Job me zyada earning hai ya forex me?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

    agar ap ko trading ki zyaada information he to forex me zyaada income he or agar ap ko trading ki information nhi he to job best he q ke forex me earning ke liye trading ki information hona bohot zaroori he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

      g han sir g aap nay bohut achi bat ke hy ager ham forex mn kaam karna shoron kr den or job say zyada time es ko time dyn khoob mehnat say kaam karen to hamen es mn bohut zyada faida ho ga or job say kahen zyada kaam len gy
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
      • #18 Collapse

        Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

        aap ka sawal bohat acha k job say ham ziada earning kar sakty hain ya forex trading say iss ka jawab ye hay k job py hamari fix salary hoti hay hamri mehnat sy kam muawaza b hoo skata hy magar forex pay aisa nahi hay q k yahan py ap apni marzi kay time py kaam kar skty hain or kama b ziada skty hain.
        • #19 Collapse

          Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

          bhai jan job ki or defination hoti hai or forex ki or deifiation hai or aghr hum yahbat karen k kis main zyda eraning hai tu mera khyal hai k forex main he zyda eraning hai q k es main boht se oppertunuties hain jin se hum zyda earning kar skty hain or achi trdaing kar k gher beth kar he job se zyda eraning kar skty hain tu hmaisha apni trdaing ko bahtr karen aghr job se zyda earning karna chahty hain
          • #20 Collapse

            Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

            Both are very important Dear brother... pakistan Forex men agr business join krnye ka Golden chance mile tu Forex form py apnaa account her sorat upen kareen aor aisa karny sey achi earning aa jati hye aor phr loss door rhta hy successful kafi near rehti hey iss sy learning b good a jati hy learning anye seye trade good lagaya jtaa hy
            • #21 Collapse

              Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

              Zahir si baat hai job business ka muqabla nai Kar sakti to lazmn business main hi Ziada profit Hai kiun business main aap ki mehnat aap k idea ka fiada sirf aur sirf aap ko hota hai jab k job main Har cheez ka Faida aap ka boss uthata Hai aur aap sirf apni salary lety ho jo na hony barabr hoti Hai kaam aap se uss se 10 guna Ziada Lia jata hai
              • #22 Collapse

                Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                Ya ap pa depend krta ha ky ap kitna acha kam krty ho agr ap forex pa acha ot zyda kam krogy to apko odr achi earning milygi agr ap mehnat nahi krogy tu result bhu nahi milyga acha kro taky acha reward mily or job ma pay ak constant hoti ha lkn forex pa payments apki mehnat pa milti ha is liye mery nazdiiq forex best ha
                • #23 Collapse

                  Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                  dosto baat ye hai k job mein aap ki salary fixed hoti hai forex mein aap jitna chahe kama sakte hein forex sirf ye chahta hai k aap mehnat kero mehnat ka matlab sirf hal chalana ya mazdori kerna nahi hota aap jis bhi kaam ko shidat say kero gay wo aap ki mehnat hogi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                    g ha bhot achi baaat share ki hain apne forex trading main agar hum achi tara kare kaaam karte hain tu trading main ziyda profti hain agar hum merket main acha profit gain karna chahte hain tu hum ko acha time dena hoga and job k sath sath forex trading main parit tiem work kar skte hain hum and forex trading main ziyda earnign hum hasil kar skte hain agar hum ziyda mehant karte hain tab,
                    • #25 Collapse

                      Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                      Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho Forex bahut Jabardast business hai aap ismein bahut jyada earning kar sakte ho uske liye aapko bahut jyada mehnat karni padegi aur aap aapko bahut jyada knowledge Hasil karna padega tabhi aap Kamyab kar sakte ho
                      • #26 Collapse

                        Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                        Agr koi achi job hy to hm usky sath part time forex bhi kr skty hn agr hm forex mn kammyab ho jay r achy trader ban jay to full time bhi kr skty Hn leken is ky liy learning ky bad investment hona zarori hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                          bhai jaan mere Khyal se Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Ham ismein Se Jyada earning kar lete hain Kyunki job ka fix hua hota hai aur iska Koi Vi Nahin Hai Yaar Nahin isliye Ham ismein se bahut jyada bhi earning kar sakte hain aur kam bhi earning kar sakte hain
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #28 Collapse

                            Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                            g han forex may zeyada earning ha kyu kay is ik tou kaam bhi kam hota ha aur bohat asan hota aur hum agar mahnat karen gay tou is par job se achi earning hasil kar len gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Job me zyada earning hai ya forex me?.

                              bilkul sahi Kahe De Agar Hamen se Kuchh Aaram nahin karna chahte hain To Hamen apni knowledge ka Jyada istemal karna chahie Agar Ham ismein Apne malik ka istemal Nahin To Kabhi Kuchh Bhi Yad nahin kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X