Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.
    Forex trading aik bohhot he challenging business hai aur iss mai zaroori nai ke traders mehnat kar lain ya acha knowledge gain kar lain tu woh lazmi toor per tradign mai kamyabi hasil kar lain gaay.
    Kafi dafa bohot he mehnat karnay waly traders , aur bohot he ziada knowledge waly traders b forex mai kamyabi hasil nai kar patay hain , iss ke waja yahi hai ke tradng mai bohot ziada patience aur emotions per contorl chaiye hota hai aur ager traders kay pass patience aur emtions per control na ho tu phir beshak jitna b knowledge aur mehnat ho trading mai kamyabi nai milti ahi .
    iss liye maire khayal say Trading may mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

    g han bhai jan apki bat bilkul thk hai k ager ham trading k bary men knowledg rhkty hain to hamen chye k ham just knowwledge per he grro na kren balk us knowledge ko qeemti aor apnay liiye fada mand bnay kaily chye k ham apnay jazbat ko bhi control kren ager ham apny jazbat ko control kren gy to zroor ham is men kamayb ho sakty hain.is liiye hamen chye k ham apnay jazbat ko bhi trading k doran control kren aor mhnat bhi kren to ham acha profit hasil ker sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

      G han dost ap theak kha raha han lakin main ap sa khana cahta hu ka forex main loss bhi hota rahta ha orr profit bhi ataa rahta ha iss lia manaat Marin orr himat na hara Karin orr apna jazbaat pr kabuu rakha Karin ap zaroor iK din kamyab ho ga iss manaat kro orr picha mat hatna
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

        G dear ap ne bhot hi ache bt ki he ke pakistan forex me ak acha trader banana keliye sirf knowledge or hardwork ki zarorat ni hote balke hme apne emmotion pe bhi control karna sekhna chahye tb ja ke hm ak ache trader bn sakte he or hme pakistan forex me sakon ke sath trading karne chahye kioke agar hm jaldbazi karte he to is se hmara accont wash ho sakta he or hme loss bhi ho sakta he
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

          Buhut ache Baath ke hay aap nay hum sab mehnath our Lagan par zor dy rahay hay lekin sab say zaroori cheez trading may kamyaabi k liay ye hay k hamaray emotions hamaray control may ho our hum jithna be kaam karay our jab be trading karay tho emotions ko control may rakay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

            G me apki bat se agree karta hun ka forex mai apni mehenat aur knwledge ka sath sath apny emotions par bhi control hona chahiye keunky baaz dafa hum kafi bari lalach ki zad me aa ka apna bohoot ziyada nuqsan kar bethty hain keunky forex emotions ka nahi experience ka business ha.
            Jazak ALLAH ツ
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

              G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais trading kar rahy hai to hum ko ais mai mehnat karni chyae agar hum ais market mai mehnat kary gay to hum ko ais mai experince k sath sath sabar ki zarort hai agar hum ais market mai sabar k sath kaam ni kary gay to hum ko ais market mai los ho sakta hai kun k ais market mai hum ko aram k sath kaam karna parta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                g han bilkul forex main humary pass knowledge aur mehnat karny se he hume sub kuch hasil nahi ho jata hai kyu k agr hum emotions pay control nahi kar skaian gay to hum loss main jaian gya aur humara account b wash ho jaye ga aur humari sari mehnat b zaya jaye gi is liye hume apny emotions pay b control rakhna chahye taa k mehnat zya na jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                  hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                    hamy dil laga kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak online or kabe be band na hony wala busiens hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar km kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                      Ham logon ko apni trades me skills ka develpment karna bhi important ho jaat ahai. Jin trades logon ke paas me trading ko karne kel iye sahi tarah ki skills hone lag jaati hai tab wo log jyada income bhi bana sakte hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                        My dear forex friend agr ap mehnat or lgan k sath kam krty haien or acha experience or knowledge bhi hasil karty hein to is k sath sath humy trading m apny emotions per bhi kabo rakhna chahiy or is k bad hum kamyab trader ban skty hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                          Mare khyal sa forex kisi kamyab tarders sa madad hasil karni chahiya kyun ka bina kisi ustad ka admi kii kam ka naheen hota madad zaror leni chahiya .
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                            Forex mn knowledge r experience ky bad bhi kabhi kabhi hmy loss ho jata hy leken us loss ky bad hmy emotions per control rakhna chahy r over trading ni krni chahy rules ko follow ker ky hi trading kerni chahy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai mehnat , acha knowledge he kafi nai emotion control b lazmi hai.

                              agar hum forex trading khud se sikhte hai toh usme kaafi time lagega par hit and trial karne k bad kafi kuch sikhne k liye milega agar trader trading plan or trading journal follow karta hai, or agar trader kisi ki help leta hai kisi skillful teacher ya experience teacher ki toh definitely kam time me jayada learning ki ja sakti hai or woh mistake nahi repeat karega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X