New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New commerce Lot size kam se he trade shuru karden
    Aslam O Alaikum Dear Friends
    Dears New commerce ke liye behtar se behtar advice yahi hai hai ke wo Forex me trading.start karden or bine daray or bina khouf lot size kam rakh kar trading start karen or lalach kabhi na karen or ALLAH PAK ma naam lekar kaam shuru karden ALLAH PAK par yakeen hai kamyabi.hai humari Humara RAB HUMARE LIYE behtar he karega ameen:1f331::1f339:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

    Ji dear ap ne bht he acha mashwara dya Hai beshak trading ek risky business Hai lkn AGR hum ne forex ko join Kya Hai to hamen yeh risk Lena pare ga .acha hoga pehle demo pe practice kr Len phr small lot se start kren bara risk na Len to faida hoga
    • #3 Collapse

      Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

      hamy ache lot laga kar forex mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha munafa kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky is mai mahnet sy kam karna ho ga forex aik legal busienss hian
      • #4 Collapse

        Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

        wa alikum slam yess ap nay bhot he achi bat ki ha humay chia kay hum her hal main khud ko kasay kamyab krna forex main to humay sb say phaly apna seniors ksay sath rha kr kam krna ho ga aun say ideas lenay hon kay market ki moving or kab kay krna ha or kam kya krna ha tab ja kr achay trader ban jay gay
        • #5 Collapse

          Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

          Walikum Assalam g ap ne acha advice kia hai risk to trading ka part hai mager hmy is se ghabra ker aesa na ho k trading start hi nan ki jay hmy chahye k pehly demo account per practice ki jay r phe small size se trading start ki jay ta na lot size se werna is se hmy loss hoga
          • #6 Collapse

            Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

            Assalamu alaikum ji han forex trading mein jo new investor hai unko chahie ke wo trade chhoti lagaen kyunki sometime badi trade lagane se hamara account wash ho jata hai kyon ke new Kamar ko experience nahin hota isiliye chhoti trade lagakar prophet hasil Karen
            • #7 Collapse

              Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

              YeS NeW MemBeRS Ko KAm LoT SIze Se WoRK StaRt KaRnA chAhYe ApnE BaLaNce KO DekH KaR TarDing KarNa ChahhyE JaB HaM Is Main ApNe BaLAncE Ke MiqDar Se TRaDing KarTe Hain To Is MaIn Se HameN zarOOr FaIda HOta HAiN Isi LIye MaXimm LoT SiZe Use KaRna chHHAye TO Hi HaM iS Main KaMYab TraDer Ban Pa
              Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
              :1f4af:
              • #8 Collapse

                Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

                New comers he nehi balkay sub traders k liye zroori hai lot size rkhty huwe khyaal rhy k ap pehly money management ko smjh le aur lot size itnaa rkhy k loss ki soorat main apka account wash naa ho is liye money management ko seekhay yey bhi forex trading ka hissa hai
                • #9 Collapse

                  Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

                  agar hum forex mai new hain to hamy posting karne ho e hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum ismai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary y to hamy siraf loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

                    Jaisa ke new traders ko experience Nahin Hota To unko minimum lot size Se Hi trade shuru karna chahie. minimum lot size istemal karne se Unka account b safe Rahega aur unko experience bhi ho jaega. Jab experience Ho Jaaye to phir beshak vah bari lot bhi Laga sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: New commerce Lot size kam se he trade shuru karden

                      Forex trading mein newcomers ko kabhi bhi 0.01 se badi Laut nahin lagani chahie. Kyunki ek to unke pass experience nahin hota aur dusre unke account mein balance bhi bahut kam hota hai. Jiski vajah se badi lot unke account ke liye dangerous ho sakti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X