Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai
    Dear friends assalamualaikum forex market Mai kuch traders aisay hai Jo loss ke waja say khouf zada hotay hai aur isse khouf ke waja say wo agla trade nahe laga patay hamai chaye ke iss ko ache tarah say seekai air ye zehen Mai rakay ke iss Mai loss har kise ko hota hai loss ke khouf ke waja say trade karna na chorain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

    Han g main apke baat sa agree karta hon kh hamy jb bhe traeding karani ho ge to confuse ho kar na kary balkey hamy cofidance ka sath treading kary mara aziz members ya aik business hy es main loss our profit to hota he rehta hy to hamy loss sa khifzada ni ho jana chaheya
    • #3 Collapse

      Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

      Gee haan loss say khoufzada ho Kar aap ko trading karni nahi chorni chaiy Aap ko confidence ka sath trading karni chaiy or acha profit hasal karna chaiy agar aap loss ka khoufzada ho Kar trading chor datay hai tu aap trading nahi kray gay tu profit kasay hasal kray gay
      • #4 Collapse

        Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

        Dear my friend ap ki bat sahi hya kay hum ko loss kay der say treading nahi chodni chya qu kay hum ko ake dafa ya do dafa loss ho ga iss kay bad hum iss say acha profit gain kar saktya hya iss liya hum ko zada say zada mahnat karni chya achi say achi treading karnya may.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

          gee han lose se khofzada ho k trade open nai krni chaiye agr ap ko is business main kameyab hona ha tu phr ap ko is main acha se acha work krna hota ha jitna acha work krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

            G belkul app sahe keh rahai hamai kabi be iss mainloss honay ke waja say trade karna nahe chorna chaye balkai hamai chaye ke iss market ko sahe say analyse karai aur trade karai agar ham iss ko sahe say trade nahe karaingay to loss karaingay hamai issko chorna nahe chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

              Dear friend Business mein loss to hota hai confidence se trading Karni chahie market Mein Achcha trend find Karke trade open Karen..
              • #8 Collapse

                Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

                ForeX TraDing MAIn KhofZadA HoKaR TradINg KaRnA ChOr DeNA ChHAye Aur Is Main AchI TRaDing KARna Chahye HameN ChHhyE Kee Ham Is Main Kabhi BhI JaLd BazI Na KArEn To Hi Ham Is MAin Aok KamYab TRadEr Ban SakTe Hain ISI Liye KaBhi KhOfzaDa No HOn
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

                  loss se ghabrany ki bajaye humy loss se seekhna chahiye loss se ghabra kr trade chorrnay waky kabhi achay trader nehi bun sktay humy loss se ghabrana nehi chahiye loss se seekh kr hum achaa sabaq hasil kr sktay hain aur future main loss se bohat bch sktay hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say khoufzada hokay trade karna na chorai

                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy agree karta hon forex trading m aksar hamy loss ho jata hy jis ki waja sy ham himt har jaty han or dobara trading krty hoay ghbraty han jb k hamy apni mistakes sy sekhna chaiy or ghbrany k bjaiy un sy sekh kr trading krni chaiy forex aik profitable business hy ham is m mehnat kr k acha profit hasil krty han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X