khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye
    member forex pay kaam kertay howay khud ko kbhi bhi perfect na smjhain kyun k learn kernay ka silsila to continue rehta hay or is silsilay main her aik member kuch new seekhta jata hay is seekhnay say expernce or bhi increase hota hay jo keh useful hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

    dear my friend ap ki bat sahi hya kay hum ko apnya ap ko bhi acha trwader nahi samajna chya iss say humover confidence ka sekar ho jatya hya or iss say hum acha profit gain kanahi kar patya .
    • #3 Collapse

      Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

      G belkul.hamai iss mai kabi be over confident nahe hona chaye agar ham iss mai over confident hongay aur khud ko har cheez mai perfect samjaingay to ham iss ko kabi be sahe say trade nahe kar sakaingay achai trading keleye zaroei hai ke ham iss mai normal.reh kar iss ko trade karai.
      • #4 Collapse

        Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

        g hna bilkul hamen confidence hona cahiye ke hum ache earning kar sakte ahin lakin hamen overconfidenct nhe hona cahiye ke hum he sirf is business main ache earning kar sakte hai to is le liye hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe khud ko esa na samjhe take hum kamayb ho saken
        • #5 Collapse

          Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

          Sar Pakistan Forex Mein Koi Bhi perfect trader Nahin hota hai aur expert trader Nahin hota hai lekin knowledge Hota Hai Kisi Ko to vah ismein profit Hasil karta hai lekin Har Kisi Ko Iske bare mein Achcha knowledge Nahin hota hai aur Har Koi ismein Kamyab trader Nahin Ban sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

            g han ap ki bt thk hy q k forex aij bhot bra business hy jisy hmain sekhny mn saloo kg jaty hn aur hmare learning kabi khtm nhi hoti hy is lia kabi over confidient na hn aur learning krna jari rakhin aur kabi b learning krna km na krin knowledge gain krty rahin market ko smny k lia hmain learning bhot zrori hy..
            • #7 Collapse

              Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

              Dear friend learning Karke Kuchh Na Kuchh sikhate Rahana chahie jitni Jyada knowledge increase Hogi utna hi behtar hai....
              • #8 Collapse

                Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                bilkul hume khud ko kabhi b perfect nahi samjhna chahye kyu k jab hum khud pay over confident ho jaty hain to hum dusrun ko kuch nahi smajhty hain aur hume is se loss b hota hai kyu k hume bahoot kuch nahi pata hota aur hum us k bawajood big lot ki trades open kar laity hain jo hume loss main lay k jati hai aur humara account b wash ho jata hai is se.
                • #9 Collapse

                  Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                  Jab b ap khud ko perfect samajhtay hain to ap overconfident ho jatay hain jo k ek trader k lye bohat dangerous chez hai. Kabi b khud ko perfect na samjhain aur hamesha khud ko learner samjhain ta k ap overconfidence ka shukar ho kar apna loss na karwaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                    sahi kaha hai aap nay dear. Forex ho ya koi bhi kaam kabhi bhi apnay aap ko perfect nahi samajhna chaiye kiyu kay jo loog apnay aap ko kisi kaam mai perfect samajhna shuru ho jatey hain wo apni learning aur knowledge ko stop ker laitay hain jiss say over confidence hojatey hain aur phir iss tarah ziada mistakes kertay hain. hamesha seekhnay ki gunjaish rakhni chaiye takay learning aur knowledge barhta rahey
                    • #11 Collapse

                      Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                      G dost thek kaha ap ne hame kabhi bhi khud ko perefct nahi samjhna chahiye forex me koi bhi perfect aur complete nahi hota is me wo he kamiyab hote ha jo is ko learn karta rahte ha aur khud ko improve karta rahta ha khud ko perfect samjhne wale kamiyab nahi hote
                      • #12 Collapse

                        Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                        G dear apny bht hi achii bt sahre ki hy k hame kbhe bhe perfcet ni hota koe nah koe kami rah to jati hy insan mem. Yahi bt forex k bary men ki jaye to kaha jata hy k forex men hamen ziyada say ziyada kam krna hoga kiun k koe insan perfect ni hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                          G han khud ko perfect nh samjhna chahiye theek kaha ap ny...insan khata ka putla hy kahin na kahin ksi na ksi jgah pay galti zar0r kar betha hy...forex main hamain chahiye k mehnat say kam karain or lalach na karain...bgair lalach liye hum forex main acha profit hasil kar sakty hn
                          $#@#i Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                            Bilkul theek kaha h ky koi bhe insan qabhi bhe perfect nhe hota h hum jb bhe bhut zyda unchaiu py phonchty h tu bhut zyda garor paida ho jta h or apny member py tanqeed karty h es trha ye qabhi bhe ksi ky sath nhe karna chey koi bhe perfect nhe hota h sab perfct apni mahnat ky sath bnty h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khud ko kbhi perfect nahin smjhna chahiye

                              koi bh insan perfect nh perfect sirf allah pak ki zaat hy hamen khud ko kam me perfect smjh k overconfident nh hona chahiye isse hmara loss ho sakta hy bal k hamen knowledge seeker hona chahiye hr step pe hamen kch a kch seekhny ko milta hy jisse hmary knowledge me izafa hota hy seekhny k liye tu sari zindgi kam hy isi trah hamen forex ki update k bary me knowledege lety rehna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X