ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Jab hum forex main kaam nahi karty to iss tarah na sirf hum behtar treeky say aur achi tarah soch samjh kar hum iss main kaam nahi karty iss main humari hi naakami ho gi aur iss taras hum iss say kamajbhi bhi hasil nahi kar sakty hain achy treeky say aur fail ho jaty hain iss main yahi humari nakami ki bari waja ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      dear i think tha t you will surely be successful in forex trading if you should not to be greedy in forex trade i think that tgreed is a very very bad thing and we all need to be a lot of careful in forex trading so that w elalcan gain mkore and more incoem from forex trde and cna gain mcuh mkre proft from forex trading bsueinss and cna gain money fromf forex
      • #618 Collapse

        ak to ya pat time jop ha is ma ham pat time kamkar ka pisa kamta ha or is ma har koi kamkar ka pisa ka sakta is business ma boht pisa ap kois ma kamkarna ha to is ma p ko gar ma bath kar he kam karn ho ga
           
        • #619 Collapse

          forex failure nahi hen but apko yaha jab bhi loss hota he to apke liye us me 1 lesson hota he ku ke ap jab bhi koi mistake karte hen apko jab hi trading me loss hota he bohat se traders hen jinko loss howa he but bohat se aise bhi hen jinhon ne kabhi mistake nahi ki to unko loss bhi nahi hota he
           
          • #620 Collapse

            Mere khayl me forex treading me sab se zada lalch ye hai k isme log din me e rih hona chahte hai or jo mumkin hai lekin wo isme learning ko nahi lete or isme bena samje e krte hai or wo isme loss kr jate hai .
               
            • #621 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
              asal main logg is kam ko learn nai krty aur sirf andazy ki bunyad
              pay hi trade oepn ker dety hain jis say on ka loss ho jata hay aur
              is kay ilava kai logg lalich ki vja say bhe loss krty hain is main
              Jee bhai sahi baat hai kafi anadazy par trade open karne wala kabhi bhi forex se achi earning nahi kar sakta hume forex ko acha knowledge hasil kar ke start karna chayye jo log is kaam ko learn kiye bina karte hain wo is kaam me ziyada tar fail ho jate hain,...
                 
              • #622 Collapse

                forex main ap ka acha future ban sakta hai aghr ap dil say karo or lalch say kartay hain wohi log loss main jatay hain
                • #623 Collapse

                  bhei bhot se log forex ko learn nhe kart hein or senkhan kar nhe shero kart hein gess ke wage se wo log failure hot hein humein forex tarding senkhan kar shero karn cheny go log pratice kart hein wo he achi earn kart hein new tarder ko be pratice nhe kart hein gess ke wage se on ko loss hot hein .
                  • #624 Collapse

                    greed aur big profit ye jo forex man ha ye sub sy zyda loss karwa sakty ha aur ager koi chta hy k forex man kafi earning kar to phir usko skills aur knowlege k sath work karna hoga forex man.
                    • #625 Collapse

                      g dear forex me ya os time hota hia jab mre hum ko as me kafi dafa loss hu choka hu or hum ko as me loss be os time he hota hia jab mre pass forex ka knowledge or expreience nahi hota os time hum as ko chorne ke koshish krte hia or hum as me knowledge se km le to hum as me successful be hu sakte hia.
                      • #626 Collapse

                        Sb se pehlay bnday ko apnay skills k hisaab se apnay mind main target bna lena chahiye. Phr trade krni chahiye. Jab lalach main a k insaan apnay target se brhnay lg jata hai to heavy losses se ghussa main a k woh apna kafi kuch barbaad kr bethta hai. Yahi woh point hota hai jab insaan bilkul na-umeed ho jata hai aur usko lgta hai k forex pr ab kuch bhi nahi milnay wala.
                        • #627 Collapse

                          The biggest failure in forex is greed because when you want more and more this makes you greedy and every one knows greed is a curse..........
                          So be carefull from this bad habbit.................
                          • #628 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                            asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                            dear forex meary mutabiksab say bari faliure yai hai jab ap ko forex k baray mai pata b hai k ap kis trha trading kar saktay ho tb ap ager theek say work nai karty ho to mai samajhta hu n k is bari badbakhti hamaray liye or koyi nai ho sakti
                               
                            • #629 Collapse

                              forex mai asal failure lalach aor kam sab k chahiy k wo forex mai dill aor demagh laga kr kry ye to shart he k agr ap time b dain ge aor emandari se kam krain ge to ap ko loss ho he nahi sakta kiun k forex aik imandari wala kam he aor koi lalach b nahi hoti is kliy kun k her client ka alaida account hota he jo k kisi aor k use mai nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                mara khayal ma hum tahamul or sabar ka muzahra nahi karta or phr lalach ko bi shamal kar lata han jis ki waja sa hum apna loss karta han hama pata bi hota ha ka market is waqt kia demand kar rahi ha phr bi hum jan bhoj kar lalach kar bathata han or loss kar lata han asa nahi hona chahia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X