Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi b ghalti ko ignore na karen.....
    Kabi b kisi b ghalti ko ignore mat karen wo apko kitni choti ghalti Q na lag rahi ho. Apni ghaltion ko control karen gay to he ap kamyab hon gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

    ji ha aap ny bilkul theek kha hy forex mein humy kisi bhi ghalti ko ignore nhi krna chaiy dear members jap hum posting krty hain to humy post write kr lety k bad eik dafa usy read krna chaiy aur post mein hony wali mistakes ko correct krna chaiy agar hum mistakes ko ignore krein gy to is sy humy loss ho sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

      G haan asi baat hai koi b ghalti ho us ko ignor nai krna chahey apni ghaltion se sekhna chahy Hamesha ager ham apni ghltion se sekhty hine haam next asa karne se hanine bachna chahy...
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

        Ji han sahi bat hai yeh forex mein aksar hum se trading mein ghlti ho jati hai lekin kisi bhi ghalti ko kabhi ignore na Karen hamesha apni ghalti se sabaq seekhay or jitna ho saky us ghalti ko dubara na duhrayen ap ki har ghalti ap k liye aik behtreen lesson hai es liye es se seekhen or achi tarha se us pe qabo payen jab tak ap kamyabi hasil na Kar len
        • #5 Collapse

          Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

          G han forex mn ksi b galti ko ignore na karain bal k har ek galti ko apny mind mn rakhain ..ta k ap woh galti dobara na karain...or achi mehnat kar k kamiyabi ki taraf barhain...or forex pak farum say acha business kar sakain or acha profit hasil kar sakain....
          $#@#i Khan
          • #6 Collapse

            Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: jmqadri580 پيغام ديکھيے
            Kabi b kisi b ghalti ko ignore mat karen wo apko kitni choti ghalti Q na lag rahi ho. Apni ghaltion ko control karen gay to he ap kamyab hon gay.
            1 small mistake Forex trading mein bahut jyada mistake loss Karva sakti hai traders ko chahiye ke try Karen kay Apne mistake se learn Karen mistake so bar bar repeat na Karen mistakes ko repeat karna acche traders Ki Nishani Nahin Hoti
            • #7 Collapse

              Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

              Trading k doran galtiya hoti rehti hai agar ap ki mistakes hoti hai to ap ko tension nahi leni chahiye agar mistake choti hai ya bari to ap ko usy ignore nahi karna chahiye bal k ap ko try krni chahiye k dobara wo mistake na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                g han ap ki bt thk hy ghalti jb hoti hy to hmain loss hota hy aur hmain us ghalti ay sekhna chahea wo ghalti repeat nhi krni chahea ghalti sy sekhny sy hmare next time trading ache hoti hy aur hm behtr kam krty hn mistakes ko repeat na krin mistakes hota hy to ap ko tajurba hota hy aur ap pahly sy zeada sekhtt hn.
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                  assalam walekum Pyare bhaiyon main karta hun aap sab log theek Honge aap log se Itna Kahana Chahta Hoon Ke Jab Ham Pakistan Forex forum per kam Karte Hain To Hamen chahie ki Ham apni galtiyan ko kabhi bhi ignore Nahin Karen balke un par tawajo den
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                    Dear aap ki bat thek ha is business ma ak choti si galti bhi bohat loss kr jati ha aap ko hir trade bohat soch smj k trade lgani chaye or hir trade ma stop loss or take profit bhi lgana chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                      jab Kisi acche trader se Galti Hoti hai to woo usko ignore nahin karta balke is se sabak sikhta hai aur aainda is Galti ko nahin karta balky Uske bare mein maximum knowledge hasil karta hai aur agar woo galti samne aaye to woo previous knowledge ko aur previous experience ko istemal karte hue us Galti ko karna ki bajaye uska solution talash karta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                        je bilkul asa hi ha humy nahi chaiya ky hum apni ksi bhi galti ko ignore nahi krni chaiya humy chaiya ky hum apni mistake ky bary ma sochyn taky agr hum apni mistake k bary ma nahi sochngy tu humy acha resul hasil nahi hoga
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                          Bilkul kisi bhi galti ko ignore na karen apni galtiyon ko note karen or un ko khatam karne ki koshish karen musalsal mistakes karna ap ke liye loss ka sabab ban sakta hai so apni galtiyon se seekhen in ko ignore na karen then ap loss se bach skte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                            Hamya us kam my kbhi bi hamya is my galti naia krni chiyq hamaya chiya k ham is my bhot dyhan sy ham kam kia kry our ham sy jitna bhi is my ho sgy ham is my kam kry ham mhanta jry jb ham is kam my ham mhnata kry gy ham utna hi zeada ham is my kamyab ho sgty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kisi b ghalti ko ignore na karen.....

                              g haan humein yahan apni kisi bhi mistake ko ignore nae karna chaiye... agar hum apni hi mistake ko bar bar ignore karte rahe toh kisi din hum kisi serious loss mein par jayenge... aur issey humara account yah toh wash hojayega yah insta forex ka account disable ho sakta hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X