Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?
    Jab hum real account mein trading lagne wale hote hain to hum ko sub se phile kin cheezo ka khiyal rakhna chahe. market ko kase check karna chahe . market up and down kase check krain. yani k los na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

    Forex mein aap ki trading krana ka Lia soch samaj Kar trade lagay gay tu aap acha trade lagay gay aap ko sabar ka sath wait kray gay tu aap ko acha profit ho ga agar aap jald bazi mein trada open kray gay tu aap Galt trade open kray gay tu aap ko uss say loss ho sakta hai aap ko market analysis Kar ka trading karni chaiy iss say bi aap achi trading Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

      Dear friend BHT he achi information share ke Hai ap ne.agr hum new members Hain ya seniors in chezon ko trading ke waqt lazmi zahen men rakhna chahye qk trading ek bht he riski business Hai AGR isko proper strategy se na Kya jae to hamen loss bhi uthana par skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

        Dear members agar ap chahty hain k ap forex main profitable trade laga kar acha profit hasil karain to ap forex main trading karny say pehly demo account per achy say practice karain aur jab ap real account main trading karny lagain to sab say pehly analysis karain analysis main hum markeet k up and downs ko daikhty hain k markeet kaisy flectuate karti hay is k baad hum news ko read karty hain agar hum news ko achy say understand kar k trade lagain gay to humain 100 percent profit hoga
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

          Trading kerty waqt hmean boht se batoon ka kheyal rakhna chye hmean chye jb hm trade kerin to apna mind ko hazr ker ke kerin hmean chye jb hm trade kerin to phly market ko analyses ker ke hm jb b trade kerin Profit ke omead ker ke kerin jb b trade kerin apny senior se poch ker kerin jb b hm trade kerin apny knowledge or experience se kerin
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

            Trade Continue kerto huey hamari yeh koshish honi chahiay ky jab hamara loss aik limit ko cross kerny lagy tou hamain apni trade loss main hi close ker leni chahiay agar ham apni trade ko loss main bhi run kerty rehty hain tou ho sakta hai loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jaey aur phir hamary pas trade open kerny ka chance hi na ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

              Jee hain hum iss main jab be trading karta ha toh market kah iss main acha knowledge hona chaiye humera pass iss main acha experince iss main hona chaiye or humain iss main trading karta waqat has tor pr market kah dehan rakna parta hain humain or humain iss main zada sy knowledge bana kar chalna parta hain tabhi hum iss main kamaiyaab ho sagta hain or iss main agye jaa sagta hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                G m apki bat sy agree hon. Hmy hr step soxh smj kr lena chea jld bazi nh krnii chea nuksan hota hy hmy..hmy apny kam pr full focus krna chea
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                  Assalamu alaikum janab aapane bilkul khet kahan hai mera knowledge karta hai ki aap se trading Karen aur currency ko madhya najar rakhen currency ke mutabik trading Karen aur apne ustad aur teacher kesari trading Karen sabse jaruri baat hai,
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                    Forex business mein agar Ham kamyab Hona chahte Hain to bahut jaruri hai ki ham Jab Bhi Koi trade open karen to hamesha yah aukat ko acche se analyse Karen aur iske sath hi sath proper tarike se market ke friend ko dekhne ke bad hi koi trade open Karen tabhi Ham ek successful trader Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                      trading karty wakat app ko bhut say cheezon ka khyal rakhna parta hy jesa keh lot size aor market price ka ptaa hu phir ap ko trading karni chaye aor phr aa jata graph say dekhy price up down kesi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                        Trading krtay time hamay friends bht say factors ka khayal rakhna parta ha jin may sb say pehla factor ha lalach or doosra factor ha jald baazi kyn k jo log lalach or jald baazi may a k trade krtay han wo log wrong decision making kr jatay han or un ke wrong decision making ke waja say unki trade fail ho jati ha or unay loss bear krna parta ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                          G ap tek kh rhy hian. Hmy forex m treading krty tym bht zeda bato k khyal rkna zrori hota hy. Qk is m hmary mhnt shamil hoty hy 1 glt kam hmary mhnt waste kr deita hy. So focus on ur best wrk
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                            forex ma trading krny k lia hamy is ma pahly is ko achi tara learnkrna ho ga tb ham is ma kamyab ho sakty han ya ak bohat acha business hai jis sy ham achi earning kr sakty han ya ak bohat acha kam hai is ma hamy apny rules ko follow krna ho ga tab ham is ma kamyab ho sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karte waqt humain kin cheezun ka khiyal krna chahe?

                              trade krty va hum jin chezzon ka khyal rkhana chaiya wo cheezyn ya han ky sab sa phly humy is forum k bary ma experience or knowledge hasil krlyn jab humry pas ya cheezyn hoti han tab hum confidence k sath real account pa trading krskty han or is trha hum achy trader ban jaty han
                              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                              PLEASE VISIT HERE

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X