ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    Meri nazar me apki unawareness with the forex market, and or not properly trained, plus your greed...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      mere khayal se aisa koi point nhi ha k koi forex ko chorna chahy. haa, agr koi forex se kam time mein zyada earning kr skta ho to wo choor skta ha.
      • #1368 Collapse

        hmm mery khayal sy forex per 1000 posting hi es ka failure hy kun ky wqt ek keemti zewar ki tarhan hy ar aj kal admi ky pas sir mai kharish krny ky leya wqt nai es lya es limit ko kam keya jae
        • #1369 Collapse

          dear brother jahn tk me ra khyal hy wo ye hy k forex me loss hony ke sb sy bri wja ye hoti hy k log planning or target rkhy bgair he trading krty hain o k un k liya kafi zada nuksan wki hoti hy
          • #1370 Collapse

            yes in my personal views in forex trading the real failure is the lack of experience of the forex trading and lack of knowledge about the latest trend of the forex market so you must have the proper knowledge of the forex trading to get success
            • #1371 Collapse

              Forex trading aik bohat acha business hay aur agar hum esko theak say seekh kar run kary to ye humary liey income ka zariya ban sakta hay so humay esko dil jami kay sath learn karna chahiey.
              • #1372 Collapse

                Mery khyal me forex me asal failure ye hy k insan market ki info get kye bger trading strt kar dy aur order lgata jay .. is se hta ye hy k profit k chances to na hony k braber hty hyn aur loss k chances zyada hty hyn .. is lye market ki how know rkhna is much important in trading
                • #1373 Collapse

                  mt dear brother asalam,o,alaikum mere khyal se forex pe asal failure tabhi hota hai jb hm ise sahi trah se nahi smjhte aur tabhi hi failure hota hai
                  • #1374 Collapse

                    mere nazdeek tu sub se bara faidlur wo hai ju k yah per baar baar loss kerta hai aiur ap ni mistake ko pehchaan he nhi pata hai.aur baar baar loss kerta rehta hai.,
                    • #1375 Collapse

                      mera mutabik forex pa failer vo ha ka ap ko agr aik bar loss ho jata ha to ap kka vaha par vapis na ana ya sb sa bada falier ha keo ka kisi chize sa har kr ni bethna ni chiea balka us ka mukbala krna cheia
                      • #1376 Collapse

                        asa amoman nahi hota or ye tabhi hota he jab ap ne bare onche onche khawab dekhe hon or ap ke khwab pore na hon to ap us business se tang ajate hen.
                        • #1377 Collapse

                          well said dear , forex mein asal ma failure wo hai jo loss hone par quiet kardetaw hai naw ke wo jo loss ke bad struggle kartaw hai , hard work kartaw hai or phir profit ke liye koshish kartaw hai , wo failure nahiin hotaw hai :)
                          • #1378 Collapse

                            dear forex main asal failure es se attached logon ka es se dis heart ho jana hai, es liay ziada zaroori hai k ham forex ko pehlay achi tarah se samjhain learn karain aur phir es ko join karain.
                            • #1379 Collapse

                              forex aik online work hai jis ko sahe se seekhna thora hard hai isi liay meri nazar m failure woh shakhs hai jo k aik baar ghalti karta hai aur ussay koi sabaq haasil ni karta aur phr se wohe mistake baar baar karta rehta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                mere bhai is ki waja hoti hai without learning knowledge experience practice or bhi bohat reason hotey hain jin ko hum log follow nai kartey or loss karwa latey hai ager hum relex ho kar forex ko soch smjh kar forex rules follow karein gain to humein loss nai hoga or leave bhi nai karein gain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X