mangment kay sahth kam kerna say hamin bahot ziada profiat hasil hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                  Business ne hamare liye kamyabi hasil karne ke liye bahut jaruri hai ki Ham money management ka khas khyal rakhen kyunki jab tak aap money management ka khyal Rahe nahin rakhenge tab tak aap kabhi bhi profitable trade nahin kar sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                    G han money management forex ka sb sy ehm rule hai jo trader money management sy trading krta hai usko kabhi bara los nai hota aur na hi kabhi uska account wash hota hai money management sy trading karna kamyab trader ki nishani hai jo trader money management ka khayl nai rakhty jald unk account wash ho jaty hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                      Mera aapse mashhwara yah hai ki Jis Waqt aap Forex trading karna Chahe sabse pahle money ko manage karin money management Forex ke andar bahut zyada ahmiyat rakhti Hai Hamen money management ke sath hi trading Karni chahie isase Hamen backup Mein Kafi amount mil Jayegi Jo k in case of loss Hamare kam Aaegi
                      • #12 Collapse

                        Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                        forex Business mein hamare liye bahut jaruri hai ki Ham Jab Bhi Koi trade open karen to risk management aur money management ka har khyal rakhen kyunki yah hamare liye bahut jaruri hai jab tak aap apne account ko save nahin rakhenge tab tak aap ke liye is business mein kamyabi hasil karna bahut mushkil hoga
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                          forex business mein hamare liye money management ka khyal rakhna bahut jyada jaruri hai kyunki aap jab tak money management ka khyal nahin rakhenge tab tak aap apne account ko save nahin rakh sakenge
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: money management ke sath trading karna kaisa hai

                            G han mg dear money management k sath trading krna forex main aik kamyab tradec ki nishani ha hm ko chahye k hm hamesha money management k sath, knowledge aor experience k sath aor market ko analysis krny k sath trading krain tabi hm kamyab trading kr skain gy otherwise hm fail ho jain gy aor akbhe bhe kamyab trading ni kr skain gy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X