<Why I failed in forex trading?>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Many traders are experiencing the same thing with you. However, few of them could get out of it because they change their habits such as leaving the way like gambling method in trading and more using a rational way, like using trading techniques in general.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex is a reliable business in the world because i think that Forex is a great online money making system in the world and every person can join here to make more money.
    • #3 Collapse

      ap ne complete tareqy se forex ko samja nahi ho ga ap direct live trading pe kam start kar dia ho ga ap ko chahey pehly demo account pe kam kary usy achy tareqy se smjy us pe profit earn kary phir live trading me kam start kary ap ko loss nahi ho ga..
      • #4 Collapse

        forex trading mai agar aap fail ho jaty ho aur apko loss face karna par jata hai to phir is mai aap ki he koi mistake involve ho sakti hai. aap agar forex trading mai failure sy bachna chahty hain to phir aap ko chahiye k aap proper way sy market ka analysis kar k phir trading karo aur kabhi b trading karty huey lalach na karo.
        • #5 Collapse

          forex is relaible business but most of the people on that because they have no experience
          • #6 Collapse

            dear it is right that mostly people failed to earn in forex lekin kuch log bahut zyada profit bhe earn kkr rahy hoty hen agr hum forex men kamyab logon ka trading method dekhen to wo totally professional hota hay aur wo apni strategies aur experience ko he use kr rahy hoty hen na k gambling aur logon ki baton pr yaqeen krty hen is liye sab ko chahye hay k mukamal planing k sath trading kren aur profit earn kren
            • #7 Collapse

              forex trading mei apko chahiye ke ap is mien apne failure se sabaq seekhena ur is mein apni trading ko day by day mazeed behtar banayen aur is mein earning bhi incraese karte jayen.
              • #8 Collapse

                dear jo bh bnda market ka ander enter hota ha to us ko start mn real mn e market sa bot mar prti haa and woh loss ka ander chila jata so woh tng ho kr market ka ander sa nikl jata ha ya phr zyada sa zyada trading krna ke khoshish krta hn but successful wohi hota ha jo ka market mn loss ka bad uski reson find krna ke try krta ha dear
                • #9 Collapse

                  sab say peehlay to hamain chaiye k ham forex trading ko mukamal tareeqay say seekhain jis k liye zaroori hay k ham demo trading par aik account khol lain phir us par kam say kam six months tak bharpoor tareeqay say trading karain jis say hamain practice bhi ho jaye gi aur experience bhi mil jaye ga phir us k baad planing aur money management bhi zaroori hota hai agar aisa kiya ja
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    boht say log market main loss kar jaty hain or is main profit karty hain agr humain success hasil karna hay to hard work kar kay ana ho ga is main log lack of learning ki wja say market mai loss kar jaty hain or profit nai hasil karty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X