Trading business me fail hony ka reason
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading business me fail hony ka reason

    g forex is traha ka business hai k is mein agr mehnat karain tu learning hasil kar sakte han aur learning knewledge aur experniec ho ga tu hardworking ki buht ziada important hum is se profit earn kar sakte han js se life s chata hy usko analysis karna cahaiye market ko s forex buht acha busness js mein buht ziada peofi learning zarrori hy earning learning hogitu hum
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading business me fail hony ka reason

      Trading business mn fail hony ka reason trade k bry mn knowledge ka na hona h agr hm bgair knowledge k koi bussiness start krty hain to fail hony k chances zyada hoty hain isi trha trading mn hmry pass experience r knowledge ka hona bht zarori knowledge k bgair hm trading mn loss utha skty hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading business me fail hony ka reason

        Yes practice na hone ki wjhha se jub direct real account pr trading start ki jati hai to wahan loss hota hai aur loss dekh KR kaam chhor Diya jata hai yahi agr practice KR li Jaye to Jo hona hota hai demo PR ho jata hai loss aur real PR good result mil skta hai
        • #19 Collapse

          Re: Trading business me fail hony ka reason

          Dear friend apnay bht acha sawal kiya hy k forex buisines men hamary sath aksar aisa hora hy k ham fail ho jaty han forex buisines ko thk say nai kar paty aur nah hi trading thk say hoti hay loss hoty han aur ham forex chor kar na umeed ho jaty han. Ham nay kabhe reason tilash nai ki k agr ham fail ho rahy han. Kay ham nay aisa soch k ham fail kiun hotay han kasar aisa hota hy k hamry pas knowledge ni hota experience nai hota achii learning nai hoti to phir ham fail ho jaty han forex men.
          • #20 Collapse

            Re: Trading business me fail hony ka reason

            hamara lalach hota hai Ham lalach mein aakar trade badi laga dete Hain account ko manage kiye Bina Hi to usse hamen loss ho jata hai loss hone ki ek aur vah ja ke hamen forex trading ke bare
            • #21 Collapse

              Re: Trading business me fail hony ka reason

              Forex trading of Pakistan Is Duniya ka sabse best aur sabse alag se kya theek hai Kyon kahan business ko Chitra ke sath Karenge To Hamen bahut fayda Hoga Kyunki Ham Kisi dusre bhai ka Ham Ko Bhi Nahin pata karna chahie tum aise Hoga ke file setting Mein Ham Kisi dusre Bagga copy Nahin Karenge
              • #22 Collapse

                Re: Trading business me fail hony ka reason

                forex me trading me nakaami ki sab sy bari wajha knowledge ka kam hona hai or jaldbazi hai islye hamy soch smjh kar he trade lagana ho gi
                Achy Threads py thanks tu banta hai na
                • #23 Collapse

                  Re: Trading business me fail hony ka reason

                  Forex trading main apko seekhna zroori hota hai us k binaa ap achaa profit nehi earn kr sktay ksi expert se classes le leni chahiye akser un logo ko loss hota hai jo achay se seekhay binaa shuru krty hain aur phir esy log kehty hain knforex fraud hai esa nehi hai forex fraud nehi bus thori mehnat ki zroorat hoti hai
                     
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading business me fail hony ka reason

                    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main nakami ke bri wajah hoti hai jald bazi sa kam lana hai kiun ka jab ham jald bazi sa kam lata han tu ham ko aksar lose ho jata hai patience ka sath ham trading kran ga tu fiada ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading business me fail hony ka reason

                      Forex trading main fail honey kaa main reason yehi hai k apki learning itni achi nehi hoti jitni k forex main kaam krny k liye chahiye us k ilawa ap ne itnaa achaa seekha nehi hota aur naa he practice ki hoti is liye ap forex main fail hotay hain binaa seekhay forex main kaam naa kry
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading business me fail hony ka reason

                        Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap n acha swal kia hai es min bht km log nkam hoty hun jo es business k bry min kmyyabi k ly knowledge r experience gain ni krty time pas krty hun senior members ki post ko theek treky se ni read krty
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading business me fail hony ka reason

                          jee bhai ap ne sahi kaha hmen market main inn honay se pehlay demo acount pe zyada se zyda practice karni chahiye jitni zyada hmari practice hogi utna he hum experince gain karn ge hmen chahiye k zyda knowldge k sath zyada tajurba hasil karen phir market main in hona chaiye
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading business me fail hony ka reason

                            trading business main fail honay k boht sare reason hote hai seb se asal reason yeh hota hai k new trader ko forex sikhnay ka step by step thik and easy nai milta jis ki wajah se wo khud akelay hi forex sikhte hai wo forex boht hard hoty hai trader forex k mushkal halat ka samna nai kar pate forex trading main fail ho jate hai is liay agar fail honay se bachna hai senior members k nichay kam karo step by step le lo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading business me fail hony ka reason

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Demo account ko use na karna hi fail hony ka reason banta hay bahot se traders yahi sochty hey key demo account me time zaya karny se acha hay key profit earn kia jaye magar ye etna asaan nahi, demo account ko agar ehmeyat di jaye to hi possible hay key traders real account me profit ko easily earn kar saken, otherwise demo account ko ehmeyat na deny ki waja se traders fail hi ho sakty hey.
                              Traders ke Forex trading market Mein fail hone ka sabse bada aur sabse main reason to yah hota hai ki traders Bina soche samjhe aur Bina market ko understand piyege trading karne lag Jaate Hain Agar traders planning kar ke aur proper tarike se kam Karen To Apne loss ke percentage ko bahut kam kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X