forex main kabhe give up(himmat) na haren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kabhe give up(himmat) na haren
    forex business main bahut se ups and downs ate hain lakin hamen kabhe bhe is business main give up nhe karna cahiye q ke kuch members hote hain jo ke start main he mayos ho jate hain to un members ko cahiye ke wo is business main ache mehnat karen Allah un ko uske mehnat ka phal zaror de ga inshAllah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

    hum is mehnat se kaam karna ho mehnat ka agr loss hota hy tu hum ko himat nhi harni ho gi trading full time bhi hy aur part time bhi hum ko forex mein mehnat se kaam karna hota hy mehnat karain gay tu learning knewledge hasil hum agr acha kaam kartay han tu hi kamyab ho gay sekhna cahiye phr market ki samjh aati hy learning k laiye informition zarrori hy knwledge
    • #3 Collapse

      Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

      g han forex mn himat nhn harni chahiye agr forex mn loss hota hy to esko achy tarekay sy face karna chahiye or himat nh harni chahiye...khob mehnat karni chahiye hamesha mehnat ka sila acha hi milta hy...or Allah pak b mehnat karny walon ka hmesha sath detay hn
      $#@#i Khan
      • #4 Collapse

        Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

        Himmat buht sy log forex mn har jaty hn jjub loss hota hy r loss unhy apni mistakes ki wja sy jo wo learning na hony ki wja sy krty hn r nakam hoty hn pehly learning lazmi krni chahy trading sy hm
        • #5 Collapse

          Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

          Forex mein jab bhi loss hota hai mistake se hota aur hum ko knewledge ko a ziada karna hota hy forex aik buht acha business hy is mein mahnet zarrori hai knewledge aur experience is laiye zarori hai tu hi ziada post kar sakte han aur poast ziada kiok learning se earning hoti hy learning zarori forex main achi skills ka hona zarrori hai hota hai aur hum ko mahnet se hi sab kuch hasil kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

            Asalam-o-alikum dear apny sahi kaha hy forex mein jo himmat har gaya wo nakam ho jata hy , loss sy darna nahi hy loss to hota rehta hy humy mehnat aur himmat sy forex mein kam karna chahiye tab he hum forex mein kamyab ho sakty hain , loss any par kuch members forex ko giveup kar dety hain asa bhi nahi karna chahiye balek dat kar mokamla karna chahiye ...
            • #7 Collapse

              Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

              forex aik lgal busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hin or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kr is mai kam kar sakty hain yai aik uinique buines hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

                hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy is mai hiamt sy or saber sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                  forex business main bahut se ups and downs ate hain lakin hamen kabhe bhe is business main give up nhe karna cahiye q ke kuch members hote hain jo ke start main he mayos ho jate hain to un members ko cahiye ke wo is business main ache mehnat karen Allah un ko uske mehnat ka phal zaror de ga inshAllah
                  Forex trading Mein a solutions Hote Hain Jo Hota Hai Aur vah FIR t-shirt hokar training karna Chhod Dete Hain Agar log is business se decide Na Ho mistakes se learn Karte Rahen to bahut Achcha kam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

                    koi be business jab ap start karte ho to start main apko pryshani hoti hai mushkalin hoti hai jis se ap mayoos hone lagte hain is lia apko kabhi be give nahi karna chahia apko again again try karna chahia jitna try karo gy utna hi fyada ho ga forex main himmet har jyo gy to ap seakh nahi sako gy. keyon forex unk lia nahi hai jo himit haar jaty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kabhe give up(himmat) na haren

                      Han g bilkil asa hi ha humy forex ma kia ksi bhi jga ya platform pa kabi bhi give up nahi krna chaya agr hum give up krty han tu ya hamri naqami hotinha humy chaiya ky hum forex pa mehnat kry or acha kam kryn taky isky badly hum ak behtreen trading krny ka moqa mily or hum ak best tradet ban jy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X