<Emotions are our enemy>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex main koi bhi kam jazbatiho k nahi krna chahiye Q k forex main aik faisla ap ko itna loss delwa skta hai k ap soch nahi skte , behat yehi hai k agar ap ko loss ho raha hai tu kuch dair k liye rest karein then again start karein kabhi bhi loss k foran bad trade na karein Q k us waqt ap jazbati hoye hote hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes........... is bat me koi shak ki gunjaish nahi hai k emotions are our enemy ....... kyun k emotion hokar hi hum jald bazi karte hai or phir ghalat faysle hoja te or us ki waja say hum loss karte hai.........
      • #18 Collapse

        yes dear you are right.trading mai Emotions or greed trader k sb say major enemy hotay hai or agr trader greedy ya phir emotional ho kr forex market mai trading kray to trader ko trading mai loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face krna pr skta hai.isi liye in cheezo ko ignore krtay huway trading krna hi better rhta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Forex trading min se mujhe kafi bari earning bhi milti he hum jeise jeise es business min se jab bhi work karte hin to humari information aur humara experience humin es business min kamyab kara deita he humari emotional min kei gaye trade humin loss hi kara deiti he.
          • #20 Collapse

            forex trading main aap ko fresh minded hoana chaheay takeh aap iss main trading ko experience kay sath kar sakkain agar aap iss trading main emotional ho jain gay to aap ko iss main loss bhe ho sakta hay
            • #21 Collapse

              g haan g apki baat builkul teekh hai is business myn hmyn emotinal nahe honna chahye ye aik oline business hai iss business myn hmesha soch samjh kr kaam karna chahye emotions iss business ka bohat bara enemy hai ...
              • #22 Collapse

                emotion trader ki bad tareen bushman hain yeh trader mein mojood himmat ko puri tarah say khatam ker deti hain trader ka khud per control nhi rehta or wo sab kluch bbhool jata hai or sanjeeda ho jata hai apni sari trade phjr loose ker deta hai
                • #23 Collapse

                  Jab bhi trading main aap ko profit ya loss ho jaye to pir is kay bad aap nay apnay emotions ko control karn hay lazmi, keon loss kay bad aap ko gussa aa jata hay aur gussay main har faisal galat hi hota hay, aur jab aap khush hotay hain profit say to phir khushi main aap lalach main aa kar galat faslay kar skatay hain, is liye avoid from emotions ,
                  • #24 Collapse

                    forex trading main trading kay doraan aap ko apna mizaj thanda rakhna chaheay kunkeh iss main patience ki zaroorat hoati hay aap iss trading main emotional nhe ho saktay agar aap nay emotional trading ki to aap iss main loss he ho ga income nhe hosakti
                    • #25 Collapse

                      forex trading aik business hay and business me emotions nahi hotay hyn business emotionless ho ker kaya jata hay agar ap emotional decisioon lyngay tou issay business ke efficenecy and effectivity per ferq prhega
                      • #26 Collapse

                        iske liye dear members main apko ek hi mashwarah dungi ke ap sab kuch seekh kar bhi agar lalach se kam lenge tou nuqsan uthayen ge aur trading ko time den sabar se kaam len is main over cofident log hi mare jate hain auritna nuqsan hota hai jo soch se bahar hai isliye please aisa na kariye ga aur apne jazbat pe qaboo rakhye ghussa na kariye cool rahen jbhi kamyabi ho sakti hai
                        • #27 Collapse

                          G janab hamy emotional nai hona chahyay balky aik axhy term sy trading krni chahyay or tradign ky mamly mai tu emotional ko pass lana nai chahyay bcz yay trading mai loss ka zarya hy.
                          • #28 Collapse

                            dear friend i 100% agree with you k emotion hamery dushmen hy.Emotion se ham loss or profit ker sakty hane.Forex trading me jo b emotion ko control kerta hy who profit earn kerta or jo Forex trading me emotion ko control nahi ker pata who loss ker jata hy.agr hame Forex me success hasal kerna hy to hame her hal me apne emotion ko control kerna ho ga
                            • #29 Collapse

                              My dear brother assalam,o,alaikum yes dear emotions are our enemy and greed also our enemy you are right to say i have appreciate your thread ye 2no enemy hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g bhai forx trading mien emotions hamare enemy hote hain aur hamko chahiye ke ap ham apne emotions ko control karna seekhen aur is business ki bharpoor practice karen to hi is mien kamiyab hosakte hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X