forex mai lalach hamara dusman hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai lalach hamara dusman hain
    forex mai lalach hamara dusman hain hamy lalch ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai lalach hamara dusman hain

    Dear friend ap li bat bilkul drust hai keh forex forum py kam karny k ley lazmi hai keh hamen lalach se door rehna chahey kio keh lalach he wahid cheez hai jo hamary account ko wash kar sakti hai wagarna agar soch samajh kar aur yeh kam seekh kar agar ap trading kar rahy hain to lazim hai keh apko loss ka samna na krna parry ab aagy ap khud samajhdar hain keh lalach to buri balaa hai.thanks
    • #3 Collapse

      Re: forex mai lalach hamara dusman hain

      G dear ap ny sai kha hy hamy lalach sy bachna hoga agar hamy chaiye ky pak forex me karny kalye hamy lalach ko chorns hoga jab ham lalach chory gy to ham achi learning kar sakty hy or hamy is me soch smajh kar kam karna pary ga agar ap treading karty hy to ap koshish kary ky loss ka samna na kary or hamy lalach sy bachna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: forex mai lalach hamara dusman hain

        Lalch Nahin Karni chahie market Mein Behtar kam karna chahte hain to plan Banakar Apne risk ko manage Karke Chale..
        • #5 Collapse

          Re: forex mai lalach hamara dusman hain

          Bahut achi bat share ki hjai ap ne forex main hamein greed se bachna chahiye jis ki wajah se forex trading main hum jald bazi karte hain jis ki wajah se forex main hamein loss hota hai our jis se hamara account bhi wash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: forex mai lalach hamara dusman hain

            G han apny bilkul thik kaha hai forex me lalach hmari dushman hai lslach hame har wakt nuksan deny k lye tyar hoti hai hame forex me lalach sy bach kr trading karni chahye forex me agar koe bhi lalach na kry tu kisi trader ka account wash nai hoga mgr lalach hmari fitrat me shamil hai hum sy kabhi na kabhi lalach ho jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex mai lalach hamara dusman hain

              Lalach insaan ka waisay he dushman hay
              Agar baat rhi forex ki to us mwin lalach karna matlb apnay paaun par kulhari marna hay.
              Humain hamaisha soch samjh kar kaam karna chahiay lalach kiay bagahair trade karni chahiay or relaxe ho kar trading karni chahiay
              • #8 Collapse

                Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                ji han bhai jaan aap nay bilkul theek kaha lalach hamara sab se bara dushman hai na sirf forex mai bulkay zindagi ke dosre shobay ma bhi. greediness leads to risk. or risky kaam karien gay toh humien nakami hogi. kam profit kay bare main sochain takky minimum loss ho. mehnat karien or patience rakhien
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                  AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai ap ki bat bilkul theek hy lalich hmara sab sy bara dusman hy ager hum forex trading main lalich sy kam lin gy to hmain loss ho sakta hy kuch members ziyada lot size lga daty hn or market kabhi against chali jati hy to hmara account wash ho jata hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                    forex mai lalach hamara dusman hain hamy lalch ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                    Lalach hayatus Ki Sabse Badi Anjani Hai Jab traders trading karte hue lalach karte hain vah call log Hota Hai Kabhi Nahin Karni chahie acchi trading Karni chahie tabhi profit hoga aur success milega
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                      g han bilkul sahi keh rahy hain hume agr forex main kamyabhi hasil karni hai to hume chahye k hum is main mehnat kar k kam karain aur is main kabhi b lalch na karain kyu k agr hum lalch karain gay to hum ghakkt way use kaarin gay agay niklny k liye jis ki wja se hum loss main jaain gay aur humara account b wash ho jaye ga kyu k lalch k result hamesha loss hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                        g hn bilkul forex me lalch hmra dushmen ha jbb yeah sochtyy hnn k jldbazii se aisaa krn ge k hmn acha bonus milly tou hmm loss kr jatyy ziyda k lalch me lalch bhott buri cheez ha yeahh hmre sarii mehntt prr pani daal datyy ha lach me akrr hmm jldbazi se aisa ghltt faisla kr jatyy hnn k hmra account wash ho jata ha arr hmm khli hath reh jatyy hnn hmre mehntt zya hojati jis prr hmm kmm krna he chorr datyy aisa sirf ziyda k laclch ki wajha se hota ha arr hmn aisa nae krna chaheye thraa hasil hojae lekin loss se sbb zyaa na ho isliye lach se bachna he behtrr ha .....
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                          main samajhta Hoon ke short term trading ke Jyada benefits new traders ko hi hote hain Kyunki vah Sambhal trading Karke Samanya profit banaa sakte hain aur FIR apni trade close kar dete Hain Jab Ke experience aur Bade traders ko short term trading ka Jyada fayda Nahin Hota Kyunki Jab aap planning Karke trading karen to long term trading Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                            Aoa to my all forex members hamain chye k hm forex ma kam kera to is ma lalach na kera kun k lalach insan ka sb sa bera dusman hay or ya hamain loss ma la jata hay jha sa hmain kafi nuksan ka samna kerna perta hay .is sa t0 bahter hay k hm lalch na kerain blky emandari sa apna kam kera
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai lalach hamara dusman hain

                              a.o.alaikum g han forex mn laluch nh karni chahiye...hamin achi mehnat karni chahiye...or kamiyabi ki taraf barhna chahiye...forex mn laluch karny sy apna hi nuqsan hota hy ...jis ki vja sy hmara account wash ho jata hy or hmari sari mehnat py ek laluch ki vja sy pani pher jata hy...so hmari nazar sirf or sirf apni kamiyabi ki tarf honi chahiye..
                              $#@#i Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X