Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha
    Hello dear members Quran b bhi yehi kha gya ha k insan utna he hasil kr sakta ha jiski wo mehnt krta ha r esa he ha agr koi trader forex m mehnt krta ha r dil sy mehnt krta ha mtlb k knowledge hasil krta ha learning krta ha practice krta ha to wo expert bn jata ha forex m r esy experts forex m bht ziada earning krty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

    g han bhia jan hum jis kam ky ley mehnat karty hen hamen us kam ke kamyabi zror milti hamen agr forex men kamyabni hasil karni hy to hamen chaia keh hum forex par zeada sy zeada tome den jitna cha time den gy forex ko hum utna he acha bonus hasil kar saken gy forx men mehnat karny wala he kamyabi hasil kartta hy
    • #3 Collapse

      Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

      Gee haan insaan ka Lia wohi kuch hasaal krta hai jiss ka Lia wo mehnat krtay hai tu uss ko kamyabi hoti hai jiss kaam meh mehnat nahi kro gay uss say kamyabi ki umeed nahi rhkni chaiy aap mehnat nahi kray gay tu kamyabi kasay ho sakti hai aap ko iss Lia mehnat kro jiss kaam mein usi say umeed kro
      • #4 Collapse

        Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

        Ji bhaijaan aapane bahut hi pyari baat ki hai ki insan ke liye vahi coach hai jiske liye vah mehnat karta hai to Ham ko jyada se jyada mehnat karni chahie aur acchi acchi quality ki posting karni chahie jitna achcha ab knowledge share karenge posting kesari hai utna hi achcha aapko bonus mil sakta hai aur aap accha profit Le sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

          G han my dear forex members ap ny bilkul theek kha hy jtni koi mehnat karta hain to isi hisaab say phal milta han or sab say bari bat ya hay kay mehnat to har kamyabi kay lay krni parti hain jo chahty kay voh kamyab ho jay to mehnat kary
          • #6 Collapse

            Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

            Bhaiyon doston Yahi par theek hai ok Forex trading yah Kaisa business share Karke Hamen Kaise profit Mein bachat Hoga bhai ismein bahut mehnat ka jarurat hai bhai Amala Paul Allah Pak se Dua mangna Kyunki main bahut hi ismein bahut hi argent Dega bhai
             
            • #7 Collapse

              Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

              Bhejo doston Yahi Baat theek hai Kyunki Forex trading Mein kaise fayda hoga isliye bahut mehnat Hai vah Duniya Ka jo bhi kam Karenge Haan Maine se Hoga bhai Kyunki main bahut hi Duniya ka sabse behtreen business Forex trading or Pakistan ka sabse bada hit sabse alert in business Forex trading of Pakistan yah Duniya Re Duniya ka sabse behtarin aur sabse top 10 business
               
              • #8 Collapse

                Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

                Yes mehnat mtlb try kren ge to he kuch pa sken ge na wrna kuch kiye Bina try kiye Bina khud se he kamyab kese ho skte Hain jub kuch kren ge he nahi to kamyab hone ke liye mehnat try krna prta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

                  g haan insaan k liye woh hi kuch hai... jis k liye woh yahan mehnaat karta hai... magar agar woh mehnaat se sath good hopes aur positive thinking bhi rakhe toh woh insaan woh sab hasil kar sakta hai jis ki woh yahan talab karta hai... magar is k liye sab se zayda soch achi honi chaiye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

                    dear sister bhot ache bat kie hey apnay kah insan jitni mahnat karata hey usko utna e faida hota hey..agr hum Forex min zada mhant karaty hyn to hum bhot zaida faida hasil kar sakaty hyn agar hum Forex min mhant say kam nhi karaty hyn to hum kabhi bhi kamayb nhi ho saktay hyn..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Insan k leay woi kuch ha jisky leay wo mehnt krta ha

                      G han dear ap thek kah rahi hain, insan jis chez ki bi koshish karta hay usay hasel kar leta hay esi tarah forex trading main jo trader koshish karta hay aur forex ko learn kar leta hay woh kamyab ho jata hay aur achi earning kar leta hay but jo trader learning ki koshish hi nai karta woh kabi kamyab nai ho sakta.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X