Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay
    Dear trading members kuch log kehtay hain kah agar fundamental etna strong hay kah woh technical ko fail kar deta hay aur market ko kisi bi direction main lay ja sakta hay to phr traders ko sirf fundamental sekhna chaheay aur technical nai sekhna chaheay but un ko main batana chahta hon kah ap fundamental us wakt sekh sakain gay jab ap ko technical ata hoga warna ap fundamental nai sekh sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

    yeh baat theek hai ke fundamental ke trading mai apni he importance hoti hai aur kuch market jis trah say crude oil ke market hai woh fundamental ke base per bohot he ziada move karti hai . iss liey trader ko fundamental ko ignore kar kay trading karny ka sochna b nai chaiye aur technical aur fundamental ko sath laay kar chalna chaiye.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

      Forex trading mn q ky technical mn hm chart ko smjhty hn analyse krna seekhty hn jo achi trade ky liy zarori hy r fundamental mn news ka impact smjhty hn leken dono ko sath mila ky jub hm trading krty hn to hm achi kamyab trading kt skty hn
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

        aapane kaha hai ki fundamental analysis Ko Jane Ke Liye technical analysis ko Janna zaruri hai To Jee bilkul technical analysis Thori Aasan hai
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

          FoRex Main Agar Koi Trader fundamental analysis PaR Trade KaRTaa Hai To Usay Technical ko Bilkul Bhi ignoRe Nahi KaRnaa ChaHiye Q k FoRex Main jab Tak Hum TeChnical AnLysis nahi KaRen Gy Tab Tak Hum Fundamental analysis Sahi Bhi KaR LeN To Hum FoRex Main ProFit HaasiL Nahi KaR SakTay ....
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

            analyse ke forex main kie iqsam hain hamy fundamental analyses ko use kar ky kam karna chahey hamy technical analyses ko ignore nahe karna chahey hum forex main currency or pair main trading karty hain hum is main live or sada urdu main trading karty hain or bonus earn karty hain or apne needs ko pora karty hain yai aik world wide business hain
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

              g han y bt ap ki thk hy q k market ko agr smjna hy to candles ko b dakhin candles ki opening aur closing dakh kr hmain market smj ate hy aur hm kamyab hoty is lia fundamental strong to hoti hn lekan technical analysis b bhot zrori candles ko smjna bhot zrori hy technical k elawa b hm trading nhi kr skty hn..
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

                hamy best experience gain kar ky fundamental analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana ker kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

                  is forx main palning akr k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain market main techniques ko use kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty haina ur hamain markt main bi knowldge achi ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi ko mushkil na ho saky gi ab hi hum achy say perform karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental ko samjhnay k leay technical zaruri hay

                    Fundamental ko samjne k lai apko fundamental ka knowledge hona chahia technical just apko hint data hai k market support per hai ay resistance per hai tu hum idea kar sakte hai k currency per news positive aya gyi ya nagtive but news jo ayti hai wo kise be currency per us currency k country k halaat k hisaab se ayti hai. forex main kmyabi k lia dono analysis ko samjna zrori hota hai pher hi hum sahi order open kar sakt ehai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X