Forex main taleem ki ahmiyat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main taleem ki ahmiyat.

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, agar kahen job kartay hain to sab say pehlay ham say hamarai qualification pochi jati hay aur phr hamari degrees dekhi jati hain but forex trading ek aisa business hay jis main qualification ki koi pabandi nai hay aur koi bi trader es main experience hasel kar k achi earning kar sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main taleem ki ahmiyat.

      Ap nay bahot he achi baat ki hai ager ap kisi job kay liye applye karty hain wahan per jo bhi qualiftion bate jati hai ap us kay mutabiq kaam apoly karty hain or ye world ka best bussiness hain or is kay liye apky pass taleem ka hona bahot zarori hai so so apko chiye kay forex main ager ap kaam karty hain to apko thora boot to forex ka.knowledge hona chiye taanky ao acha earn.kar sakyn
      • #18 Collapse

        Re: Forex main taleem ki ahmiyat.

        walcome to pakistan forex aap nay sarkari ya priwate naokre kay liya pata ni kitni taleem hasil katay hay liakin phir bhee aap ki agar qismat may likha hoga tab aap ko naokree milay gee lakin agar aap instaforex ko join karay gay to is may aap ko kisi qism ki koi digree nahee laini paray gee sirf mihnat chahiya
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex main taleem ki ahmiyat.

          g haan dear forex main taleem ki bhut value hy jis ki jitni ziada taleem ho g us k posting bhut achi hun g islie agr apk pass taleem nh hy tb bhi aap forex ko join kr skty hyn r time k sath sath aap seekh jane gy forex ko r ko r kamyaab ho jaen gy forex pe taaleeem js k pass hoti hy woh jaldi seekh jata hy forex ko r jald kamyab ho jata hy forex p jo bhi mehnt kre ga wohi kamyaba hoga

          اب آن لائن

          Working...
          X