Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar den?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar den?
    Dear friend and my dear forex members umeed karta hn ap sb khairiyat say hngy aj ka jo mera sawal hy wo yeh hay k ham forex buisines men jo apnay threads karty han kaya ham 4 thred ik hi sath kar sakty han kaya iska faida hy ya ham munsib waqfoun say thred karen ziyada faida hoga kaisy treeka kaar karna chahiy hamen threads k bary men.???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

    dear is main koi masla nai ha hum eik sath 4 thread be open kr sakte hein hume is main acha work krte rehna lazmi hota ha hume is main daily emotional ko control kr k kam krna hota ha jitna acha work krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

      G H member jasa kah ham jantay hay kah forex ak acha international online business hay jo bayrozgar logo ko acha rozgar muyasir kerta hay forex main kam ko bakadgi say or ahtiyat kay sahth serinjam dayna chy Th kh hamin ziada say ziada bonass hasil ho sakay or as say hamin bahot ziada profiat hasil hota hay g ha forex main threading ko 1 shtah nahin kerna chay balkha vakfy kay sahth kerna ziada best ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

        Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hay ya 4 thread 1 sath kar dain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main tradinng kerny ky sath sath threads bhi kerty hain too ya aap ki Marzi hay ky aap threads aak sath kerain ya pher aak aak ker ky.
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

          Dear mere khyal men is men koi problem Ni Hai bs hamen dekhna chahye keh ktne log active Hain threads krte waqt qk hamen jtne zyada log hn ge utne he thanks Mel skte Hain r hamen Jo problems paish arahi ho ge uska Hal bhi de skte Hain bs quality ke threads honi chahye
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

            Dear brother me tu ek sath 4 thread karta hon kui k en sy ye faida hota hai page pe apk thread ek sath hoty hen aur jo log apky ek thread pe reply dety hen unko apky aur thread sath hi mil jaty hen aur wo un pe bhi reply kar dety hen es sy apko zyada thanks milty hen aur har reply karny wala apk 4 thread pe reply deta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

              Ye apki marzi hy aik sath karen ya waqfay sy karen
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                AOA! dear friends kasy han ap log brother ap na pocha ha k aik wqt main sari threads ker dani chahiay ya thory thory waqfy se kerni chahiy ji hn threads aik wqt main creat nhi kerni chahiay bulqy threads kerty hoay waqfa hona zarori ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                  Dear ye Koi itna Bada ishu nahin hai agar aap Forex forum per kam karte hue 4 threads ek sath bhi laga lete Hain to Koi aisi baat nahin hai lekin hamen form per posting karte hue apni posting ko session mein karna chahie vah hamare liye jyada faydemand sabit ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                    Forum per threads mein waqfa hona bahut zaroori hai aur aik sae doosray thread kay dermayan 30 second ka waqfa hona bahut zaroori hai agar aap 30 second ka waqfa nahin dain gay tou aap ka thread ya post submit nahin hoon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                      dear member yun hi kaam kertay howay mshwara lena aik best habit hay or is habit say na sirf experience increase hota hay blkay kaam kernay ki quality bhi improve hoti hay posts aik sath bhi ki ja skti hain or gape say ki jaain to bhi sahi hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                        ager thread mein munasib waqfa rahk dein to bhut hi achi baat hy ik sath to sir end py hi ho sakty hein ager ham thread phly ker lety hein to just hamri 10 posts hoti hein agy ni kerny dety esliy apko munasinb hoga khe ap 20 posts ker 2 thread or phir next 20 kerk 2 thread krein is sey thanks ki rftaar bhi achi rahy gi or kaam bhi sahe rahy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                          My dear friends forex forum of pakistan business main humain threads aur posts ki aik limit di jati hai 50 posts aur 4 threads hum yeh limit 24 hours main say jab chahain poori kar sakty hain hum 4 threads aik sath create kar sakty hain aur waqfy say bhi kar sakty hain forex main ap jab bhi threads karain ap ki threads authentic honi chahiay aur acha knowledge hona chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                            Bhai jaan Guri Nahin Hota ki aap ke sath shadi Karenge Aaj jodkar set karen to Aapka Jaise Dil Kare aap Aise third Kare lekin daily basis per aapko Jarur Jarur kar dena chahie aur aap ko chahie ki Agar aapke pass time chart ho to aap ek time mein chat site create kar dunga time jyada ho to Aap Ki Marzi hai ki aap 4 ekatthe karna chahte hain yah bich Mein Kuchh time ka waqf dekar ek ek Karke chat karna chahte hain Soye aapke apni Marji
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex men thread men munsib waqfoun ka hona zarori hy ya 4 thread 1 sath kar

                              Forex forum per kam karte hue bahut jaruri hai ki aap rules ko follow Karen tabhi aap is form per success hasil kar sakenge agar aap is form per thread se create karte Hain to vah behtar hai ki aap apni threads ko do session mein complete Karen is kaha aap accha bonus hasil kar sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X