Selfish yaeni khudgarzi..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Selfish yaeni khudgarzi..
    Assalam o alaikum dear friends and members umeed Hai ap sb thk hn ge.dear member Mera man na Hai keh Jo insan selfish hota Hai woh kbhi bhi is field yaeni forex trading ya ksi bhi field men kamyab Ni hota.islye hamen chahye keh hum ek family ke trah forex pe Kam kren....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Selfish yaeni khudgarzi..

    g bht say log selfish b hoty hain wo sub say chopa k trading karty hain k kisi or ko pata na chal jay or koi usy copy na kar lai or wo ye kisi ko b ni btaty na kuch share karty hain is liye ye chop k kam karty hain ye khudgarz hoty hain .
    • #3 Collapse

      Re: Selfish yaeni khudgarzi..

      bhai ap ki bat shi hai as agar ham kam karte hoe agarghud gharz ho jay ge tu ham as mainkabi bi kayab nahi ho paen ge agar hamre [pass knolwedge hai tu hamen wo share arna chahie hamein khud gharz nahi bnana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Selfish yaeni khudgarzi..

        G ha member jaysa kah ham jantay hay kah forex ak acha international online business hay jo logo ko acha rozgar muyasir kerta hay as say bahot sary logo ko acha rozgar milta hay forex main hamin apnY kam ko bakadgi say or ahtiyat kay sahth serinjam dayna chy Th kh hamin ziada say ziada bonass hasil ho sakay or as say hamin bahot ziada profiat hasil ker saktay hay laken hamin apnay per garor nahin kerna chay.
        • #5 Collapse

          Re: Selfish yaeni khudgarzi..

          Hmean chye ke hm kabii b selfish na bain ager hm selfish banty hain to hmean koi b pasand nhe kery ga wo kahain ga y to srif apny bary mein siochta hy is ko kisi or ke feqr nhe hoti hy ko log kisi ke faqr nhe kerty or Allah tala hamarii feqr nhe kery ga
          • #6 Collapse

            Re: Selfish yaeni khudgarzi..

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe selfish logon se bachna chahiay kiun k woh sirf apna faida sochtay hen aur forum pe aesay bhi hen jo khud tu thanks letey hen lekin dusaron ko thanks nhi kartay aur forex trading men khud tu profit letey hen lekin dusaron se jallous hotay hen aesay logon se door rahna chahiay
            • #7 Collapse

              Re: Selfish yaeni khudgarzi..

              walcome to forex baat yh hay jo kaam bhee insaan ko aata ho to us ko chahiya wo dosro ko bhee batay isi tarah agar kisi bhai ko instaforex ka tjurba hay to laazmi shyre karay ta kh sub ka fida ho aor sabhee aap ko duaay day
              • #8 Collapse

                Re: Selfish yaeni khudgarzi..

                sth kam karn hota hai hum zara b mistake ni kar sakte es sy hum ko los ho sakta hai g han bahi app theak keh rehay ho hamain her waqt forex trading business main confident rehra zaroori hay q kay forex trading business bht hard business hay so ahmain chahiye kay ham hamesha fresh or confident rehain agar ham achi earning karna chahtay hain is business say G han
                :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                • #9 Collapse

                  Re: Selfish yaeni khudgarzi..

                  Selfish khudgarji bahut buri chij hai hi jab ke Forex Main To yah bahut hi buri chij hai kyunki Forex naam hi ek dusre ki madad karne ka hai jo log ek dusre ki madad karte rahte hain vah Forex mein kaam karte rahte hain aur apne maksad mein kamyab ho jate Hain aur jo log sirf apni khudgarji ke liye kam karte hain dusre ki madad Nahin karte ho na kam ho jate Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Selfish yaeni khudgarzi..

                    han bilkul ham logo ko chayia ka ham log kabhi be forex par kam karta howa selfish nai bana ku ka agr is tyra sa gr ham kam karya gaya to ham log is sa kuch be ni earn kar paya gay ham logo ko is sa jo be mila ha is paar ham logo ko khush rahna chayia aur ham logo ko chayia ka ham log is par dusro ki zada sa zada help karna ki koshish karya is tyra sa in ko be boht hi kuch mil skaya gaya

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X