Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

    Assalamualaikum umeed krta hn AP sb khariet se hn ge yes exactly AP ne bilkul thek kaha hai k mehnat aur sabar kamyabi ki zmanat Hain is waja se agr ham forex forum pr Kam Kar rahy Hain to hamain chahea k ham pelhy Dil laga kr mehnat karain aur phr isky silly ka wait karain aur sabr k sath Kam lain aur achi trading kr k profit kamain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

      Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends Allah kesi ki mhnt ko zay ni krta bil k uski mhnt ko rung lgta hai koi kam shroo kren Allah p yaqeen r brosa kr k kren phr dekhna kasy kmyavbi ni mlti mhnt r sbr insan ko kmyyab bnaty hun
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

        walcome to pakistan forex jab aap koi bhee kaam kartay hay to mihnat to laazmi kartay hay lakin us ka silla kuch dino kay baad milta hay isi liya may khta ho aap din raat forex pay mihnat karay aor phir kuch dino kay bad aap ko laazmi aap ki mihnat ka silaa us say kahee ziada milay gaa
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

          Ji han dear friend bilkul aap theek kah rahe hain mehnat aur Sabar kamyabi ke liye acchi baat hai lekin in minute use Waqt hogi jab Forex ko jyada Se jyada time Diya jaega aur form ko read kiya jaaye post thread isase achcha knowledge bhi milega aur quality bhi behtar hogi......
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

            g han dear agr hhum forex main mahnat aur kamyabi sy kam krty hai aur sbar krty hai to hum bhot zayada kamyab hoty hai es lya humy forex main apna hosla kabi torna nhi cahiya bulky humy apny hosly ko bulnd rahkna cahiyay k hum forex main kamm kr k success ho sakty hai.
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

              G han agr ap mehnat karty hen aur sabar bhi karty hen tu ap forex me zaror kamyab hon gy forex me kamyabi ki pehli shart mehnat hai ap forex me jo marzi kar len jb tk ap mehnat nai karen gy ap kamyab nai ho sakty aur jo los hony pr sabar karty hen aisy log bhi forex me zaror kamyab hoty hen.
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

                Ji han bhai jaan aapane durust farmaya mehnat aur sabar kamyabi ki jamanat hai to isliye hamen forex business per jyada se jyada mehnat karna chahie aur sabar se kam Lena chahie agar Ham for experience per main nahin karenge Ham kabhi kamyab nahin honge agar besabri se Koi galat trading kar Leta Hun main kafi Sara loss ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

                  w.salama ji haan dear hm jitni ziada mehnt kren gy hmen utna hi ziada faida hoga r forex p kaam jb krne to hmen sbr ka mozahira krna pare ga pura maheena kaam krna chaye r phr month k end pe hmen sabar ka phal zaroor mil jata hy islie hmen forex p mehnt krni chaye r rozana ki rozana posting krni chahen r phr sabar krna chaye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat or sabr kamyabi ki zamant hy

                    g bilkul ksi bhi kam ko kerny k lie mehnat zrori hai bger mehnat k kch bhi hasil nahi kia jasakta to kambyabi k lie sab se pehli shart mehnat hai qk mehnat se hi kambyabi mumkin hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X