hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha
    assalam o alaikum! g bhai jan main ye kahna chahata houn khy hamary mulk main es waqt berozgarii boht zeyada hy lakin es ko forec sy khtm ke ja sktii ha kuch loog aisy hain jo educated hain lakin un ko koi kaam or job nh miltii to wo agr apny ghr baithy forex pa kaam karen to un ko kisi kism ke job karny ke zarorat nh paryy ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

    ji han bhai jan ap ki bat bhi sahi hy k bhai jan hmary pakistan n bahot hi berozgari hy lykin bhi jan mn ap ko btana chata hon k bhia jan hamyn tntion leny ki zarorat nahi hy k agr ap apni berozgarni ko khtam krna chaty hyn to ap ko is kam matlab forex ko join ker lena chay or is mn mehnat kr k apni berozgari ko khtam kia ja sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

      Wlalum slam.ap ne theek kaha forex business main inti taqat hai jis se berozgari khatam ki ja sakti hai our is se faida bhi uthya ja sakta hai kyun ke forex main basan monthly ke job walae insan se zyada earning ki ja sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

        g han bilkul ap ny sahi kaha pakistan main berozgari bht zyada ho gai hai bht sary educated log job na hony ki wja sy preshan hain to forex ek aesa buisness hai jo un sbki preshani ka hal ho skta hai unhy chaye is forum ko join krain aur berozgari ka khatman krain
        • #5 Collapse

          Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

          bilkul bhi baat aapki bilkul theek hai ki forex business ek bahut hi achcha business hai aur agar Ham ismein khoob mehnat Karen to Ham apni berojgari ko khatm kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

            Mere Pyare dost aapane bilkul theek kaha ki Hamare Mulk mein berojgari bahut jyada hai lekin Forex trading se berojgari khatm ho sakta hai nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

              berozgari khatm kernay k liye sirf or sirf forex pay hi enehsaar nahin kiya ja skta kyun k forex say hundred percent earning nahin ho skti or na hi hamaray moaashray main her aik shakhs itna parha likha howa hay k wo online work ker skay forex say just part time earning ki ja skti hay or is say zyada kuch nahin hay
              • #8 Collapse

                Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                Aoa g bhai blkul theak btya apny k berozgari zyda hy hmry mulk majisy khtm krny k liye is sy acha platform nhy mily ga hmy Jesy hum apni job py mehnt krty hain wesy hi yaha mehnt kr lein to hum acha earn kr skty hain yaha Tradin krain or berozgari khtm krain JazakAllah
                • #9 Collapse

                  Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                  Forex trading bahut hi Achcha business hai agar ismein mehanat ki Jaaye to economic Behtar ho sakti hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                    Asslam e alikhum omid karta ho ap sab thk ho ga or ap ya frox ka businsses bhe acha chal rha ho ga g ha humra mulk ma berozgri bhut zidia ha jo loog barozgar ha on chia ka who frox ma khaam kar skta ha q ka forx koi barozgr nahi sab ka sab baraber hota ha or on ko yaha bhut achi khami milte ha
                    • #11 Collapse

                      Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                      Thek kaha ap ne dost hamare mulk me bohat berozgari ha aur forex se ham ye berozgari hatam kar sakte ha forex aik bohat acha business ha jis ko koi bhi join kar sakta ha aur is se achy earning kar sakta ha forex sab ko achy earning karne ka moqah deta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                        pakistan me forex tyrading bhot acha business es business berozgri khtm ho skti hy likn forex me mehnat dil se kryn ge tu kamyabi le skte han es hamre mulik ke halat bhter ho kste han es berozgari khtm or mulik khushhal ho jye ga or economicly halat me bhetri ho peye ge
                        • #13 Collapse

                          Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidnizami پيغام ديکھيے
                          assalam o alaikum! g bhai jan main ye kahna chahata houn khy hamary mulk main es waqt berozgarii boht zeyada hy lakin es ko forec sy khtm ke ja sktii ha kuch loog aisy hain jo educated hain lakin un ko koi kaam or job nh miltii to wo agr apny ghr baithy forex pa kaam karen to un ko kisi kism ke job karny ke zarorat nh paryy ge
                          G bilkul theek kaha forex bahut acha busness hai. Aur iss men taraqqi k bahut sy mwaqy hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                            Humary mulk ko forex trades ki bohat zroorat hai is se naa sirf berozgari khtm hogi balkay is se humary mulk ki economy bhi theek ho sakti hai lekin humy achay traders ki zroorat hai kiu k forex main esy traders chahiye hongy jo k profit earn kr skay jo expert hon government ko yeh course krwana chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamry mulk main berozgari zeyada ha lakin forex sy berozgari khtm ke ja skti ha

                              waqt k sath sath unemployment ka ratio Pakistan mein day by day increase ho raha hai... forex ki madad se hum yahan berozgari ko control ,ein la sakty hain... kyun k yeh online trading business hai is mein ghar bethy hi kaam kar sakty hain... forex buhat jaldi mulk se berozgari ko khatam kar sakta hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X