<No risk no gain, is it true in forex>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    je bhai yah he rule ha forex ka no risk no gain agar ap dartay rahay tu phir tu kaam kar liye apnay himat rakho aur kari jao
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han risk nai ly gy tu gain kasey hasil kary gy and forex mein success ky liye aap ko forex tips par ,concetrate karna hota hia aur aap ko demo par trading kary, ky apni skills ko improve karna hota hia aur studnets ky ,liye yeh business bohat suitable hia aur aap is ko as a ,part time work kar saktay hain.
      • #33 Collapse

        G han me app ki baat se agree karta hn agr hm is business me risk nahi lyn gyn tu hmen loss bhi nahi hoga isi liye kahty hain k hmen is business me risk nahi laina chahye hmeshah trading ko tb hi karna chahye jb hmen is business me achi learning hasil hojaye
        • #34 Collapse

          Forex trading kun ky aik risky business hai islye hamen forex trading main risk to lena hi parta hai lakin agr ham forex trading main greedy ho jaen to hamen loss ka samna ho sakta hai .forex trading main kabi kabi zayda risk leny par hamen profit ho jata hai lakin hamen greedy nahi hona cahhye .
          • #35 Collapse

            G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hm agr risk nahi lyn gyn tu hm is business me khuch daina bhi nahi pary ga or nah hi is business me hmn loss ho ga isi liye hmen chahye k hm kabhi bhi is business me risk se kam nah karen
            • #36 Collapse

              Forex trading main hamain apna profit bananay kay leya is main risk lana parta ha or jab tak ham is main risk na lain to us tme tak ham is say kuch b earn nhe kar saktay hain .
              • #37 Collapse

                g bilkul g ap ko pta ho ga ky hmko is kam main aikkamyab trader bnany ky lia hm ko is ky lia mhnt kiz arurat hi r hm ko ilm ki bi bht hi zarurat hi is lia hm ko risk to lena hi prta hai
                • #38 Collapse

                  jee bilkul sahi kaha hai aesa he hota hai agar hum risk nahi laen gay toh humain kuch nahi milay ga lekin agar hum risk lete hain toh humain baoht he profit bhi hota hai or achi earning hoti hai.
                  • #39 Collapse

                    Yes, it is true in Forex trading market, if we will not take any risk then we will not be able to get anything from Forex trading market, if you want to earn money with Forex trading then you should must have to learn it.
                    • #40 Collapse

                      no risk no gain yeh thek bat hy aur forex say aap bahot ziyada money made kar saktay hay yeh aik online business hay aap just forex ko learn karay aur demo account par khoob practice karay then aap bhi aik achay trader ban jay gayn aur forex say daily or monthly aap good income made kary.
                      • #41 Collapse

                        well said dear, or risk kaw matlab he loss kaw dar esa, ap jab zadaw withdraw karte ho tu ap ko dar rehtaw hai risk ka , q ke phir ap loss kar sakte hote ho :)
                        • #42 Collapse

                          gee han ap ko forex main profit hasil karne ke lie ap ko forex main.risk lena hota hai tab hi ap forex main profit hasil kar sakte hain or ap ko apne capital k hisab se hi risk lena chahie
                          • #43 Collapse

                            Jee han bhai jaan aap ne bilku theek kaha forex mai hame profit earn karne ke liye risk lena parta hai agar is mai profit earn karna chahte ho tuo aap ko risk lena parega...............
                            • #44 Collapse

                              Forex main ye baat to perfect hai keh no risk no gain. Matlab ye keh agar jab tak hum risk nahi lainge is market main to hum is market mian successful kaisy honge. Lehaza market main zaroor risk lena chahiye lekin kam hi lain ta keh successful hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: malik876 پيغام ديکھيے
                                Yes brother you are right forex business ko agar hum start kerney sey pehley achi tara learn ker ley experience and knowledge hasil ker len or demo account per practice kerney key bad trading start karen to I think humen loss nae ho ga.
                                Original trading start krnay say pehlay risk ka sochna zaroori hai kiun kay aisa mumkin he nahe hai kay Forex mai Loss na ho Duniya ka ko kitna bhi bara trader ho risk leta hai or loss bhi loss lainay say himmat aati hai or Lot size ka idea bhi hojata hai acha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X