Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey
    AOA,
    Pakistan forex trading business ye wo business hy jo poor people hen un ki life ban gaya hy ye Ghareeb logon kalye Aik Gift sey kam bilkul Nahi Ghareeb log yahan acha work kar k acha bonus hasil kar zakty hen ki dly ap sab bhai mjhe apni think iss bare men share karen forex k bare meien itna zyada mghy koi experience Nahi Kindly help karen mein ap k jawab ka Muntazir hon..????????
    thanks brothers
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

    dear friend forex trading poors peoples k liay bahot achhi operteunity ha aisay ghareeb log jo investment kr k koe business naen kr sktay to woh forex trading join kr k baghair kisi investment k bhi forex trading sa bahot achhi earning hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

      Han g drar aap na bhoot achey baat ke hy kh ya jo forex business hy poor logo ka ka loa bhoot acha hy es main jo poor log hain apny ghar baith kar sakoon sa bhoot achey ranng kar sakty hain to hamy in poor logo ko es forex par invite karna chaheya ku ka poor ka pass barooz garey bhoot hoti hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

        Dear brother wesay tu forex trading sub ka business hey jiss men her koi kam kar sakta hey lekin yeh poor family k logon k liay bahut hi acha source of income hey agar hum apnay nazdeek ghareeb family k logon ko forex trading men la kar achi learning aur knowledge provide karen tu woh mehnat kar k achi income hasil kar saktay hen aur phir apni family ko achi maali support provide kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

          Ji aisye he bat hai kiyu kay ghreeb logo ko job bhi ni miktye hai jab kay wo achye eduction bhi hasil ni kar saktye hain kiyu kay un kay pass paisye ni hotye hai na tu un kaliye bhut he zabardst busniess hai ye tu es oay humain kam kar laina chyev
          • #6 Collapse

            Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

            W salam dear, ap thek keh rhay hain ferex aik popular aor profitable business ha es ye poor logo kaaliye bhot hi ziyada benificial ha, ghareeb log es main hardworking kr k apny ap ko settle kr sakty hain, apni berozgaari ko khtam kr sakty hain aor apni family ko bhe support kr sakty hain lehaza hm ko chahye k hm knowledge aor experience k sath trading krain aor kamyab trader banain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

              Ji ha my dear brother aapane theek kahan hai Pakistan forex poor logo ki Zindagi Ban gy hy or sub log Pakistan forex form Mei Kam kar ky achay earning hasal kar rahy hy wo sub app ki manit pr depend kartay hy aur garib log yahan achcha se achcha work karte hain aur achcha bonus hasil karte Hain unki life settle ho gayi hai isliye forex ek bahut hi accha aur international business hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading ek aisa business hay jis say poor people ki life ko khush hal bana deya hay q kah bahut saray poor people without investment pak forum say bonus hasel kar k trading kar rahay hain aur achi earning kar rahay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                  Main apki baat say agree kart hun dear friends forex ik aysa bussiness hai jis nay poor peple ko kaafi ziyada sport kiya wa hai forex trading poor peple kay liye khusgawar zindgi guzarny ka zeriya hai jis saay wo apki real life ko guzarny kay liye kaafi acha hai so apko chiye kay forex main ziyada say ziyada achi trading karyn or apni life achy say guzaryn..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                    G dost ap ny bhot hi achi bat ki hy kh forex poor people kyliy ek bhot bara source of income aur in kyliy khushhali ka Mojab hy es M log without any investment bhot achi earning kr skty hy es M bra faida yeh hy kh es M koi time ki limit ni hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                      g han dear bhot ache bat kie hey apnay Forex kay about...Yakeenana Forex aik bhot acha business hey aur yah aik bhot acha gift hey un logoun kay lia jin kay pass koi job nhi hey aur un logaoun kay lia jo ghreeb hyn..Forex min kam karnay say apni life ko change ki ja sakta hey..
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                        G dear member ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k yeh forex pakistan ghareeb logoon k leiye eik khushhaali laney wala business hai aur who es mein kaam kar k apney halaat badal saktey hain aur es mein kaam kar k khushhaal ho saktey hain aur apni zaroortein pori kar saktey hain aur apney khawab porey kar saktey hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                          Haan bhaii sahii kahan hy apny ager kch log jo apny kharchy pury nh kr skty to is k leya humy chahiye k hum log iss mn trading kryn or earning kr k apny khrchy bh pury keryn or apni family ko bh support kryn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business poor people ki Khushgawar Zindagi hey

                            g han pakistan main bahut se ghareeb log hain or parhe likhe bhe hain to ab yeh business un members ke iye bahut he ache opportunity hae jis main hum kam kar ke is main ache earning kar sakte hain to ham ko cahiye ke hum is main mehnat karen or baqi sab ko bhe is main in karen take hum is main kmaayb ho saken

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X