Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ky trend ka kasy pta chlta hy??
    Market ka trend hm analyse sy jan paty hn agr support sy resistance ki tarf buy ki strong candles bny to isy buy ka trend kehty hn r jub resistance sy jub acndles support ki tarf to sell ky trend kehty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

    G Han apbe theek kaha agar hamian forex mainearning karni hai to is ke lye hamian markit trend ko samajhna hoga kyun ke markit trend bhot ihmiyat rakha hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

      G han hmean chye ke hm jb b trade kerin market ko analyses ker ke kerin phly hmean chye hm kisi trah market ko analyses ker sakty hain hm achy hm market ke news read kerin is se market ka pata chalta hy ke market kis traha analysis kertii hy
      • #4 Collapse

        Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

        Dosto forex per market ke trend ka ap ko is terhan pata chalsakta hai ke apko market analysis sy behteer aur koi haal nahi hai market ke trend ka acha pata sirf ap trend sy karsakty hain aur ap trend sy he analysis karsakty hain aur ya he haal hai candle sy be trend ka patachalta hai is sy be bohat faida hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

          Market ky trends ko find kerny ky liay hamain trend line ko draw kerwana chahiay ky agar line start point sy end point tak down slope main ho tou down trend chal raha hota hai market main agar start point sy end point upward slope banati hai tou market ka up trend chal raha hota hai lekin isky liay time frame zyada chota nehi hona chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

            confident bhi ahem n kirdaar ada karta hay confidewnt k sath ap kaam karoe to kamyab ap zrur hunge mera khiyal hay k apko conmfident k sath step uthanay hunge or or planing k sath kaam karna hoga yes be confident always and successful trader banny ky liye ap ko learning karni hogi aur ap ko market analysis krna hoga kyion kay ager ap forex ko nahi seekhy gyn tu ap ko loss ho
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

              market k bary ma agr ap information or knowledge hasil krna chaty ho tu apko chaiya ky ap market candles ko study kryn ya sab cheezyn wo han jo humy market k trend k bary ma humy chaiya ky hum is forum pa mehnat kryn or is waja sa ak behtreen result hasil krskyn
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

                market ka trend bullish ho skta hy ya bearish b ho skta hy aur trend hmain analysis krny sy hi pta chlta hy jb hm analysis krty hn sport resistance ko draw krty hn aur candles ko talash krty hn sport resistance sy hi hmain trend kr pta chlta hy jis sy hm kamyab ho skta aur trend k bghar hm trade open nhi kr skty hn...
                • #9 Collapse

                  Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

                  forex market se achcha profit hasil karne ke liye bahut jaruri hai ki aap Hamesha market ke trend ko dekh kar hi trade open Karen kyunki jab tak aap market ke friend ko acche se watch nahin karenge tab tak aap kabhi bhi acchi aur profitable trade nahin kar sakenge forex market mein Main friend ki bahut jyada ehmiat hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ky trend ka kasy pta chlta hy??

                    Iske different ways hai agar aapko candlestick chart pattern ka pata hai aur analyse karna aata hai to aap easily friend ko find out kar sakte hain iske alava aap indicators ko use karte hue bhi train to find out kar sakte hain Yahan per bahut jyada common indicators moving average aur bollinger bands engine ko use karke bahut se traders market ka friend find out Karte Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X