ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    mere nazdeek forex may wo log failure hotay hay. jo dosra kam kartay hay aur jab wo kam loss may jata hai to forex ki taraf ajatay hay then wo failure kehlatay hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bhai is business main ya bat log tab hi karty hai.jab wo is business main sahi trade nahi karty hai.un ko ya business buhat hi asan lagta hay.mager aysa hay nahi.or is waja say wo is business main bari trade karty hai.jin ki waja say un ko is business main loss hota hay.or phir wo is business ko kerna chor daytay hai..
      • #78 Collapse

        Forex mai failure ki basic waja yeh hai k jab trader apni mistake ko again repeat karta hai.Jab trader apni past mistake se sabaq hasil nahi karta ya woh practice se apni mistake ko khatam karta hai or phir live accont main same mistake ko repeat karta hai tu it means k trader ney Forex mai jo learning hasil ki woh kafi weak hai or trader apni skill and knowledge ko theek jaga pay use nahi kar raha.Es tarha k trader future trading mai kafi dangerous hoty hain or woh zaida loss kar sakty hain.Trader k leye zarori hai k woh apni loss ki har mistake ko itna acha solution k sath behtar kar lay k woh kabi b us ko repeat nahi kary or jab woh repeat nahi kary ga tu us ka past ka experience us ko acha profit Forex se earn karny main asani create kary ga.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #79 Collapse

          dost meray khyal main forex bussiness main nakami ki asal waja logoon ka short cut ka lalich ha aur bakhair home work kay bakhair market news say updates liya kam karna hi asal waja ha
          • #80 Collapse

            dear according to my view forex trading is very risky business but if we do it after proper learning and knowledge we can minimize our risk in this business and we should not greedy in this business and earn more money with short period of time and then it may be chances to go into loss
            • #81 Collapse

              Mere khiyal say forex may failure ka maqsad hota hy kay ap nay ziyada say ziyada practice nai ki hoti and na hi proper tarike say knowledge and experience hasil kiya hota hy jis ki wja say ap forex k rules ko follow nai kar pate and ap loss ho jate hain.
              • #82 Collapse

                bhi jan sab se ahm baat forex trader me failure hone ki woh ye he k ap forex trder me mehnat na karen time na den our ziyada se ziyada lalach rakhen ,,bcoz mehnat k bagher banda koch hasil nai kar sakta tu nateja fail me milta he
                • #83 Collapse

                  In my point of view jis tarah se hum forex mai agay barhtay jatay hain utna greed hum mai ata rehta hai or hum utni he bari bari deals lainay lagte hai or account ko phir bacha nahi patay to isliye loss hotay hain or jbhi forex se dil b hat jata hai
                  • #84 Collapse

                    most of the new forex trader thought that forex trading is a business where they can make money rapidly and also can make money from this business and they will be rich quickly it is the main reason for losing money
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                      asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain

                      mery nazdiq forex trading me asal failure greed hay or jab is me greed aa jata hay to wo

                      treader jaldi nakam ho jata hay to is tarha original failure in forex trading business is

                      greed according to my opinion .....
                      • #86 Collapse

                        g mery kah`ayl main forex mnain asal failure point wo hota hy jb trader k pas loss hi loss ho,aur is k pass bilkul koe money na bachay, aur iss main humain nakami k sabab trading ko allah hafiz krna pr jay un traders ko failure kahain gy forex main.
                        • #87 Collapse

                          BRo forex men failure tab hoga jub order boaht ziada lot ka lage ga aur is trah balanceb i kam hoga aur loss ke chances bar jain ge aur istrah account failure bi hosakta he ziada lot ka order bohat kharab karta he tradig ko aur apke balance ko bi nukasan pohcha sakta he
                          • #88 Collapse

                            dear forex main asal future boht bright hy ager app k pass achi knowledge aur experience ho tu warna forex aik boht hi difficult business hy jis k sath km kar k hm ko srif loss ka samna karna pary ga
                             
                            • #89 Collapse

                              forex trading m nakami ki waja lalach or fear hy, jaldi sy profit kamana or bohat ziyada profit earn kar na nuksan ka sabab banta hy, jitna ho sakty apni lalach ko control karo or achi trade kar ny ki koshish karo, apny trading rules banao or en rules pay paka aamal karo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ASSALAM O ALAIKUM...
                                bhai ji... jo jald bazi dikhate hain or dosra ziada ki chakar main onkay dill main lalach ajati hai. jab otna nahi milta toh na umeed hojatay hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X