copy pasts ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    copy pasts ka nuqsan
    hamy posting ky doran copy pasts nahi karna chahey hamy loss ho jy ga hamy loss ko ktme karny ky liye copy pasts ko katem karna ho ga hamy apne kam kud karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai free accoutn bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee busnes hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: copy pasts ka nuqsan

    G ha member ap jantay ho kh forex trading ak acha international online business hay jo bayrozgar logo ko acha rozgar muyasir kerta hay forex main hamin apnY kam ko bakadgi say or ahtiyat kay sahth serinjam dayna chy Th kh hamin ziada say ziada bonass hasil ho sakay or as say hamin bahot prifiat hasail ker saktay hay forex main hamin kasi ki capi nahin kern ichay as aay hamary thank kat jatay hay.
    • #3 Collapse

      Re: copy pasts ka nuqsan

      Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap n acha swal kia hai k new member kia kam krty hun forum p copy kr k likh dety hun un ka nksan kia hota hai k accunt bnd ho jta hai bndy ki pory month ki mhnt zay ho jati hai
      • #4 Collapse

        Re: copy pasts ka nuqsan

        copy pasts ka nuqsan ya hota hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain lykeen sath main aap copy paste bhi kerty hain iss liay aap ko achi earning bhi hoti hay iss say aap ko bara loss bhi ho sakhta hay aap ka account bannd hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: copy pasts ka nuqsan

          G hain bhai jan ap ny bilkul theak kahy rhay hain pakistan forex forum main jab ap copy paste karty hain to ap ko ap ki posting ki quality achi nai rahty avar posting ki quality achi nai ho ge to ap ko bonus osy kay matabaq hasil hota ap ko bonus kaam hasil ko ga tab ap yrafing osy ky matabaq karty hain
          • #6 Collapse

            Re: copy pasts ka nuqsan

            salam dear ao ko pata he ky cooy past karna galt he ku ky subh apni post kary or dusry ky post ko copy naa kary
            • #7 Collapse

              Re: copy pasts ka nuqsan

              hamy copy pasts nahi karna chaehy hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum earning gain kar skay gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe mil jy ge forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala acha or real business hain
              • #8 Collapse

                Re: copy pasts ka nuqsan

                hamy kise ke copy nahi karne chahey hamy apna kam kud karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal busiens hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: copy pasts ka nuqsan

                  Dear aap sub ko aik baat zehan mai rakhni chaiye kay pak forex forum kay rules copy paste kay barey mai bohat sakht hai. Copy paste kernay say members kay account bann hojatey hain. Kiyu kay ye direct aik cheating hai. Agar copy paste say kaam kia jaey ga tou account bann ho kay dobara open bhi nahi ho saktay hain. Members ko apni learning barhanai chaiye na kay cheating kerni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: copy pasts ka nuqsan

                    Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein achi quality wali posts share karni chahiye jis se hum acha bonus hasil kar skte hain our forex main hamein copy paste threads our posts se bachna chahiye jis se hamari pots our threads delete ho sakti hai our hamein loss ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: copy pasts ka nuqsan

                      Copy paste naa kry is se memebrs ko kuch faida nehi hoga khud se likhy apna experience aur knowledge share kry kisi kaa knowledge experience copy kr k agay forward naa kry is se naa apko faida hoga naa readers ko is liye kuch neyaa share kry kuch achaa share kryy
                      • #12 Collapse

                        Re: copy pasts ka nuqsan

                        Jo log apny dosry friends ki ki hoi post ko copy kr k apni post m past krty hein on is trah s on ko koi faida nhi hota or on ki y post delete ho jati hy is liy copy paste s bachien apni post write karen
                        • #13 Collapse

                          Re: copy pasts ka nuqsan

                          g bilkulhamen is ammly main kuch bhe copy paste nahi karna cheye khud soch smajh kar he post karni cheye
                          • #14 Collapse

                            Re: copy pasts ka nuqsan

                            Hello frndz...copy paste krny sa hmry knowledge m izafa nai hota...or isy hmra comment delete b ho skta ha...or isy bonus b kam milta ha..is liya hmy chaiye k copy paste ko chor kr forex sa related knowledge ko share kry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: copy pasts ka nuqsan

                              Dear yahan pe apki post ka asal concept kuch aisa kh sakta ho kh yeh ak acha forum ha jahan se hum bouns gain karte hain aur jo b post karta ha humien chahie kh oski post ko copy paste na karien ic se sab se bara nuksaan yeh hoga apka account banned ho jay ga aur bouns b ni mile ga aur sath sath apka real account b banned ho jay yahan ak hi account chalta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X